Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNaushad
HomeNaushad
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana dil chhin ke jate ho kidhar bhool na jaana bhool na jaana dil chheen ke jate ho kidhar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten lo dil ne kiya dil ko muhabbat ke hawale lo dil ne kiya dil ko muhabbat ke hawale sharmili nigahon se hamein dekhne wale sharmili nigahon se hamein dekhne wale jo teer chalaya hai idhar bhool na jaana bhool na jaana jo teer chalaya hai idhar bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana hamne kisi ummeed se dil tumko diya hai dil tumko diya hai hamne kisi ummeed se dil tumko diya hai dil tumko diya hai armaan bhare dil se tumhen pyaar kiya hai pyaar kiya hai armaan bhare dil se tumhen pyaar kiya hai pyaar kiya hai dekho ye muhabbat ki nazar bhool na jaana bhool na jaana yeh pyaar ki baaten yeh safar bhool na jaana
yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele duniyaa hai mauj e dariyaa qatre ki zindagi kya duniyaa hai mauj e dariyaa qatre ki zindagi kyaaaaaa paani mein mil ke paani anjaam ye ke paani paani mein mil ke paani anjaam ye ke paaniiiiii dambhar ko saans le le dambhar ko saans le le yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele hongi yehi bahaaren ulfat ki yaadgaare hongi yehi bahaaren ulfat ki yaadgaareeeeee bigadegi aur banegi duniyaa yahi rahegi bigadegi aur banegi duniyaa yahi rahegiiiiii honge yahi jhamele honge yahi jhamele yeh zindagi ke mele duniyaa mein kam na honge afsos hum naa honge yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele yeh zindagi ke mele
yehi armaan lekar aaj apne ghar se hum nikale jahaan hai zindagi apni ussi kooche mein dum nikale sitaaron jagmagaao tum bahaaron muskuraao tum meri ujadi mohabbat ki hansi mil kar udaao tum hansi mil kar udaao tum jinhen sajde kiye humne jinhen sajde kiye humne wo pathar ke sanam nikale wo pathar ke sanam nikale jahaan hai zindagi apni ussi kooche mein dum nikale tamanna hai yahi ab to mera sar ho tera dar ho naa aansoon koi aankhon mein naa shikwaa koi lab par ho naa shikwaa koi lab par ho agar yun maut aa jaaye agar yun maut aa jaaye to apne dil se ghum nikale to apne dil se ghum nikale yehi armaan lekar aaj apne ghar se hum nikale
zaalim zamana mujhko tumse chhuda raha hai ee zaalim zamana mujhko tumse chhuda raha hai anjam zindagi ka anjam zindagi ka nazdeek aa raha hai zaalim zamana mujhko tumse chhuda raha hai beete dinon ke nagmein dil aaj ga raha hai duniya mein jaise apni duniya mein jaise apni koi bula raha hai beete dinon ke nagmein dil aaj ga raha hai tujhko kasam hai aakar soorat zara dikha ja soorat zara dikha ja deewana dekh tera duniya se ja raha hai barbadiyon ka apni shikwa nahin kisi se shikwa nahin kisi se mera naseeb mujhko yeh din dikha raha hai aye beete dinon ke nagmein dil aaj ga raha hai
zara mann ki kewadiya khol saiyaan tore dwaare khade zara mann ki kewadiya khol saiyaan tore dwaare khade saiyaan tore balma tore dwaare o sajnaa tore dwaare khade birha ki raina birha ki rain teri galiyon ke phere teri galiyon ke phere jogi ka roop liya pritam ne tere jogi ka roop liya pritam ne tere gori sunle balam ke bol saiyaan tore dwaare khade haan saiyaan tore balma tore dwaare o sajnaa tore dwaare khade hooooo oooo oooo ooooo milna hai aaj tohe apne piya se hoooo ooooo ooooo milna hai aaj tohe apne piya se jaane na bhed koiiii tere jiya ke jaane na bhed koi tere jiya ke mann mann mein sajaniyaa dol saiyaan tore dwaare khade hooo hooo hooo saiyaan tore dwaare o balma tore dwaare khade bigde naa baat kahin dheeraj naa khona bigde naa baat kahin dheeraj naa khona jaage hai bhaag ab kaahe ka rona jaage hai bhaag ab kaahe ka rona tera jeevan bada anmol saiyaan tore dwaare khade o zara mann ki kewadiya khol saiyaan tore dwaare khade o saiyaan tore dwaare o balma
zindagi aaj mere naam se sharmaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai apni haalat pe mujhe khud bhi hansi aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai ek ghum chain se jeene nahin deta mujhko ek ghum chain se jeene nahin deta mujhko ek uljhan hai jo aksar mujhe tadpaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai iss tarah chhod ke niklaa hoon main apni manzil iss tarah chhod ke niklaa hoon main apni manzil jaise hasrat koi seene se nikal jaati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai raah chalte huye kuchh soch ke ruk jaata hoon raah chalte huye kuchh soch ke ruk jaata hoon har kadam par koi bhuli huyi yaad aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai apni haalat pe mujhe khud bhi hansi aati hai zindagi aaj mere naam se sharmaati hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Yeh Pyaar Ki Baaten Anokhi Ada (1948) 02:28 37559
 
Poster of Anokhi Ada (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Surendra, Naseem Bano
Duration : 02:28   Song Number : 37559   

Yeh Zindagi Ke Mele Mela (1948) 02:19 13710
 
Poster of Mela (1948)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1948
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 02:19   Song Number : 13710   

Yehi Armaan Lekar Shabab (1954) 03:11 14202
 
Poster of Shabab (1954)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1954
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Tilang
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:11   Song Number : 14202   

Zaalim Zamana Mujhko Dillagi (1949) 03:22 37358
 
Poster of Dillagi (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Shyam Kumar, Suraiya
On Screen Actors- 
Shyam Kumar, Chanda
Duration : 03:22   Song Number : 37358   

Zara Mann Ki Kewadiya Kohinoor (1960) 03:28 13561
 
Poster of Kohinoor (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Meena Kumari, Others
Raag- 
Bhairavi
Duration : 03:28   Song Number : 13561   

Zindagi Aaj Mere Naam Son of India (1962) 03:54 14278
 
Poster of Son of India (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kamal Jeet
Raag- 
Jaijaiwanti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:54   Song Number : 14278   
Karaoke Songs of naushad, Sad Songs of naushad, Love Songs of naushad, Dance Songs of naushad, Hip-hop songs of naushad, Best songs of naushad, Super hit songs of naushad, hit songs of naushad, duet songs of naushad, solo songs of naushad, old songs of naushad, famous songs of naushad, Hindi Karaoke Songs of naushad, Hindi Sad Songs of naushad, Hindi Love Songs of naushad, Hindi Dance Songs of naushad, Hindi Hip-hop songs of naushad, best Hindi songs of naushad, super hit Hindi songs of naushad, hit Hindi songs of naushad, duet Hindi songs of naushad, solo Hindi songs of naushad, old Hindi songs of naushad, famous Hindi songs of naushad, Sing Along Songs of naushad, Sing Along Sad Songs of naushad, Sing Along Love Songs of naushad, Sing Along Dance Songs of naushad, Sing Along Hip-hop songs of naushad, Sing Along Best songs of naushad, Sing Along Super hit songs of naushad, Sing Along hit songs of naushad, Sing Along duet songs of naushad, Sing Along solo songs of naushad, Sing Along old songs of naushad, Sing Along famous songs of naushad