Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeZindagi Ya Toofan (1957)
HomeZindagi Ya Toofan (1957)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


so jaa so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa main balhaari so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa meethe sapne aaye sapnon mein bhi daras dhikhaye so jaa meethe sapne aaye sapnon mein bhi daras dhikhaye udkar roop nagar mein jaayen udkar roop nagar mein jaayen roop nagar ki sakhiyaan aaye roop nagar ki sakhiyaan aaye raja ji maala pehnaaye chume mata tihaari so jaa so jaa rajkumari so jaa so jaa rajkumari so jaa
jaat paat teri jaat kya hai meri jaat kya hai teri meri meri teri jaat kya hai haan meri jaat kya hai samajh ka hai pher aur baat kya hai samajh ka hai haan re bhai samajh ka hai pher aur baat kya hai teri jaat kya hai ha ha o meri jaat kya hai bade bade logon ne chhoti si baat na jaani bade bade logon ne chhoti si baat na jaani ganga ka ho ya kuwen ka paani to hai paani re bhai paani re bhai paani bade bade logon ne chhoti si baat na jaani ganga ka ho ya kuwen ka paani to hai paani waah ri duniya ho deewaani jhagda jahaan mein din raat kya hai jhagda jahaan mein din raat kya hai teri jaat kya hai ha ha o meri jaat kya hai chhote aadmi ka chhota kaahe ko hai naam chhote aadmi ka chhota kaahe ko hai naam bade aadmi ke hote hain kya chaar paanv chaar paanv chaar paanv chhote aadmi ka chhota kaahe ko hai naam bade aadmi ke hote hain kya chaar paanv bada sheher chhota ganv chhota ganv ye bhedbhaav chhoot chhaat kya hai ye bhedbhaav chhoot chhaat kya hai teri jaat kya
aaaaa aaaaa aaaa tu mujhe soch kabhi yahi chahat hai meri main tujhe jaan kahun yahi hasrat hai meri main tere pyaar ka armaan liye baitha hoon tu kisi aur ko chahe kabhi khuda na kare tu kisi aur ko chahe kabhi khuda na kare aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa meri mehroom mohabbat ka sahaara tu hai meri mehroom mohabbat ka sahaara tu hai main jo jeeta hoon to jeene ka ishara tu hai apne dil pe tera ehsaan liye baitha hoon main tere pyaar ka armaan liye baitha hoon tu kisi aur ko chahe kabhi khuda na kare tu kisi aur ko chahe kabhi khuda na kare say you love me baby i will waiting for you hey yooo woo ooo say you love me baby pyaar mein shart koi ho to bata de mujhko pyaar mein shart koi ho to bata de mujhko gar khata mujhse huyi ho to bata de mujhko jaan hatheli pe meri jaan liye baitha hoon main tere pyaar ka armaan liye baitha hoon tu kisi aur ko chahe kabhi khuda na kare tu kisi aur ko chahe kabhi khuda na kare aaaaaaa heyyeeeeeee eeeeeee eeeeeeee aaaaaaaa
heyyyyy aeeee ae ae ae heyyyy ae ae tune humen kya diya ri zindagi tune humen kya diya ri zindagi humne maangi to mili na maut bhi tune hume kya diya ri zindagi khaali haath aaye the khaali haath hum chale dil jale khaali haath khaali haath aaye the khaali haath hum chale dil jale khaali haath humne chahe the phool bhi humne paayi na dhool bhi tune humen kya diya ri zindagi tune humen kya diya ri zindagi na diya na kiran mann ka ye sunapan phoonke tann na diya na diya na kiran mann ka ye sunapan phoonke tann na diya door gayilyon mein raat bhar jhilmilati hai chandani tune humen kya diya ri zindagi bewafaa bekhabar beimaan bekadar tu magar bewafaa bewafaa bekhabar beimaan bekadar tu magar bewafaa geet gaata hai tere hi duniyaa mein har aadmi tune humen kya diya ri zindagi tune humen kya diya ri zindagi humne maangi to mili na maut bhi tune hume kya diya ri zindagi
hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm hmm udte udte pyase panchhi pyase panchhi thak gaye udte udte pyase panchhi pyase panchhi thak gaye armaan pyase chhayi udasi pyase panchhi thak gaye udte udte pyase panchhi pyase panchhi thak gaye ek nadi thi pyaar ki saari duniya vyapaar ki ek nadi thi pyaar ki saari duniya vyapaar ki raah roke apni khadi thi pyase panchhi thak gaye udte udte pyase panchhi pyase panchhi thak gaye zindagi ke baaki the kuchh lamhe shayad ke ho milna phir humein zindagi ke baaki the kuchh lamhe shayad ke ho milna phir humein maar dalegi ye bebasi pyase panchhi thak gaye udte udte pyase panchhi pyase panchhi thak gaye armaan pyase chhayi udasi pyase panchhi thak gaye
ikke ko baadshah ne maara baadshah jo beghum se haara aur gulaam kismat ka maara bechara yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi tu khelta jaa khelta jaa baaziyon pe baaziyaan tu khelta jaa khelta jaa baaziyon pe baaziyaan baaziyaan yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi ek baazi tune jeeti ek baazi maine haari ek baazi maine jeeti ek baazi tune haari kaun jeeta kaun haara yeh hai kissa baad ka yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi jab talak hai band mutthi hai wo pyare laakh ki aur jaise hee khuli ho jaayegi wo khak ki laakh kya aur khaak kya yeh hai kissa baad ka yeh zindagi hai ek juaa kabhi jeet bhi kabhi haar bhi yahaan dushmano ki bheed mein mil jaayenge tujhe yaar bhi yeh zamana mujhse hai main zamane se nahin har fasana mujhse hai main fasane
chor sipaahi ke jhagde mein hogi kiski jeet chor kisi ke meet yahaan na mor kisi ke meet yun ghoor ghoor ghoor ke nihaara na karo yun door door door se ishaara na karo ishaara na karo nihaara na karo aisi khatayein bhool ke dubara na karo chaaron taraf pehra laga hai apsraan ka ye waqt hai mere tumhare imtehaan ka haan bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki yun ghoor ghoor ghoor ke nihaara na karo yun door door door se ishaara na karo ishaara na karo nihaara na karo aisi khatayein bhool ke dubara na karo chaaron taraf pehra laga hai apsraan ka ye waqt hai mere tumhare imtehaan ka haan bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki bahot kathin hai dagar panghat ki jhatpat bhar laao jamuna se matki o raja aa jaa talaashi de jaa yahaan se bach ke na jaa paayega lagi paabandi hai nakabandi agar tu bhaaga maara jaayega o raja aa jaa talaashi de jaa
zindagi ae zindagi zindagi tere hain do roop zindagi ae zindagi zindagi tere hain do roop beeti huyi raaton ki baaton ki tu chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop kabhi teri kirnen thi thandi thandi haay re ab tu hi mere ji mein aag lagaaye kabhi teri kirnen thi thandi thandi haay re ab tu hi mere ji mein aag lagaaye chaandni aye chaandni chaandani tere hain do roop toote huye sapnon ki apnon ki chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop aate jaate pal kyaa hain samay ke ye jhoolen hain bichhde saathi kabhi yaad aaye kabhi bhoolen hain aate jaate pal kyaa hain samay ke ye jhoolen hain bichhde saathi kabhi yaad aaye kabhi bhoolen hain aadmi aye aadmi aadmi tere hain do roop dukh sukh ke jhoolon ki phoolon ki tu chhaayaa chhaayaa wo jo ban gayi dhoop chhaayaa wo jo ban gayi dhoop koi bhooli huyi baat mujhe yaad aayi hai khushi bhi tu laayi thi ye aansoo bhi tu laayi hai dillagi aye dillagi dillagi tere hain do roop kaise kaise waadon ki yaadon ki tu chhaayaa chhaayaa wo
zindagi hai ya koi toofaan hai zindagi hai ya koi toofaan hai hum to is jeene ke haathon mar chale zindagi hai ya koi toofaan hai sainkadon armaan le kar aaye the sainkadon armaan le kar aaye the dil mein laakhon hasraten le kar chale zindagi hai ya koi toofaan hai aati jaati saans ka aalam na poochh aati jaati saans ka aalam na poochh jaise duhri dhaar ka khanjar chale zindagi hai ya koi toofaan hai lagzishen hain zindagi ki saath saath lagzishen hain zindagi ki saath saath har kadam khate hu ye thokar chale zindagi hai ya koi toofaan hai pyaar ki mehfil se dil lutne ke baad pyaar ki mehfil se dil lutne ke baad is tarha uthe kadam kyun kar chale zindagi hai ya koi toofaan hai hum to is jeene ke haathon mar chale zindagi hai ya koi toofaan hai zindagi hai ya koi toofaan hai
zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari jab pyaar hua do nain mile jab aayi bahaar aur phool khile jab baat huyi aur lab na hile mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari itna sa hai dil ka afsaana apna na hua ik begaana nazaren to mili par dil na mile kuchh unse humein shiqave na gile kya khoob mile ulfat ke sile mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari reh reh ke tadapna ghabaraana har baat pe dil bhar bhar aana aansoo bhi bahe seena bhi jale armaan ajab sanche mein dhale iss pyaar se hum be pyaar bhale mat poochh ki dil par kya guzari mat poochh ki dil par kya guzari zulfon ki sunehri chhaon tale ik aag lagi do deep jale jab pehali nazar ke teer chale mat
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

So Jaa Rajkumari Zindagi (1940) 02:52 11226
 
Poster of Zindagi (1940)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1940
Lyricist
Kedar Sharma
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
K L Saigal
On Screen Actors- 
K L Saigal
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:52   Song Number : 11226   

Teri Jaat Kya Hai Zindagi Zindagi (1972) 03:17 39894
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:17   Song Number : 39894   

Tu Mujhe Soch Kabhi Zindagi Tere Naam (2012) 04:23 37254
 
Poster of Zindagi Tere Naam (2012)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2012
Lyricist
Jalees Sherwani
Music Director- 
Sajid, Wajid
Singer- 
K K
On Screen Actors- 
Aseem Ali Khan
Duration : 04:23   Song Number : 37254   

Tune Humen Kya Diya Zindagi Zindagi (1972) 04:59 14459
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Mukharji
Duration : 04:59   Song Number : 14459   

Udte Udte Pyase Panchhi Zindagi Jeene Ke Liye (1984) 04:11 37726
 
Poster of Zindagi Jeene Ke Liye (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Rajesh Roshan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rakhee Gulzar, Suresh Oberoi
Duration : 04:11   Song Number : 37726   

Yeh Zindagi Hai Ek Juaa Zindagi Ek Juaa (1992) 08:36 21487
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Prakash Mehra
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Madhuri Dixit, Anil Kapoor
Duration : 08:36   Song Number : 21487   

Yun Ghoor Ghoor Ke Zindagi Ek Juaa (1992) 09:01 38723
 
Poster of Zindagi Ek Juaa (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
Bappi Lahiri
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Shakti Kapoor
Duration : 09:01   Song Number : 38723   

Zindagi Ae Zindagi Zindagi Zindagi (1972) 04:20 32167
 
Poster of Zindagi Zindagi (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Waheeda Rehman
Duration : 04:20   Song Number : 32167   

Zindagi Hai Ya Koi (Female) Zindagi Ya Toofan (1958) 03:24 19994
 
Poster of Zindagi Ya Toofan (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Nakhshab Jarchavi
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:24   Song Number : 19994   

Zulfon Ki Sunehri Chhaon Tale Zindagi Ya Toofan (1958) 04:02 32166
 
Poster of Zindagi Ya Toofan (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
J Nakshab
Music Director- 
Nashad
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 04:02   Song Number : 32166