Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKalyanji Anandji
HomeKalyanji Anandji
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi aansoon ban ke main kabhi aankh se naa beh sakun munh se kuchh naa keh sakun aur chup na reh sakun itne ghum na de mujhe main na jinko seh sakun meri khushiyaan kya huyi kuchh hisaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi apne aap se khafa kar diya naseeb ne mujhko apno se juda kar diya naseeb ne har dua ko badduaa kar diya naseeb ne chhin gaye hain mujhse jo waapas wo khaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi mere har sawaal ka tu jawaab de yaa to mujhe zehar de yaa sharaab de tu sharaab de zindagi aye zindagi dekh meri bebasi
zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ka safar hai ye kaisa safar koi samjha nahin koi jaana nahin hai ye kaisi dagar chalte hain sab magar koi samjha nahin koi jaana nahin zindagi ko bahut pyaar humne diya aa aa maut se bhi muhabbat nibhaayenge hum rote rote zamaane mein aaye magar hanste hanste zamaane se jaayenge hum jaayenge par kidhar hai kise ye khabar koi samjha nahin koi jaana nahin aise jeevan bhi hai jo jiye hi nahin jinko jeene se pehle hi maut aa gayi phool aise bhi hain jo khile hi nahin jinko khilne se pehle khizaa kha gayi hai pareshaan nazar thak gaye chaar agar koi samjha nahin koi jaana nahin
zindagi kya hai hmm hmm hmm hmm hmm la la la la la la zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat kuchh dekhe aur kuchh andekhe sapnon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat kaun kahan par mil jaaye aur kaun kahan kho jaye kaun kahan kho jaye karwat badle waqt ye aise kya se kya ho jaye kya se kya ho jaye ghum ke mod pe aa kar thahre khushiyon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baaraat zakhmon ki baraat aisi bhi hoti hain dil mein dard bhari kuchh yaadein dard bhari kuchh yaadein dil machle to ban jaati hain honthon par fariyaden honthon par fariyaden aur duniya ye samjhe ye hai nagmon ki baraat zindagi kya hai yaadon ki baraat zakhmon ki baraat zakhmon ki baraat zakhmon ki baraat
jaane kaun hawaaa ka jhoonka jeevan yahan badal jaaye jaane kab koi hatyara walmiki ban jaye zindagi naam hai waqt ki maar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka ek din jeet ka ek din haar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka raah sachchai ki mushkilon se bhari par na saahas ruka aur na himmat dari yuhi tapkar sabhi paap jal jayenge pehle kante to chun phool mil jayenge rasta hai yahiiii rasta hai yahi tere uddhar ka ek din jeet ka ek din haar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka dard se jo mile wo khushi hai teri aansuon se khile wo hansi hai teri dekh mausam naya rang lane laga phool khilne lage waqt bhane laga roop hoga nayaaaa roop hoga naya tere sansaar ka ek din jeet ka ek din haar ka zindagi naam hai waqt ki maar ka
zindagi to bewafaa hai ek din thukraayegi zindagi to bewafaa hai ek din thukraayegi maut mehboobaa hai maut mehboobaa hai apne saath le kar jaayegi mar ke jeene ki adaa jo duniyaan ko sikhlayega wo muqaddar ka sikandar wo muqaddar ka sikandar jaaneman
zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi bahaar aane se pehle khizan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi khushi ki chaah mein maine uthaye ranj bade khushi ki chaah mein maine uthaye ranj bade mera naseeb ke mere kadam jahan bhi pade ye badnaseebi meri bhi wahaan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi udaas raat hai viraan dil ki mehfil hai udaas raat hai viraan dil ki mehfil hai na humsafar hai koi aur na koi manzil hai ye zindagi mujhe lekar kahan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi bahaar aane se pehle khizan chali aayi zubaan pe dard bhari daastaan chali aayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Zindagi Aye Zindagi Yudh (1985) 03:39 18398
 
Poster of Yudh (1985)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1985
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Jackie Shroff, Anil Kapoor, Tina Munim
Duration : 03:39   Song Number : 18398   

Zindagi Ka Safar Safar (1970) 04:08 21503
 
Poster of Safar (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 04:08   Song Number : 21503   

Zindagi Kya Hai Faraar (1975) 04:09 36421
 
Poster of Faraar (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
Duration : 04:09   Song Number : 36421   

Zindagi Naam Hai Hatyara (1977) 03:54 32530
 
Poster of Hatyara (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Vishveshwar Sharma
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:54   Song Number : 32530   

Zindagi To Bewafaa Hai Muqaddar Ka Sikandar (1978) 02:15 13804
 
Poster of Muqaddar Ka Sikandar (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Anjan
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 02:15   Song Number : 13804   

Zubaan Pe Dard Bhari Dastan Maryada (1971) 04:26 12126
 
Poster of Maryada (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Raag- 
Bhairav
Duration : 04:26   Song Number : 12126   
Karaoke Songs of kalyanji anandji, Sad Songs of kalyanji anandji, Love Songs of kalyanji anandji, Dance Songs of kalyanji anandji, Hip-hop songs of kalyanji anandji, Best songs of kalyanji anandji, Super hit songs of kalyanji anandji, hit songs of kalyanji anandji, duet songs of kalyanji anandji, solo songs of kalyanji anandji, old songs of kalyanji anandji, famous songs of kalyanji anandji, Hindi Karaoke Songs of kalyanji anandji, Hindi Sad Songs of kalyanji anandji, Hindi Love Songs of kalyanji anandji, Hindi Dance Songs of kalyanji anandji, Hindi Hip-hop songs of kalyanji anandji, best Hindi songs of kalyanji anandji, super hit Hindi songs of kalyanji anandji, hit Hindi songs of kalyanji anandji, duet Hindi songs of kalyanji anandji, solo Hindi songs of kalyanji anandji, old Hindi songs of kalyanji anandji, famous Hindi songs of kalyanji anandji, Sing Along Songs of kalyanji anandji, Sing Along Sad Songs of kalyanji anandji, Sing Along Love Songs of kalyanji anandji, Sing Along Dance Songs of kalyanji anandji, Sing Along Hip-hop songs of kalyanji anandji, Sing Along Best songs of kalyanji anandji, Sing Along Super hit songs of kalyanji anandji, Sing Along hit songs of kalyanji anandji, Sing Along duet songs of kalyanji anandji, Sing Along solo songs of kalyanji anandji, Sing Along old songs of kalyanji anandji, Sing Along famous songs of kalyanji anandji