Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMohammed Rafi
HomeMohammed Rafi
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa aa aa teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein bahaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein mere junoon se wo shohrat hai tere jalwon ki mere junoon se wo shohrat hai tere jalwon ki jidhar bhi jaao hazaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein sitam wo karte hain jis par badi tavajjoh se sitam wo karte hain jis par badi tavajjoh se ye uske unche mukaddar ki baat hoti hai chaman chaman mein tere shabaab ko dekha sharaab chhoot gayi tere shabaab ko dekha sharaab chhoot gayi yehi sharaab ke maaron mein baat hoti hai teri to chaand sitaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein bahaaron mein baat hoti hai chaman chaman mein
teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan kahin ye pyaar hi naa ho kahin ye pyaar hi naa ho naseeb e dushmanaa teri zulfen pareshaan labon par naa hai magar sambhal aye jaane jigar badi qaafir cheez hai jise kehte hain nazar jise kehte hain nazar ye logo se naa keh de haan ye logo se naa keh de haan naseeb e dushmanaa teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan teri zulfen pareshaan kadam rakhti ho kahin magar padte hain kahin sabab kuchh to hai sanam ye haalat yun hi nahin ye haalat yun hi nahin koi dil mein na ho mehmaan koi dil mein na ho mehmaan naseeb e dushmanaa teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan teri zulfen pareshaan nazar qaatil ho naa ye jigar bismil ho naa ye jhuki palkon mein hai kya humara dil ho naa ye humara dil ho naa ye huye naa ho humin qurbaan huye naa ho humin qurbaan naseeb e dushmanaa teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan kahin ye pyaar hi
teri zulfon se judaaee to nahin maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahin maangi thi teri zulfon se judaaee to nahin maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahin maangi thi maine kya jurm kiya aap khafa ho baithe maine kya jurm kiya aap khafa ho baithe pyaar maanga tha khudaai to nahin maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahin maangi thi mera haq tha teri aankhon ki chhalakti mai par mera haq tha teri aankhon ki chhalakti mai par cheez apni thi paraai to nahin maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahin maangi thi apne beemaar pe itna bhi sitam theek nahin apne beemaar pe itna bhi sitam theek nahin teri ulfat mein buraai to nahin maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahin maangi thi teri zulfon se judaaee to nahin maangi thi qaid maangi thi rihaai to nahin maangi thi
thane meli musugu theesi okkagavvu nee poovvulaa navvu thuntee mcheyyanu thane thane meli musugu theesi okkagavvu nee poovvulaa navvu thuntee mcheyyanu navve aa navvuththone melamellaga thirugule roovuthuntee mchayyanu nenu anukontinaamari kalagantinaa nalo anuraagamedo roginani aaaaa aaaa aaaa aa aa aa nenu anukontinaamari kalagantinaa nalo anuraagamedo roginani anthame nannucheri konagottitho anthame nannucheri konagottitho guntelo neethu kontee chayyanu thane meli musugu theesi okkagavvu nee poovvulaa navvu thuntee mcheyyanu chetha madhupaatraledu chetha madhupaatraledu naathuppuluainaa anthaarunanne thagenani kannule pongipoye madhupatralaiy kannule pongipoye madhupatralaiy kayppulo mochukontee mcheyyanu thane meli musugu theesi okkagavvu nee poovvulaa navvu thuntee mcheyyanu nenu phiradaasinaamari kaalidaasunaa kaani anthaarunanne kaviraajani aaaaa aaaa aaaa aa aa aa nenu phiradaasinaamari kaalidaasunaa kaani anthaarunanne kaviraajani preyasi madhuraroopam
thahriye hosh mein aa lun to chale jaiyegaa umm hmm aap ko dil mein bithaa lun to chale jaiyegaa umm hmm aap ko dil mein bithaa lun kab talak rahiyegaa yun door ki chaahat ban ke kab talak rahiyegaa yun door ki chaahat ban ke dil mein aa jaaiye ikraar e mohabbat ban ke apni takdeer bana lun to chale jaiyegaa umm hmm aap ko dil mein bithaa lun to chale jaiyegaa aap ko dil mein bithaa lun mujh ko ikraar e mohabbat se hayaa aati hai mujh ko ikraar e mohabbat se hayaa aati hai baat kehte huye gardan meri jhuk jaati hai dekhiye sar ko jhuka lun to chale jaiyegaa umm hmm dekhiye sar ko jhuka lun to chale jaiyegaa haai aap ko dil mein bithaa lun aisi kyaa sharm zara paas to aane dijeye aisi kyaa sharm zara paas to aane dijeye rukh se bikhari huyi zulfein to hataane dijeye pyaas aankhon ki bujha lun to chale jaiyegaa umm hmm aap ko dil mein bithaa lun
thakar tum sarnayi aaya tum sarnayi aaya thakar tum sarnayi aaya thakar tum sarnayi aaya utar gayo mere man ka sansa jab tera darshan paya thakar tum sarnayi aaya thakar tum sarnayi aaya anbolat meri birtha jaani ae anbolat meri birtha jaani apna naam japaaya ooo apna naam japaaya dukh naathe sukh sej samaye anand anand gun gaya thakar tum sarnayi aaya thakar tum sarnayi aaya banh pakad kad li ne apne aaaaaaaaa banh pakad kad li ne apne grah andh koop te maaya andh koop te maaya kah nanak gur bandhan gake vichhrat aan milaaya thakar tum sarnayi aaya thakar tum sarnayi aaya aaaaaa aaaaaaaa
thoda ruk jaayegi to tera kya jaayega nain bhar ke dekh lenge chain aa jaayega thoda ruk jaayegi to tera kya jaayega nain bhar ke dekh lenge chain aa jaayega hoooo kaamini hoooo kaamini thoda ruk jaayegi to tera kya jaayega nain bhar ke dekh lenge chain aa jaayega hoooo kaamini dheela dheela kurta hai pajaama tang tang hai dheela dheela kurta hai pajaama tang tang hai apni adaa hai teri apna hi rang hai apni adaa hai teri apna hi rang hai apna hi rang hai thoda ruk jaayegi to tera kya jaayega nain bhar ke dekh lenge chain aa jaayega hoooo kaamini dejiye to ek mauka apne paas aane ka dejiye to ek mauka apne paas aane ka naam nahin lenge aap aur kahin jaane ka naam nahin lenge aap aur kahin jaane ka aur kahin jaane ka thoda ruk jaayegi to tera kya jaayega nain bhar ke dekh lenge chain aa jaayega hoooo kaamini gesuon mein raat khoyi dil bhi mera kho gaya gesuon mein raat khoyi dil bhi mera kho gaya koi tera ho na ho dil mera tera ho gaya koi tera ho na ho dil mera
thoda sa dil laga ke dekh pam pam tara ra ra ra ra ra ra ra ra nainon se muskura ke dekh pam tara ra ra ra ra ra ra ra ra mera na ban sake agar tara ram pam pam pam apna humein bana ke dekh tara ram pam pam pam thoda sa dil laga ke dekh pam pam tara ra ra ra ra ra ra ra ra nainon se muskura ke dekh pam pam tara ra ra ra ra ra ra ra ra mera na ban sake agar tara ram pam pam pam apna humein bana ke dekh tara ram pam pam pam pam ra ra ra ra ra ra tara ratta la la la la la la la laaa dhadkan mein tere liye nagme bahaaron ke hain dhadkan mein tere liye nagme bahaaron ke hain dil ke khazaane saare apne hi pyaaron ke hain dil ke khazaane saare apne hi pyaaron ke hain aa mere dil mein aake dekh pam tara ra ra ra ra ra ra ra ra nainon se muskura ke dekh pam tara ra ra ra ra ra ra ra ra mera na ban sake agar tara ram pam pam pam apna humein bana ke dekh tara ram pam pam pam pam ra ra ra ra ra ra tara ratta la la la la la la la laaa hansne ki baaten kar le ghum ke fasaane se
ha ha haa ha ha haa tik tik tik mera dil dole tik tik tik dil se dil bole tik tik tik mera dil dole tik tik tik dil se dil bole tune ha ha tune tune tune o sanam tune ha ha tune tune tune o sanam jaane mujhe aise dekha tune kaise ke hone lagi dil mein tik tik tik tik tik tik tik tik tik tik tik tune ha ha tune tune tune o sanam tune ha ha tune tune tune o sanam jaane mujhe aise dekha tune kaise ke hone lagi dil mein tik tik tik tik tik tik tik tik tik tik tik aa ha haa aa ha haaa ohoo ho ho ho ho ho aha ha ha ooh ho ho kisne mere dil ko churaya la la la la la la la la la chupke chupke khwabon mein aaya kuchh nishani woh haseen tha kaun tha woh main nahin tha lekin mere hothon pe naam hai tera tune ha ha tune tune tune o sanam tune ha ha tune tune tune o sanam jaane mujhe aise dekha tune kaise ke hone lagi dil mein tik tik tik tik tik tik tik tik tik tik tik kisne dil ki baatein sunai la la la la la la la la la chori chori aankhen milayi kuchh nishani woh haseen thi
hmm hmm hmm hmm hmm tod do ahd e mohabbat ye tumhari marzi tod do ahd e mohabbat ye tumhari marzi tum mujhe chaaho to apna bhi bana sakti ho tod do ahd e mohabbat kaun si baat tabiyat pe giran guzri hai kyun tumhen tark e mohabat ka khayaal aaya hai bas mujhe itna bata do ke meri jaanib se kisne badzan kiya kisne tumhen behkaaya hai itni naraaz kyun ho ye to bata sakti ho tum mujhe chaho to apna bhi bana sakti ho tod do ahd e mohabbat maine kab tumse muhabbat ka sila maanga hai pyaasi aankhon ko fakat tabe nazaara de do doobne wale ko tinke ka sahaara hai bahut tum mujhe apni muhabbat ka sahaara de do ab bhi tum rasmen muhabbat ko badha sakti ho tum mujhe chaho to apna bhi bana sakti ho tod do ahd e mohabbat ye tumhari marzi tod do ahd e mohabbat
toote huye khaabon ne humko ye sikhaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne humko ye sikhaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne hum dhoondte hain unko jo milke nahin milte roothe hain na jaane kyun mehmaan wo mere dil ke mehmaan wo mere dil ke kya apni tamanna thi kya samane aaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne humko ye sikhaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne laut aayi sada meri takara ke sitaron se ujadi huyi duniya ke sunsaan kinaron se sunsaan kinaron se par ab ye tadapna bhi kuch kaam na aaya hai dil ne dil ne jise paaya tha aankhon ne ganvaya hai toote huye khaabon ne
tu bemisaal hai teri taarif kya karoon mastaana chaal hai teri taarif kya karoon aankhon se pee raha hoon mujhe hosh hi nahin tu bemisaal hai teri taarif kya karoon aankhon mein nasheela kaajal hai chehre pe hayaa ki laali hai phoolon ki mehak hai baalon mein phoolon ki mehak hai baalon mein har ek adaa matwaali hai tu bemisaal hai teri taarif kya karoon mastaana chaal hai teri taarif kya karoon aankhon se pee raha hoon mujhe hosh hi nahin tu bemisaal hai teri taarif kya karoon zulfon ko agar dekhe saawan saawan ko paseena aa jaaye gaalon ko agar dekhe bijli gaalon ko agar dekhe bijli baadal mein sharm se chhup jaaye tu bemisaal hai teri taarif kya karoon mastaana chaal hai teri taarif kya karoon aankhon se pee raha hoon mujhe hosh hi nahin tu bemisaal hai teri taarif kya karoon tu shokh hawaa hai gulshan ki daaman se lipatne aayi hai imaan jo le le duniyaa kaa imaan jo le le duniyaa kaa qaatil wo teri angdaai hai tu bemisaal hai teri taarif kya karoon mastaana
aaaaaaaaaaaa aaaaaaaaaa akelee mat jaiyo raadhe jamuna ke teer ho ji ooooooooooooooo tu ganga ki mauj main jamuna ka dhara tu ganga ki mauj main jamuna ka dhara ho rahega milan ye humara hooo humara tumhara rahega milan ye humara tumhara agar tu hai saagar to majhdhaar main hoon majhdhaar main hoon tere dil ki kashti ka patwaar main hoon patwaar main hoon chalegi akele na tum se ye naiyya na tum se ye naiyya milegi na manzil tumhein bin khiwayya tumhein bin khiwayya chale aao jee chale aao jee chale aao maujon ka lekar sahara ho rahega milan ye humara tumhara bhala kaise tootenge bandhan ye dil ke bandhan ye dil ke bichhadati nahin mauj se mauj mil ke ho mauj mil ke chhupoge bhanwar mein to chhupne na denge to chhupne na denge dubo denge naiyya tumhein dhoond lenge tumhein dhoond lenge banayenge hum banayenge hum banayenge toofaan ko ik din kinara ho rahega milan ye humara ho ye humara tumhara rahega milan ye humara tumhara tu ganga ki mauj main jamuna ka dhara ho
tu hai mera prem devta tu hai mera prem devta in charnon ki daasi hoon main mann ki pyaas bujhaane aayi mann ki pyaas bujhaane aayi antar ghat tak pyaasi hoon main tu hai mera prem devta main gauri tu kanth humara main ganga tu mera kinara main gauri tu kanth humara aa aa aa aa aa aa aa main gauri tu kanth humara main ganga tu mera kinara ang lagao pyaas bujhao ang lagao pyaas bujhao nadiya hokar pyaasi hoon main mann ki pyaas bujhaane aayi mann ki pyaas bujhaane aayi antar ghat tak pyaasi hoon main tu hai mera prem devta dum dum dum dum dumru baaje main naachun shanker ke aage dum dum dum dum dumru baaje aa aa jaa aa aa aa aa dum dum dum dum dumru baaje main naachun shanker ke aage hoke rahegi jeet usiki hoke rahegi jeet usiki jiski kalaa se shanker jaage mann ki pyaas bujhaane aayi mann ki pyaas bujhaane aayi antar ghat tak pyaasi hoon main tu hai mera prem devta
tu hai ya nahin bhagwaan tu hai ya nahin bhagwaan tu hai ya nahin bhagwaan kabhi hota bharosa kabhi hota bharam pada uljhan mein hai insaan kabhi hota bharosa kabhi hota bharam pada uljhan mein hai insaan tu hai ya nahin bhagwaan mat uljhan mein pad insaan ooo oooo mat uljhan mein pad insaan tere soche bina jab hota hai sab to samajh le kahin hai bhagwaan mat uljhan mein pad insaan mat uljhan mein pad insaan tu hai ya nahin bhagwaan tu hai ya nahin bhagwaan wo hai agar to kyun de na dikhayi wo hai agar to kyun na de dikhayi kaisi yeh ulti reet hai wo hai agar to kyun na de dikhayi kaisi yeh ulti reet hai jhootha hai wo uske jhoothe hi bhay se jhootha jagat bhaybheet hai ghan ghan garajti huyi yeh ghatayein ghan ghan garajti huyi yeh ghatayein kis ka sunaati geet hain lehraate saagar ki lehron mein goonje lehraate saagar ki lehron mein goonje kis ka amar sangeet hai kis ka amar sangeet hai jo daata hai sabka mahaan ooooo oooooo jo daata hai sabka mahaan diya jisne
tu hi meri laxmi tu hi meri chhaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya tu hi meri laxmi tu hi meri chhaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya jaani ki tu jaani haath bada deewani pyaar ka tu sapna tu hai man ki rani jaani ki tu jaani haath bada deewani pyaar ka tu sapna tu hai man ki rani tera hi taraana maine har dum gaaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya tu hi meri laxmi tu hi meri chhaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya patli patli ungli pyaari pyaari ungli jaise lady finger ya majnu ki pasli patli patli ungli pyaari pyaari ungli jaise lady finger ya majnu ki pasli maine tujhko dekha dil mera lalchaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya tu hi meri laxmi tu hi meri chhaya duniya mein aaya to teri khatir aaya oh laxmi chhaya gori ye kalaayi jaise doodh malaayi jaagi uski kismat jin haathon mein aayi gori ye kalaayi jaise doodh malaayi jaagi uski kismat jin haathon mein aayi
hooooo ho ho hoooo hoooooooo hoooo ho hoooo ho ho hooooo tu hi wo haseen hai tu hi wo haseen hai jiski tasveer khayalon mein muddat se bani hai tu hi wo haseen hai hoo tu hi wo haseen hai jiski tasveer khayalon mein muddat se bani hai tu hi wo haseen hai haai tu hi wo haseen hai rukh e roshan pe zulfein bikhraye huye jaise chanda pe badal ho chhaye huye maine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehne laga hoo maine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehne laga dhoonde nazrein jisse din raat koi aur nahin hai tu hi wo haseen hai haai tu hi wo haseen hai meri awaara tabiyat ko itrahe mustekil mil gayi ab na tarsoonga mein rahat ko mujhe khwabon ki manzil mil gayi sangemarmar ki murat hai tarashi huyi meri aankhon ko barso mein tasalli huyi maine dekha tujhe to mera dil mujhe yehi kehne laga haaye maine dekha tujhe to mera dil mujhe yahi kehne laga aisi hi kissi murat ki mere mandir mein kami hai tu hi wo haseen hai hoo tu hi wo haseen hai jiski tasveer khayalon mein
tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai achha hai abhi tak tera kuchh naam nahin hai tujh ko kisi majhab se koi kaam nahin hai jis ilam ne insaan ko takseem kiya hai us ilam ka tujh par koi ilzaam nahin hai tu badle huye waqt ki pehchaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya maalik ne har insaan ko insaan banaaya humne usse hindu ya musalmaan banaaya kudrat ne to bakshi thi humen ek hi dharti humne kahin bharat kahin iraan banaaya jo tod de har band wo tufaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega tu hindu banega na musalmaan banega insaan ki aulaad hai insaan banega nafrat jo sikhaye wo dharam tera nahin hai insaan ko jo
tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa ye aasmaan ye baadal ye raaste ye hawa har ek cheez hai apni jagaah thikaane se kayi dinon se shikaayat nahin zamaane se ye zindagi hai safar tu safar ki manzil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere bagair jahaan mein koi kamin si thi tere bagair jahaan mein koi kamin si thi bhatak rahi thi jawaani andheri raahon mein sukun dil ko mila aa ke teri baahon mein main ek khoyi huyi mauz hoon tu saahil hai jahaan bhi jaaun ye lagtaa hai teri mehfil hai tu is tarah se meri zindagi mein shaamil hai tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri tere zamaal se roshan hai kaaynaat meri meri talaash teri dilkashi rahe baaki khuda kare ke ye deewaangi rahe baaki teri wafa hi meri har khushi ka haasil hai
tu itna samajh le sanam tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera teri chahat ki mujhko kasam koi matwala hoon main tera tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera hoo oo koi rakhwala hoon main tera oye jaise phoolon ko kaante bachaya karen jaise moti ko sagar chhupaya kare apne dil mein chhupake rakhunga tujhe apne dil mein chhupake rakhunga tujhe daanv dushman lagaye lagaya kare ho kiski himmat hai kiski himmat hai chhoo le tujhe chahne wala hoon main tera tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera hoo oo koi rakhwala hoon main tera oye tere naina ho tere naina ho phir nau ratan kuchh nahin tera aanchal tera aanchal ho phir to gagan kuchh nahin ye baharon ke jaisa mehkta badan ye baharon ke jaisa mehkta badan jo badan ho tera to chaman kuchh nahin meri bholi si o meri bholi si radha hai tu banka nandlala hoon mein tera tu itna samajh le sanam koi rakhwala hoon main tera hoo oo koi rakhwala hoon main tera oye jaise panchhi ko ek
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Teri To Chaand Sitaaron Mein Mohd Rafi 03:35 40565
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Music Director- 
Iqbal Qureshi
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:35   Song Number : 40565   

Teri Zulfen Pareshan Preet Na Jane Reet (1966) 05:01 13978
 
Poster of Preet Na Jane Reet (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:01   Song Number : 13978   

Teri Zulfon Se Judai Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961) 03:26 11978
 
Poster of Jab Pyar Kisise Hota Hai (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:26   Song Number : 11978   

Thaane Meli Musugu Akbar Saleem Anarkali (1978) 05:07 32884
 
Poster of Akbar Saleem Anarkali (1978)
 
Category
Telugu
Year- 
1978
Lyricist
C Narayana Reddy
Music Director- 
C Ramchandra
On Screen Actors- 
Ntr, Santha Kumari
Duration : 05:07   Song Number : 32884   

Thahriye Hosh Mein Aa Mohabbat Isko Kahete Hain (1965) 03:12 13757
 
Poster of Mohabbat Isko Kahete Hain (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 03:12   Song Number : 13757   

Thakar Tum Saranai Aya Mohd Rafi 03:15 15486
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Devotional
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:15   Song Number : 15486   

Thoda Ruk Jaayegi To Patanga (1971) 03:48 21316
 
Poster of Patanga (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor
Duration : 03:48   Song Number : 21316   

Thoda Sa Dil Laga Ke Dekh Musafir Khana (1955) 03:52 11184
 
Poster of Musafir Khana (1955)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1955
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Johnny Walker, Shammi
Duration : 03:52   Song Number : 11184   

Tik Tik Tik Mera Dil Humjoli (1970) 04:57 13366
 
Poster of Humjoli (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Mumtaj
Duration : 04:57   Song Number : 13366   

Tod Do Ahd E Mohabbat Mohd Rafi 03:17 37523
 
Poster of Mohd Rafi
 
Category
Ghazal
Lyricist
Aish Kanwal
Music Director- 
Maqbool Khan
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:17   Song Number : 37523   

Toote Hue Khaabon Madhumati (1958) 03:19 13645
 
Poster of Madhumati (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:19   Song Number : 13645   

Tu Bemisaal Hai Brahmachari (1968) 04:34 12941
 
Poster of Brahmachari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:34   Song Number : 12941   

Tu Ganga Ki Mauj Baiju Bawra (1952) 04:16 11862
 
Poster of Baiju Bawra (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Meena Kumari
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:16   Song Number : 11862   

Tu Hai Mera Prem Kalpana (1960) 03:43 12093
 
Poster of Kalpana (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
O P Nayyar
On Screen Actors- 
Ashok Kumar, Padmini, Ragini
Raag- 
Lalit
Taal- 
Tintal
Duration : 03:43   Song Number : 12093   

Tu Hai Ya Nahin Bhagwan Janam Janam Ke Phere (1957) 04:35 40428
 
Poster of Janam Janam Ke Phere (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi
Duration : 04:35   Song Number : 40428   

Tu Hi Meri Laxmi Duniya (1968) 04:21 19160
 
Poster of Duniya (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Johny Walker
Duration : 04:21   Song Number : 19160   

Tu Hi Wo Haseen Hai Jiski Tasveer Khwab (1980) 04:50 31530
 
Poster of Khwab (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Ravindra Jain
Music Director- 
Ravindra Jain
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 04:50   Song Number : 31530   

Tu Hindu Banega Na Dhool Ka Phool (1959) 05:43 21323
 
Poster of Dhool Ka Phool (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
N Datta (Datta Naik)
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Mala Sinha
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:43   Song Number : 21323   

Tu Is Tarah Aap To Aise Na The (1980) 06:44 12589
 
Poster of Aap To Aise Na The (1980)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1980
Lyricist
Fazali
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Babbar
Raag- 
Durga
Duration : 06:44   Song Number : 12589   

Tu Itna Samajh Le Sanam Rakhwala (1971) 04:26 36111
 
Poster of Rakhwala (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Dharmendra, Sanjana
Duration : 04:26   Song Number : 36111   
Karaoke Songs of mohammed rafi, Sad Songs of mohammed rafi, Love Songs of mohammed rafi, Dance Songs of mohammed rafi, Hip-hop songs of mohammed rafi, Best songs of mohammed rafi, Super hit songs of mohammed rafi, hit songs of mohammed rafi, duet songs of mohammed rafi, solo songs of mohammed rafi, old songs of mohammed rafi, famous songs of mohammed rafi, Hindi Karaoke Songs of mohammed rafi, Hindi Sad Songs of mohammed rafi, Hindi Love Songs of mohammed rafi, Hindi Dance Songs of mohammed rafi, Hindi Hip-hop songs of mohammed rafi, best Hindi songs of mohammed rafi, super hit Hindi songs of mohammed rafi, hit Hindi songs of mohammed rafi, duet Hindi songs of mohammed rafi, solo Hindi songs of mohammed rafi, old Hindi songs of mohammed rafi, famous Hindi songs of mohammed rafi, Sing Along Songs of mohammed rafi, Sing Along Sad Songs of mohammed rafi, Sing Along Love Songs of mohammed rafi, Sing Along Dance Songs of mohammed rafi, Sing Along Hip-hop songs of mohammed rafi, Sing Along Best songs of mohammed rafi, Sing Along Super hit songs of mohammed rafi, Sing Along hit songs of mohammed rafi, Sing Along duet songs of mohammed rafi, Sing Along solo songs of mohammed rafi, Sing Along old songs of mohammed rafi, Sing Along famous songs of mohammed rafi