Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki dhuwaan dhuwaan ye fizaayen humen bulaati hain dhuwaan dhuwaan ye fizaayen humen bulaati hain ye thandi thandi hawaayen humen bulaati hain ye thandi thandi hawaayen humen bulaati hain sabhi ko bhaa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki diya paiyaam humen mad bhare nazaaron ne diya paiyaam humen mad bhare nazaaron ne kiya salaam humen jhoomti bahaaron ne kiya salaam humen jhoomti bahaaron ne diye jalaa gayi ab khair ho jawaani ki lo hum pe aa gayi ab khair ho jawaani ki nazar mein rang aur masti bhara toofan le ke lo
nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki ghadi nahin ye sabr ki naa intezaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki ghadi nahin ye sabr ki naa intezaar ki behak chale lehak chale dil ke ye armaan idhar bhi hai udhar bhi hai ek se toofan behak chale lehak chale dil ke ye armaan idhar bhi hai udhar bhi hai ek se toofan ye raat pyaar ki dilon ke haar ki ye raat pyaar ki dilon ke haar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki hole hole dheere dheere khulne lage dil hichak hati jhijhak miti ab hai kya mushkil hole hole dheere dheere khulne lage dil hichak hati jhijhak miti ab hai kya mushkil ye raat pyaar ki dilon ke haar ki ye raat pyaar ki dilon ke haar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki machal machal rahi hai raat ye bahaar ki nazar nazar se ho rahi hai baat pyaar ki jaate kahaan ruke
nazron se aaj dil mein samaane ki raat hai ye raat to naseeb jagaane ki raat hai nazron se aaj dil mein samaane ki raat hai ye raat to naseeb jagaane ki raat hai sun lo zara kareeb se ye dil ki dhadkanen ye dil ka haal sunne sunaane ki raat hai nazron se aaj dil mein samaane ki raat hai ye raat to naseeb jagaane ki raat hai kadmon mein kyun bichhi huyi hai aaj chandni palkon pe chandni ko bithane ki baat hai nazron se aaj dil mein samaane ki raat hai ye raat to naseeb jagaane ki raat hai dekho falak ki mang sitaaron se bhar gai zulfon mein bhi sitare sajaane ki raat hai nazron se aaj dil mein samaane ki raat hai ye raat to naseeb jagaane ki raat hai
nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam ho milne ka mausam aa gaya nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam ho milne ka mausam aa gaya baahon mein baahein daal ke khilne ka mausam ho khilne ka mausam aa gaya nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam ho milne ka mausam aa gaya kanu kanu arre baba jaanu shhhko na tum mujhe zara suno toooo iss pyaar se tera haath laga lehara gaye gesoon mere iss pyaar se tera haath laga lehara gaye gesoon mere arre kuchh bhi nazar aata hi nahin masti mein mujhe tujh se pare kaandhe pe kaandhe pe meri zulf ke dhalne ka mausam dhalne ka mausam aa gayaa baahon mein baahein daal ke khilne ka mausam khilne ka mausam aa gaya hoooo tum mil bhi gaye phir bhi dil ko kya jaane kaisi aas hai tum mil bhi gaye phir bhi dil ko kya jaane kaisi aas hai tum paas ho phir bhi honthon mein jaane kaisi pyaas hai honthon ki honthon ki thandi aag mein jalne ka mausam jalne ka mausam aa gayaa nazron se keh do pyaar mein milne ka mausam milne ka
kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki aakhir sun li manmohan ne mere mann ki boli ho oo ab jaakar hum ko pahchani unki nazarein bholi sakhi ghadi aa gayi mere shringaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki dil ne kaha tera sapna jhutha maine kaha sach hoga ho oo hum pahle din jaan gaye the kaise kya kab hoga sun lo ye sargam dil ke sitaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki raat raat bhar socha tumko kaise paas bulaaun ho dwaar khade tum laaj lage ab saamne kaise aaun ho oo kabhi ikraar ki kabhi inkaar ki nee baliye rut hai bahaar ki sun chhanve rut hai bahaar ki kuchh mat puchho kaise beeti ghadiyaan intezaar ki
neel gagan ki chhanv mein din rain gale se milte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa neel gagan ki chhanv mein din rain gale se milte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa jab phool koi muskata hai preetam ki sughandh aa jaati hai nas nas mein bhanver sa chalta hai madmati jalan kalpati hai yaadon ki nadi ghir aati hai har mauj mein hum to behte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa neel gagan ki chhanv mein din rain gale se milte hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain kehta hai samay ka ujiyaara ek chandra bhi aane waala hai inn jyot ki pyaasi ankhiyan ko ankhiyon se pilane waala hai jab paat hawaa se bajte hain hum chauk ke raahen takten hain dil panchhi ban udd jaata hai hum khoye khoye rehte hain aaaaa aaaaa aaaaaaa
neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa ho neela aasmaan so gayaa aansuon mein chaand dooba raat murjhaayi aansuon mein chaand dooba raat murjhaayi zindagi mein door tak phaili hai tanhaayi jo guzre hum pe wo kam hai tumhaare ghum ka mausam hai neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa hooo yaad ki waadi mein goonje beete afsaane yaad ki waadi mein goonje beete afsaane humsafar jo kal the ab thehre wo begaane mohabbat aaj pyaasi hai badi gehri udaasi hai neela aasmaan so gayaa ho neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa neela aasmaan so gayaa
neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi are din dahaade are din dahaade chori kare raat bhar jagaaye daaka daale teri bansi ho neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi mann mein lage aise agan jaise chamke bijuriyaa baadal mein mann mein lage aise agan jaise chamke bijuriyaa baadal mein chupke kabhi le jaaungi teri bansi chhupa ke aanchal mein kaahe shaam dhale kaahe shaam dhale kadam tale mujhko bulaaye daaka daale teri bansi neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi samjhi thi main natkhat hai tu bas maakhan churaya karta hai samjhi thi main natkhat hai tu bas maakhan churaya karta hai deewani main naa jaani tu kaahe panghat pe aaya karta hai mohe laaj aaye mohe laaj aaye haaye nahin baat kahi jaaye daaka daale teri bansi neend churaaye chain churaaye daaka daale teri bansi bansi ki dhun sun ke piya jiya mera kahin kho jaata hai bansi ki dhun sun ke piya jiya mera kahin kho
hmmmm hmmmm hmmmm neend kabhi rehti thi aankhon mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa chain kabhi rehtaa tha iss dil mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaa oooooo ooooo ooooo oooooo log mujhse kahen dekho udhar nikla hai chaand kaun dekhe udhar jaane kidhar nikla hai chaand chaand kabhi rehta tha nazron mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa jhoot boli pawan kehne lagi aayi bahaaaaar hum baagh mein gaye dekha wahaan pyaar hi pyaaaar phool rehten honge chaman mein kabhi ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa baat pehle thi aur toofan se darte the hummmm baat ab aur hai ab hai humen kaahe ka ghum saath kabhi maajhi the sang lekin ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa neend kabhi rehti thi aankhon mein ab rehte hain saanwariyaa ab rehte hain saanwariyaa
hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye soya hua sansaar hai soya hua sansaar soya hua sansaar hai soya hua sansaar main jaagu yahaan tu jaage wahaan ik dil mein dard dabaaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye ik beech mein deewaar hai ik beech mein deewaar ik beech mein deewaar hai ik beech mein deewaar main tadpun yahaan tu tadpe wahaan haaye chain jeeya nahin paaye hoooo neend na mujhko aaye dil mera ghabraaye chupke chupke koi aa ke soya pyaar jagaaye hoooo neend na mujhko aaye
neend nigaahon ki kho jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat aur mohabbat jo ho jaati hai jaan hi jaati hai so jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat duniya se judaa iski baatein duniya se judaa iski baatein guzri hain kai aisi raatein jab chaand sitaare bhi soye rahe hum unke khayaalon mein khoye rahe hum ko jagaa ke ye so jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat nazron se lapakte hain sholey nazron se lapakte hain sholey jal jaata hai dil hauley hauley ikraar karo ke inkaar karo chup chaap raho ke izhaar karo baat ye honi hai ho jaati hai kyun ki jawaani mein ho jaati hai mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat mohabbat kasmein na uthaaye zamaana kasmein na uthaaye zamaana kyun ki mushkil hai daaman chhudaana har ek kasam dekho toot gayi ye jo aap
yaar hi mera kapda latta yaar hi mera gehnaaaaaa yaar mile to izzat samjhun kanjri ban kar rehna hmmmm ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole ho mukhda uska chaand ka tukda kad saruka buta mukhda uska chaand ka tukda kad saruka buta uski baah ka har halkora lagta swarg ka jhuta ni main yaar manaana ni chaahe log boliyaan bole main to baaz na aana ni chaahe zehar sautane ghole yaar mile to hoooo yaar mile to jag kya karna yaar bina jag soona yaar mile to jag kya karna yaar bina jag soona jag ke badle yaar mile to yaar kaa mol doon duna main to nahin sharmaana ni main to nahin sharmaana ni chaahe log boliyaan bole chaahe log boliyaan bole main to sez sajaana ni chaahe zehar sautane ghole main to sez sajaana ni chaahe zehar sautane ghole thirak rahi meri pair ki
oooo ooooo oooo oooooo oooooo oooo ooooo oooo oooooo hooo oooo ooooo oooo oooooo oooooo hmm hmmm hmm hmmm hoooooo ni sulatana re pyaar ka mausam aaya ni sulatana re pyaar ka mausam aaya are haaye re hari hari chhaya bolo naa bolo mukh se gori chudi tumhari bole hey yahi batiyaan sun sun ke jeeya mera dole ni sulatana re pyaar ka mausam aaya balam babuaa bedardi saawan aaya aa jaa balam babuaa bedardi saawan aaya aa jaa mil jaayen more saiyaan jab teri baiyaan phir ghani chhaiyaan main machal ke gaaun sun jaa karoon baina kab mile chaina tab hanse naina jab tujhe main paaun piya mora jeeya tujh se laaga hooo jiye koi kaise haan yahi bata jaa ha ha haan balam babuaa bedardi saawan aaya aa jaa saawan aaya aa jaa saawan aaya aa jaa hoooooo ni sulatana re pyaar ka mausam aaya are haaye re hari hari chhaya bolo naa bolo mukh se gori chudi tumhari bole hey yahi batiyaan sun sun ke jeeya mera dole hey ni sulatana re pyaar ka mausam aaya hoo balam babuaa bedardi saawan aaya
aaaa aaaaa nigahen kyun bhatakti hain kadam kyun dagmagate hain nigahen kyun bhatakti hain kadam kyun dagmagate hain hami tak hai har ek manzil chale aao chale aao chale aao chale aao nigahen kyun bhatakti hain kadam kyun dagmagate hain hami tak hai har ek manzil chale aao chale aao chale aao chale aao nigahen kyun bhatakti hain tum apne har kadam ka silsila is dil se paaoge tum apne har kadam ka silsila is dil se paaoge kahin jaao magar mere hi jaanib chal ke aaoge aaaa thehar jaane se kya haasil chale aao chale aao chale aao chale aao nigahen kyun bhatakti hain aaa aaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa tumhe har mod par ik yaad aaina dikhayegi tumhe har mod par ik yaad aaina dikhayegi khayalon mein hamari hi koi tasveer aayegi aaaaaa bhulana hai bahut mushkil chale aao chale aao chale aao chale aao nigahen kyun bhatakti hain ye kaisa dard hai aankhon mein kaisi sogwari hai ye kaisa dard hai aankhon mein kaisi sogwari hai junu ho jayega ek din yahin jo beqarari hai
nigahon ki jaadugari adaaon ki ye dilbari yunhi nahin khuda ki kasam koi to hai mera bhi sanam nigahon ki jaadugari aaaa aaaaa aaaa aaaa behke kadam hain mere to bin piye arman hain mere ke jalte diye behke kadam hain mere to bin piye arman hain mere ke jalte diye kehti hai dhadkan ke aayega wo tadpun hamesha main jiske liye aaaa aaaaa aaaa aaaa nigahon ki jaadugari adaaon ki ye dilbari yunhi nahin khuda ki kasam koi to hai mera bhi sanam nigahon ki jaadugari koi to jahaan mein deewana hai mera kisi ke to lab pe fasaana hai mera koi to jahaan mein deewana hai mera kisi ke to lab pe fasaana hai mera maane na maane zamaane ki khushi kisi ke to dil mein thikaana hai mera aaaa aaaaa aaaa aaaa nigahon ki jaadugari adaaon ki ye dilbari yunhi nahin khuda ki kasam koi to hai mera bhi sanam nigahon ki jaadugari
nigahon mein tum ho nigahon mein tum ho khayalon mein tum ho nigahon mein tum ho khayalon mein tum ho jidhar dekhti hoon nazar aa rahe ho mere dil ki dhadkan yeh batla rahi hai khushi ki baharon ko tum la rahe ho nigahon mein tum ho jahan tum gaye ho akele nahin ho jahan tum gaye ho akele nahin ho tumhare hi sang mera dil bhi gaya hai mere dard e dil ki tumhi toh dawa ho meri hasraton par tumhi chhaa rahe ho nigahon mein tum ho kuchh aisi ada se teri yaad aayi kuchh aisi ada se teri yaad aayi kadam dagmagaye nazar muskurayi hawa gun gunaye to maine ye samjha bade pyaar se tum chale aa rahe ho nigahon mein tum ho khayalon mein tum ho jidhar dekhti hoon nazar aa rahe ho nigahon mein tum ho
nijhumo sondhay pantho pakhira bujhi ba path bhule jay nijhumo sondhay pantho pakhira bujhi ba path bhule jay kulay jete jete ki jeno kakoli amay diye jete chay nijhumo sandhay dur paharer udas meghero deshe oi godhulir rangeen sohag meshe bonero marmare batas chupi chupi ki bashi fele rakhe hay nijhumo sondhay pantho pakhira bujhi ba path bhule jay nijhumo sondhay kon aporup arup rupero rage sur hoye ray amar ganero age sapano kathakali fote ki fote na surabhi tobu akhi chhay nijhumo sondhay pantho pakhira bujhi ba path bhule jay kulay jete jete ki jeno kakoli amay diye jete chay nijhumo sandhaaay
hmm hmm aaaa hmm hmm aaaa lala lala la lala lala la aaaa aaaaaa ma re ma dha hmm hmm hmm hmm ga sa ga pa hmm hmm hmm hmm nindiyaa se jaagi bahaar aisa mausam dekha pehli baar nindiyaa se jaagi bahaar aisa mausam dekha pehli baar koyal koouke koouke gaaye malhaar koouke koouke gaaye malhaar nindiyaa se jaagi bahaar aisa mausam dekha pehli baar koyal koouke koouke gaaye malhaar nindiyaa se jaagi bahaar aisa mausam dekha pehli baar pa ni pa sa pa ni pa sa main hoon abhi kamsin kamsin ni dha ni dha ma pa pa ma pa ma re ga ga re ga re ni sa ga pa main hoon abhi kamsin kamsin jaanu na kuchh iss bin iss bin raatein jawaani ki raatein jawaani ki baali umar ke din aa aa aa aa kab kya ho nahin aitbaar aisa mausam dekha pehli baar koyal koouke koouke gaaye malhaar koouke koouke gaaye malhaar nindiyaa se jaagi bahaar aisa mausam dekha pehli baar kaisi ye rutt aayi rutt aayi kaisi ye rutt aayi aaaa aa aa sun ke main sharmaayi sharmaayi sun ke main sharmaayi kaanon mein keh gayi
nineteen fifty six nineteen fifty seven nineteen fifty eight nineteen fifty nine duniya ka dhaancha badla kismat ka saanchaa badla aankhen to kholo zaraa lala ho kahaan lalalalabala bala lalalalabala bala taaj niraale raaz niraale jeewan ke saare saaz niraale mehfil mehfil ghoom dharti ke jaaye ambar pe chaaye phaila ke baahen chanda bulaaye aa taaron ko choom nineteen fifty nine nineteen fifty six hello o my kal ki kahaani ho gayi puraani duniya pe phir se aayi jawaani behki behki chaal saadi se choli holi se boli milke machaa do rangon ki holi ye fashion ka saal nineteen fifty nine nineteen fifty six fashion badhenge kapde ghatengen maalik hi jaane kitne rahenge mausam kaa ye khel zulfen chhaantaao naakhoon badhaao chehre pe naqli chehra chadhaao nineteen fifty nine nineteen fifty six nineteen fifty seven nineteen fifty eight nineteen fifty nine
nis din barsat nain humaare nain humaare nis din barsat nain humaare nain humaare sada rahat paavas ritu hum par jab se shyaam sidhare nis din barsat nain humaare nain humaare anjan teer na rahe ankhiyan mein anjan teer na rahe ankhiyan mein kar kapol bhaye kaare kaare kanchhuki pat sukhat nahin kabhu ur bich bahat panaare nis din barsat nain humaare nain humaare nis din barsat nain humaare nain humaare aansu saleel bhaye pag thaake aansu saleel bhaye pag thaake bahe jaat sit taare soordaas ab dubat hai braj soordaas ab doobat hai braj kaahe na let ubaare nis din barsat nain humaare nain humaare sada rahat paavas ritu hum par jab se shyaam sidhare nis din barsat nain humaare nain humaare
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Nazar Mein Rang Jawan Mohabbat (1971) 04:25 13431
 
Poster of Jawan Mohabbat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 04:25   Song Number : 13431   

Nazar Nazar Main Nashe Mein Hoon (1959) 04:48 31155
 
Poster of Main Nashe Mein Hoon (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Mala Sinha
Duration : 04:48   Song Number : 31155   

Nazron Se Aaj Dil Mein Gambler (1960) 03:23 38126
 
Poster of Gambler (1960)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1960
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Chitragupt
Duration : 03:23   Song Number : 38126   

Nazron Se Keh Do Doosara Aadmi (1977) 06:10 13180
 
Poster of Doosara Aadmi (1977)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1977
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Rajesh Roshan
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Neetu Singh, Rakhi
Duration : 06:10   Song Number : 13180   

Nee Baliye Rut Hai Bahaar Kanhaiya (1959) 05:00 36212
 
Poster of Kanhaiya (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 05:00   Song Number : 36212   

Neel Gagan Ki Chhanv Amrapali (1966) 04:02 12657
 
Poster of Amrapali (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Bhupali
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:02   Song Number : 12657   

Neela Aasmaan So Gayaa (Female) Silsila (1981) 05:22 12119
 
Poster of Silsila (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Zaved Akhtar
Music Director- 
Shiv, Hari
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rekha
Duration : 05:22   Song Number : 12119   

Neend Churaaye Chain Anuraag (1972) 04:28 12721
 
Poster of Anuraag (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Moushumi Chatterjee
Duration : 04:28   Song Number : 12721   

Neend Kabhi Rahti Thi Aasra (1966) 04:39 12611
 
Poster of Aasra (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Biswajit Chatterjee
Duration : 04:39   Song Number : 12611   

Neend Na Mujhko Aaye Post Box 999 (1958) 03:57 21039
 
Poster of Post Box 999 (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
P L Santoshi
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Shakeela
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:57   Song Number : 21039   

Neend Nigaahon Se Lootera (1965) 05:07 39764
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dara Singh, Nishi
Duration : 05:07   Song Number : 39764   

Ni Main Yaar Manana Ni Daag (1973) 05:53 21040
 
Poster of Daag (1973)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1973
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Duration : 05:53   Song Number : 21040   

Ni Sulatana Re Pyar Ka Mausam (1969) 05:11 21041
 
Poster of Pyar Ka Mausam (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Asha Parekh
Duration : 05:11   Song Number : 21041   

Nigahen Kyun Bhatakti Baharon Ki Manzil (1968) 05:47 36310
 
Poster of Baharon Ki Manzil (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 05:47   Song Number : 36310   

Nigahon Ki Jaadugari Shabnam (1964) 03:45 38108
 
Poster of Shabnam (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Prem Dhawan
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
L Vijay Laxmi
Duration : 03:45   Song Number : 38108   

Nigahon Mein Tum Ho Jadoo Nagri (1961) 03:21 37515
 
Poster of Jadoo Nagri (1961)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1961
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S N Tripathi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Ranjan, Vijaya Chaudhari
Duration : 03:21   Song Number : 37515   

Nijhum Sandhaye Pantha Monihar (1966) 03:18 14848
 
Poster of Monihar (1966)
 
Year- 
1966
Lyricist
Pulak Banerjee
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:18   Song Number : 14848   

Nindiyaa Se Jaagi Bahaar Hero (1983) 06:20 21042
 
Poster of Hero (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meenakshi Seshadri
Duration : 06:20   Song Number : 21042   

Nineteen Fifty Six Anari (1959) 04:09 40455
 
Poster of Anari (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Helen, Raj Kapoor, Lalita Pawar
Duration : 04:09   Song Number : 40455   

Nis Din Barsat Nain Hamare Lata Mangeshkar 03:23 40696
 
Poster of Lata Mangeshkar
 
Category
Bhajan
Music Director- 
Hridayanath Mangeshkar
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:23   Song Number : 40696   
Karaoke Songs of Lata Mangeshkar, Sad Songs of Lata Mangeshkar, Love Songs of Lata Mangeshkar, Dance Songs of Lata Mangeshkar, Hip-hop songs of Lata Mangeshkar, Best songs of Lata Mangeshkar, Super hit songs of Lata Mangeshkar, hit songs of Lata Mangeshkar, duet songs of Lata Mangeshkar, solo songs of Lata Mangeshkar, old songs of Lata Mangeshkar, famous songs of Lata Mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of Lata Mangeshkar, Hindi Sad Songs of Lata Mangeshkar, Hindi Love Songs of Lata Mangeshkar, Hindi Dance Songs of Lata Mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of Lata Mangeshkar, best Hindi songs of Lata Mangeshkar, super hit Hindi songs of Lata Mangeshkar, hit Hindi songs of Lata Mangeshkar, duet Hindi songs of Lata Mangeshkar, solo Hindi songs of Lata Mangeshkar, old Hindi songs of Lata Mangeshkar, famous Hindi songs of Lata Mangeshkar, Sing Along Songs of Lata Mangeshkar, Sing Along Sad Songs of Lata Mangeshkar, Sing Along Love Songs of Lata Mangeshkar, Sing Along Dance Songs of Lata Mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of Lata Mangeshkar, Sing Along Best songs of Lata Mangeshkar, Sing Along Super hit songs of Lata Mangeshkar, Sing Along hit songs of Lata Mangeshkar, Sing Along duet songs of Lata Mangeshkar, Sing Along solo songs of Lata Mangeshkar, Sing Along old songs of Lata Mangeshkar, Sing Along famous songs of Lata Mangeshkar