Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLata Mangeshkar
HomeLata Mangeshkar
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


majboor ho ke teri mehfil mein aa gaye hain mushkil yahi hai ab to mushkil mein aa gaye hain qaid mein hai bulbul saiyaad muskuraaye qaid mein hai bulbul saiyaad muskuraaye kahaa bhi naa jaaye chup raha bhi naa jaaye qaid mein hai bulbul saiyaad muskuraaye kahaa bhi naa jaaye chup raha bhi naa jaaye qaid mein hai bulbul kaisi hai duniyaa kaisi reet hai aankhon mein aansun honthon pe geet hai kaisi hai duniyaa kaisi reet hai aankhon mein aansun honthon pe geet hai jhanke re paayal dil hai ghayal zaalim zamaane kya yahi teri jeet hai baaghbaan ke haathon mein baaghbaan ke haathon mein kali kumlaahe kahaa bhi naa jaaye chup raha bhi naa jaaye qaid mein hai bulbul saiyaad muskuraaye kahaa bhi naa jaaye chup raha bhi naa jaaye qaid mein hai bulbul dhoke fareb ka parda daale laakhon chhupe yahaan bhanware kaale dhoke fareb ka parda daale laakhon chhupe yahaan bhanware kaale pyaase labon par zehri pyaale koi kahaan tak khud ko sambhale mehndi rache paanv mein mehndi rache
aajaa aajaaa natkhat bansi wale gokul ke raja meri akhiyaan taras gayin ab to aaja aajaa aaa aajaa aajaa aajaa aaaaaaa aaaaaaaa aaaaaa jamuna ke tat par jab natkhat bansiwale ki bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi sunkar sunkar dafli shankh manjeere bhor bhaye bhor bhaye nadiya ke teere sunkar dafli shankh manjeere bhor bhaye nadiya ke teere nindiya jaagegi raadha nachegi nindiya jaagegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi bansi baajegi raadha nachegi laaj sharam rastaa na roke aaj na koi isko toke laaj sharam rastaa na roke aaj na koi isko toke aaj na maanegi raadha nachegi aaj na maanegi raadha nachegi aajaa aajaa aajaa aajaa aa bhi jaa natkhat bansi wale gokul ke raja meri akhiyaan taras gayin ab to aaja aajaa aajaa aa bhi jaa aajaa aajaa aa bhi jaa
raam ka gungaan kariye raam ka gungaan kariye raam ka gungaan kariye raam ka gungaan kariye raam prabhu ki bhadrata ka sabhyata ka dhyaan dhariye dhyan dhariye raam ka gungaan kariye raam ka gungaan kariye raam prabhu ki bhadrata ka sabhyata ka dhyaan dhariye dhyan dhariye raam ka gungaan kariye raam ka gungaan kariye raam ke gun gun chirantar raam ke gun gun chirantar raaam raaaam raaaam raaaam aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaaa aaaa aaaaaaa raam ke gun gun chirantar raam ke gun gun chirantar raam gun sumiran ratan dhan raam gun sumiran ratan dhan manujata ko kar vibushit manuj ko dhanwaan kariye dhyan dhariye raam ka gungaan kariye raam ka gungaan kariye shagun bhrahma swaroop sundar shagun bhrahma swaroop sundar sujan ranjan bhoop sukhkar sujan ranjan bhoop sukhkar raam atma raam atma raam ka sammaan kariye dhyan dhariye raam ka gungaan kariye raam ka gungaan kariye raam ka gungaan kariye raam prabhu ki bhadrata ka sabhyata ka dhyan dhariye dhyan dhariye raam ka
meri taqdeer kahaan par mujhe le aayi hai saari duniya meri ulfat ki tamaashayi hai iss liye laaz ka parda hai mere chehre per khul gaya raaz to usmein teri rusvaayi hai aaaa aaaaaaaa aaaa raam kare kahin naina na uljhen raam kare kahin naina na uljhen naina jo uljhen mushkil se suljhen naina jo uljhen mushkil se suljhen raam kare kahin naina na uljhen raam kare kahin naina na uljhen aaye na jis din ghar saanwariya paagal bankar dhunde nazariya aaye na jis din ghar saanwariya paagal bankar dhunde nazariya mori kaaya aise tadpe mori kaaya aise tadpe jaise tadpe jal bin machhriya raam kare raam kare raam kare kahin naina na uljhen raam kare kahin naina na uljhen naina jo uljhen mushkil se suljhen naina jo uljhen mushkil se suljhen raam kare kahin naina na uljhen raam kare kahin naina na uljhen jiske kaaran sab kuchh chhoda usne mere dil ko toda jiske kaaran sab kuchh chhoda usne mere dil ko toda har tufaan mein saath raha wo har tufaan mein saath raha wo aake kinaare
sun ri sakhi haule haule ik lab jiya mora dole kal raat chhat pe main soyi sapne mein aaya re koi aake pakad li meri naazuk kalaayi raama duhayi mere raama duhayi raama duhayi mere raama duhayi baiyaan marodi chudiyaan todi haye haye puchho na ji kya meri haalat banaayi raama duhayi mere raama duhayi sakhiyaan ho tum bas naam ki mere saathi sawere shaam ki sakhiyaan ho tum bas naam ki mere saathi sawere shaam ki tumhen aawaaz deke pukaara naam leke musibat mujhpe padi rahi sab door khadi koi saheli mere paas nahin aayi raama duhayi raama duhayi raama duhayi mere raama duhayi wo rang hai na roop hai wo chanw hai na dhoop hai wo rang hai na roop hai wo chanw hai na dhoop hai hua kya jaane mujhe koi pehchane mujhe ke dekhi aaine mein jo surat aaj maine main apni surat na pehchaan paayi raama duhayi raama duhayi raama duhayi mere raama duhayi palkon pe mujhko bithaya mujhe aise gale se lagaya palkon pe mujhko bithaya mujhe aise gale se lagaya ladi re aankh ladi badi
Raat Barsaat Ki Pehli
raat bhi hai kuchh bheegi bheegi raat bhi hai kuchh bheegi bheegi raat bhi hai raat bhi hai kuchh bheegi bheegi chaand bhi hai kuchh madham madham chaand bhi hai kuchh madham madham tum aao to tum aao to aankhen khole soyi huyi paayal ki chham chham soyi huyi paayal ki chham chham aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa kisko bataayen kaise bataayen kisko bataayen kaise bataayen aaj ajab hai dil kaa aalam aaj ajab hai dil kaa aalam chain bhi hai kuchh halka halka chain bhi hai kuchh halka halka dard bhi hai kuchh madham madham dard bhi hai kuchh madham madham tapteeeeeeeeeee tapte dil par yun girti hai tapte dil par yun girti hai teri nazar se pyaar ki shabnam teri nazar se pyaar ki shabnam jalte huye jungle par jaise jalte huye jungle par jaise barkha barse ruk ruk tham tham barkha barse ruk ruk tham tham hosh mein thodi behoshi hai haaye hosh mein thodi behoshi hai behoshi mein hosh hai kam kam behoshi mein hosh hai kam kam tujh ko paane tujh ko paane
raat dulhan bani chaand dulha bana aarzuon bhare dil machalne lage dil machalne lage ki har taraf yun khushi muskurane lagi ghum ki aankhon se aansu nikalne lage dil machalne lage saara aalam hai yun dagmagaya hua saari duniya hai yun dagmagayi huyi aaj dil pe nasha sa hai chhaya hua aaj nazron pe masti hai chhayi huyi aur to ghum nahin hosh mein hum nahin gir na jaayen kahin hum sambhalne lage dil machalne lage raat dulhan bani chaand dulha bana aarzuon bhare dil machalne lage dil machalne lage ho gayi aaj dil ki tammanna jawaan zindagi ban gayi pyaar ki daastan aye zamaane mubaarak tujhe ye ghadi aye mohabbat mubaarak tujhe ye samah neend udne lagi khwaab sajne lage pyaas bujhne lagi deep jalne lage dil machalne lage har taraf yun khushi muskarane lagi ghum ki aankhon se aansu nikalne lage dil machalne lage is zamaane mein hote hain aise kayi koi jinko gale se lagaata nahin jinki kismat mein hoti hain veeraniyan jinko gulshan mein koi bulaata nahin thaam ke ro
aaya naa koi aise yahaan chham se naa hoga jo kaam kiya humne wo rustam se naa hoga ooooooo ooooo oooooo raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa dekho dekho dekho hoon nadi pyaar ki suno suno suno baandhe main naa bandhi main albeli maan lo badi ziddi main albeli maan lo badi ziddiiiiii maane mujhko jahaan raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa naachun naachu naachun morni baag kiiii dolun dolun dolun hirniyaa madbhari ghunghar baaje chhama chham ghunghar baaje ghunghar baaje chhama chham ghunghar baajeeee aarzoo hai jawaan raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache re jaise bijuriyaa raat ka samaa dheere dheere dheere jeet meri huyiiii haule haule haule haar teri huyi teri tarah jaa re jaa bahot dekhe teri tarah jaa re jaa bahot dekheeee mujh sa koi kahaan raat ka samaa jhume chandrama tann mora naache
raat ki mehfil sooni sooni aankhen purnam dil naakaam sehmen sehmen armaanon ka hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo raat ki mehfil sooni sooni bhool gaye the apni hasti ishq wafaa ke josh mein hum sab kuchh kho kar bebas ho kar ab aayen hain hosh mein hum pyaase reh gaye dil ke armaan chhuta saaki toota jaam hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo raat ki mehfil sooni sooni sar ko jahaan takraayen jaa kar aisi koi deewaar nahin haaye ri kismat hum duniyaa mein pyaar ke bhi haqdaar nahin dil hota jo apne bas mein lete naa hum pyaar ka naam hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo raat ki mehfil sooni sooni aankhen purnam dil naakaam sehmen sehmen armaanon ka hona hi tha ye anjaam oooooo ooooo oooooo
raat rangeeli mast nazaare geet sunaayen chaand sitaare raat rangeeli ooooo oooo oooo oooo aaj lutta ke aaj lutta ke pyaar pe tann mann apni wafa ka naam karenge apni wafa ka naam karenge pyaar ka dil mein rang bharenge chhod ke ye dukh dard ki duniyaa naya nagar aabad karenge jeevan ko azaad karenge hum tum donon pyaar ke maare hum tum donon pyaar ke maare mast nazaare raat rangeeli mast nazaare geet sunaayen chaand sitaare raat rangeeli aao aao oo aao chale akash pe hum tum chaand ki nagari mein chhup jaye duniya wale dekh na payen naach naach ke taal pe mann ki naach naach ke naach naach ke taal pe mann ki apna apna raag sunayen dil se dil ke taar milayen dhun bhi nirali bol bhi pyare dhun bhi nirali bol bhi pyare mast nazaare raat rangeeli
raat se kaho ruke zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara hey mere meharbano ye meri baat maano phir na kabhi ye raat aayegi aayi bhi jo raat na ye baat aayegi main aaj hoon kal kahan raat se kaho ruke zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara aye muskuraane waalo jee bhar ke muskuraa lo jane phir dil ko qaraar ho na ho ye jalwa ye raks e bahar ho na ho jo aaj hai kal kahaan raat se kaho ruke zara raat se kaho ruke zara meri jawaani ka raksh wo bhi dekh le zara raat se kaho ruke zara
raat suhaani jhoome jawaani dil hai deewana haaye tere liye aa dil mila le duniyaa basa le dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani o bewafaa mat der lagaa o bewafaa mat der lagaa soya hua mat dard jagaa soya hua mat dard jagaa mast bahaaren tujhko pukaaren mast bahaaren tujhko pukaaren dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani rutt hai nasheeli mausam jawaan rutt hai nasheeli mausam jawaan chubhne lagi hai thandi hawaa chubhne lagi hai thandi hawaa chupke se aa jaa dil mein samaa jaa chupke se aa jaa dil mein samaa jaa dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani jhoome jawaani dil hai deewana haaye tere liye tere liye oooo oooo oooo raat suhaani
Raat Ujiyari Din Andhera Hai
raaton ke saaye ghane jab bojh dil par bane naa to jale baati naa ho koi saathi naa to jale baati naa ho koi saathi phir bhi naa dar agar bhujhe deeyeeee sehar to hai tere liye raaton ke saaye ghane jab bojh dil par bane naa to jale baati naa ho koi saathi naa to jale baati naa ho koi saathi phir bhi naa dar agar bhujhe deeyee sehar to hai tere liye jab bhi mujhe kabhi koi jo ghum ghere lagta hai honge nahin sapne ye poore mere jab bhi mujhe kabhi koi jo ghum ghere lagta hai honge nahin sapne ye poore mere kehta hai dil mujhko maana hai ghum tujhko phir bhi naa dar agar bhujhe deeyeeee sehar to hai tere liye jab naa chaman khile mera bahaaron mein jab doobne main lagoon raaton ke majhdhaaron mein jab naa chaman khile mera bahaaron mein jab doobne main lagoon raaton ke majhdhaaron mein maayoos man dole par ye gagan bole phir bhi naa dar agar bhujhe deeyeeee sehar to hai tere liye hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmm hmmm hmmmm hmmmm jab zindagi
main bholi haseena bani jo nageena kahin ki rahi na haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya main bholi haseena bani jo nageena kahin ki rahi na haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya dhak dhak dhak dhadke jigar pal pal pal bhadke nazar dhak dhak dhak dhadke jigar pal pal pal bhadke nazar pag pag par lagta hai dar dar se kahin jaaun na mar neend nahin naina datak nahin rehna badak nahin chaina haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya chhota lage din lambi lage raat pehle to na thi aisi koi baat chhota lage din lambi lage raat pehle to na thi aisi koi baat bairi hua dil tauba dil ke saath aise mauke pe chhoda mera saath main bela chameli thi sabki saheli phirun ab akeli haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya main bholi haseena bani jo nageena kahin ki rahi na haaye hoye rabba mujhe kya ho gaya mera bachpan kho gaya la la la la la la laaa lala la la la laa la la la hmm hmm hm hm hm hm hmm hmm hm hm
rahen na rahen chaahe hum aur tum rahen na rahen chaahe hum aur tum charche jahaan mein humaare rahenge rahen na rahen chaahe hum aur tum charche jahaan mein humaare rahenge jeete ji bhi saath tumhaare rahe hain mar ke bhi saath tumhaare rahenge rahen na rahen chaahe hum aur tum charche jahaan mein humaare rahenge palkon ki chilman jo uthi rahe to dekha karti hoon tujhe paas apne palkon ki chilman jo girr jaye to dekhti hain aankhein meri tere sapne band rahen ya khuli rahen sajna nazron mein tere hi nazaare rahenge rahen na rahen chaahe hum aur tum charche jahaan mein humaare rahenge chhod ke na jag mein akele mujhko door meri nazron se jana o sanam isi mein chhupi hai mere dil ki khushi aaj mere saath saath khao ye kasam saanson ki ladi jab tak rahegi ik dusre ke hum sahaare rahenge rahen na rahen chaahe hum aur tum charche jahaan mein humaare rahenge do hain ye badan magar ek jaan hain sacche premiyon ki yahi pehchaan hai sang sang jeene ki tamanna dil mein
rahen naa rahen hum mehkaa karenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum mausam koi ho iss chaman mein rang ban ke rahenge hum khiraamaa chaahat ki khushboo yunhi zulfon se udegi khijaa ho yaa bahaaren yunhi jhumte yunhi jhumte aur khilte rahenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum mehkaa karenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein khoye hum aise kya hai milna kya bichhadna nahin hai yaad humko kooche mein dil ke jab se aaye sirf dil ki zameen hai yaad humko issi sarzameen issi sarzameen pe hum to rahenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum jab hum na hoge jab humari khaak pe tum rukoge chalte chalte ashqon se bheegi chaandni mein ik sadaa si sunoge chalte chalte wahin pe kahin wahin pe kahin hum tumse milenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum mehkaa karenge ban ke kali ban ke sabba baag e wafa mein rahen naa rahen hum
so jaa so jaa so rain bhayi so ja re panchhi rain bhayi so ja re panchhi bhor bhaye udd jaana hai aaj to so le sukh ki nindiya aaj to so le sukh ki nindiya kal kahin aur thikaana hai rain bhayi so ja re panchi bhor bhaye udd jaana hai rain bhayi so ja re panchi ye basant ye sundar kaliyaan ye basant ye sundar kaliyaan rang birangi ye rang raliyaan rang birangi ye rang raliyaan apna man behlane ko ye sapna bada suhana hai rain bhayi so ja re panchhi rain bhayi so ja re panchhi samjh are jeewan ki bhasha samjh are jeewan ki bhasha asha mein bhi chhipi niraasha asha mein bhi chhipi niraasha jeevan bhar ka rona hai aur pal bhar ka muskana hai rain bhayi so ja re panchhi rain bhayi so ja re panchhi is nagari ki reet hai jhoothi meet hai jhootha preet hai jhoothi is nagari ki reet hai jhoothi meet hai jhootha preet hai jhoothi laut ke panchhi is nagari mein laut ke panchhi is nagari mein tujhko kabhi na aana hai tujhko kabhi na aana hai
aa aa aaaa aa aa aaaa aa aa aa aaaa aa aa aa aaaaaaaaaa aa a aa aa aa raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye nindiya na aaye nindiya na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye shaam ko bhoola shaam ka vada re shaam ko bhoola shaam ka vada sang diye ke jaage raadha nindiya na aaye nindiya na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye kis sautan ne rokee dagariya kis sautan ne rokee dagariya kis bairan se laagi najariya nindiya na aaye nindiya na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye birha ki maari prem deewani re birha ki maari prem deewani tan mann pyasaa ankhiyon mein paani nindiya na aaye nindiya na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye nindiya na aaye nindiya na aaye raina beeti jaaye shaam na aaye raina beeti jaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Qaid Mein Hai Bulbul Bedard Zamana Kya Jane (1959) 03:34 16416
 
Poster of Bedard Zamana Kya Jane (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kalyan Ji Veer Ji Shah
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Zabeen
Duration : 03:34   Song Number : 16416   

Raadha Nachegi Saudagar (1991) 06:41 36841
 
Poster of Saudagar (1991)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1991
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Manisha Koirala, Dilip Kumar
Duration : 06:41   Song Number : 36841   

Raam Ka Gungaan Kariye Lata Mangeshkar & Pt Bhimsen Joshi 05:06 35877
 
Poster of Lata Mangeshkar & Pt Bhimsen Joshi
 
Category
Devotional
Music Director- 
Narendra Sharma
Duration : 05:06   Song Number : 35877   

Raam Kare Kahin Gunahon Ka Devta (1967) 05:56 15386
 
Poster of Gunahon Ka Devta (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajshree, Jeetendra
Duration : 05:56   Song Number : 15386   

Raama Duhaayi Mere Aya Sawan Jhoom Ke (1969) 04:33 40772
 
Poster of Aya Sawan Jhoom Ke (1969)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1969
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 04:33   Song Number : 40772   

Raat Barsaat Ki Pehli Jhanjhar (1953) 02:52 38800
 
Poster of Jhanjhar (1953)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1953
Lyricist
Rajinder Krishan
Music Director- 
Chitalkar Ramchandra
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:52   Song Number : 38800   

Raat Bhi Hai Kuchh Mujhe Jeene Do (1963) 04:33 12403
 
Poster of Mujhe Jeene Do (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman
Duration : 04:33   Song Number : 12403   

Raat Dulhan Bani Chaand Dulha Bana Chahat (1971) 04:06 37651
 
Poster of Chahat (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:06   Song Number : 37651   

Raat Ka Samaa Jhume Ziddi (1964) 05:34 21139
 
Poster of Ziddi (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Asha Parekh
Duration : 05:34   Song Number : 21139   

Raat Ki Mehfil Sooni Sooni Noor Jehan (1967) 03:24 12243
 
Poster of Noor Jehan (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:24   Song Number : 12243   

Raat Rangeeli Mast Dulari (1949) 03:40 32083
 
Poster of Dulari (1949)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1949
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
On Screen Actors- 
Suresh, Madhu Bala
Duration : 03:40   Song Number : 32083   

Raat Se Kaho Lootera (1965) 04:21 32437
 
Poster of Lootera (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nishi Baran
Duration : 04:21   Song Number : 32437   

Raat Suhaani Jhoome Rani Rupmati (1957) 03:20 12458
 
Poster of Rani Rupmati (1957)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
S N Tripathi (Shri Nath)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Amarnath, Nalini Chhonkar
Duration : 03:20   Song Number : 12458   

Raat Ujiyari Din Andhera Hai Chaalbaaz (1978) 04:31 39782
 
Poster of Chaalbaaz (1978)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1978
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:31   Song Number : 39782   

Raaton Ke Saaye Annadata (1972) 05:51 12241
 
Poster of Annadata (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Yogesh
Music Director- 
Salil Chowdhury
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Jaya Bachchan
Duration : 05:51   Song Number : 12241   

Rabba Mujhe Kya Woh Jo Hasina (1983) 03:57 19184
 
Poster of Woh Jo Hasina (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Ram Laxman
On Screen Actors- 
Ranjeeta
Duration : 03:57   Song Number : 19184   

Rahe Na Rahe Chaahe Hum Ek Ladki Badnaam Si (1974) 06:24 36271
 
Poster of Ek Ladki Badnaam Si (1974)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1974
Lyricist
Kulwant Jani
Music Director- 
Bappi Lahiri
On Screen Actors- 
Danny Denzongappa, Rehana Sultan
Duration : 06:24   Song Number : 36271   

Rahen Naa Rahen Hum Mamta (1966) 04:29 21147
 
Poster of Mamta (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Suchitra Sen, Dharmendra
Raag- 
Pahadi
Duration : 04:29   Song Number : 21147   

Rain Bhayi So Ja Re Panchhi Ram Rajya (1967) 04:52 38064
 
Poster of Ram Rajya (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Vasant Desai
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Beena Roy
Duration : 04:52   Song Number : 38064   

Raina Beeti Jaaye Amar Prem (1971) 06:06 12240
 
Poster of Amar Prem (1971)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1971
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Raag- 
Lalit
Duration : 06:06   Song Number : 12240   
Karaoke Songs of lata mangeshkar, Sad Songs of lata mangeshkar, Love Songs of lata mangeshkar, Dance Songs of lata mangeshkar, Hip-hop songs of lata mangeshkar, Best songs of lata mangeshkar, Super hit songs of lata mangeshkar, hit songs of lata mangeshkar, duet songs of lata mangeshkar, solo songs of lata mangeshkar, old songs of lata mangeshkar, famous songs of lata mangeshkar, Hindi Karaoke Songs of lata mangeshkar, Hindi Sad Songs of lata mangeshkar, Hindi Love Songs of lata mangeshkar, Hindi Dance Songs of lata mangeshkar, Hindi Hip-hop songs of lata mangeshkar, best Hindi songs of lata mangeshkar, super hit Hindi songs of lata mangeshkar, hit Hindi songs of lata mangeshkar, duet Hindi songs of lata mangeshkar, solo Hindi songs of lata mangeshkar, old Hindi songs of lata mangeshkar, famous Hindi songs of lata mangeshkar, Sing Along Songs of lata mangeshkar, Sing Along Sad Songs of lata mangeshkar, Sing Along Love Songs of lata mangeshkar, Sing Along Dance Songs of lata mangeshkar, Sing Along Hip-hop songs of lata mangeshkar, Sing Along Best songs of lata mangeshkar, Sing Along Super hit songs of lata mangeshkar, Sing Along hit songs of lata mangeshkar, Sing Along duet songs of lata mangeshkar, Sing Along solo songs of lata mangeshkar, Sing Along old songs of lata mangeshkar, Sing Along famous songs of lata mangeshkar