Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
Home1942 A Love Story (1993)
Home1942 A Love Story (1993)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga jaise khilta gulaab jaise shaayar ka khwaab jaise ujli kiran jaise ban mein hiran jaise chaandni raat jaise narmi ki baat jaise mandir mein ho ek jalta diyaaaaa hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga jaise subahon ka roop jaise sardi ki dhoop jaise beena ki taan jaise rangon ki jaan jaise balkhaaye bel jaise lehron ka khel jaise khushboo liye aaye thandi hawaaaaaaaaaa hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga jaise naachta mor jaise resham ki dor jaise pariyon ka raag jaise sandal ki aag jaise sola singaar jaise ras ki phuhaar jaise aahista aahista badhta nashaaaaaaa hoooo ek ladki ko dekha to aisa laga ek ladki ko dekha to aisa laga
kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunnaa hai mujhko pataa hai tumko pataa hai samay ka ye pal tham sa gayaa hai aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kitne gehre halke shaam ke rang hain chhalke parbat se yun utre baadal jaise aanchal dhalke kitne gehre halke shaam ke rang hain chhalke parbat se yun utre baadal jaise aanchal dhalke aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho sulgi sulgi saansen behki behki dhadkan mehke mehke shaam ke saaye pighale pighale tan mann sulgi sulgi saansen behki behki dhadkan mehke mehke shaam ke saaye pighale pighale tan mann aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunnaa hai mujhko pataa hai tumko pataa hai samay ka ye pal tham sa gayaa hai aur iss pal mein koi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho
kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunna hai mujhko pata hai tumko pata hai samay ka ye pal tham sa gaya hai aur is pal mein koyi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho khoyin sab pehchaanen khoye saare apne samay ki chhalni se gir gir ke khoye saare sapne khoyin sab pehchaanen khoye saare apne samay ki chhalni se gir gir ke khoye saare sapne aur is pal mein koyi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho humne jab dekhe the sundar komal sapne phool sitaare parbat baadal sab lagte the apne humne jab dekhe the sundar komal sapne phool sitaare parbat baadal sab lagte the apne aur is pal mein koyi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho kuchh na kaho kuchh bhi na kaho kya kehna hai kya sunna hai mujhko pata hai tumko pata hai samay ka ye pal tham sa gaya hai aur is pal mein koyi nahin hai bas ek main hoon bas ek tum ho
dil ne kaha chupke se ye kya hua chupke se kyun naye lag rahen hain ye dharti gagan maine poochha to boli ye pagli pawan pyar hua chupke se ye kya hua chupke se kyun naye lag rahen hain ye dharti gagan maine poochha to boli ye pagli pawan pyar hua chupke se ye kya hua chupke se titliyon se suna titliyon se suna maine kissa baag ka baag mein thi ik kali sharmili anchhue ik din manchalaa bhanvra aa gaya khil uthi wo kali paaya roop naya poochhti thi kali ye mujhe kya hua phool hansa chupke se pyar hua chupke se maine baadal se kabhi o maine baadal se kabhi ye kahaani thi suni parbaton ki ik nadi milne sagar se chali jhumti ghumti ho naachti dolti kho gayee apne saagar mein jaake nadi dekhle pyar ki aisi jadugari chaand khila chupke se pyar hua chupke se kyun naye lag rahen hain ye dharti gagan maine poochha to boli ye pagli pawan pyar hua chupke se ye kya hua chupke se kyun naye lag rahen hain ye dharti gagan maine poochha to boli ye pagli pawan dholuna dholuna
rim jhim rim jhim room jhoom room jhoom bheegi bheegi rut mein tum hum hum tum chalte hain chalte hain bajta hai jal tarang teen ki chhat pe jab motiyon jaisa jal barse boondon ki ye jhadi laayi hai woh ghadi jiske liye hum tarse ho bajta hai jal tarang teen ki chhat pe jab motiyon jaisa jal barse boondon ki ye jhadi laayi hai woh ghadi jiske liye hum tarse rim jhim rim jhim room jhoom room jhoom bheegi bheegi rut mein tum hum hum tum hooo chalte hain chalte hain baadal ki chadarein ode hai waadiyaan saari dishaayein soyi hain sapnon ke gaaon mein bheegi si chaanv mein do aatmayein khoyi hain ho baadal ki chadarein ode hai waadiyaan saari dishaayein soyi hain sapnon ke gaaon mein bheegi si chaanv mein do aatmayein khoyi hain rim jhim rim jhim la la room jhoom room jhoom la la bheegi bheegi rut mein haaa haaa tum hum hum tum hooo chalte hain chalte hain aayi hai dekhne jheelon ke aaine baalon ko khole ghataayen raahen dhunwaa dhunwaa jaayege hum kahaan aao yahi reh
rooth na jaana tum se kahoon to main in aankhon mein jo rahoon to rooth na jaana tum se kahoon to main in aankhon mein jo rahoon to tum ye jano ya na jano tum ye mano ya na mano mere jaisa deewana tum paaoge nahin yaad karoge main jo na hoon to rooth na jaana tum se kahoon to meri ye deewangee kabhi na hogi kam jitne bhi chaahe tum karlo sitam meri ye deewangee kabhi na hogi kam jitne bhi chaahe tum karlo sitam mujhse bolo ya na bolo mujhko dekho ya na dekho ye bhi mana mujhse milne aaoge nahin saare sitam hanske main sahoon to rooth na jaana tum se kahoon to prem ke dariya mein leheren hazaar leheron mein jo bhi duba huaa wahi paar prem ke dariya mein leheren hazaar leheron mein jo bhi duba huaa wahi paar unchi neechi neechi unchi neechi unchi unchi neechi lehron mein tum dekhoon kaise aaoge nahin main in leheron mein jo bahoon to rooth na jaana tum se kahoon to tum ye jano ya na jano tum ye mano ya na mano mere jaisa deewana tum paooge nahi rooth na jaana tum se
dil naaummeed to nahin naaqaam hi to hai lambi hai ghum ki shaam magar shaam hi to hai ye safar bahut hai kathin magar na udaas ho mere humsafar ye safar bahut hai kathin magar na udaas ho mere humsafar na udaas ho mere humsafar ye sitam ki raat hai dhalne ko hai andhera ghum ka pighalne ko ye sitam ki raat hai dhalne ko hai andhera ghum ka pighalne ko zara der iss mein lage agar zara der iss mein lage agar na udaas ho mere humsafar ye safar bahut hai kathin magar na udaas ho mere humsafar nahin rehane waali ye mushkilen ke hain agle mod pe manzilen nahin rehane waali ye mushkilen ke hain agle mod pe manzilen meri baat ka tu yakin kar meri baat ka tu yakin kar na udaas ho mere humsafar ye safar bahut hai kathin magar na udaas ho mere humsafar kabhi dhoond lega ye caarwaan wo nayi zameen naya aasmaan kabhi dhoond lega ye caarwaan wo nayi zameen naya aasmaan jisse dhoondhati hai teri nazar jisse dhoondhati hai teri nazar na udaas ho mere humsafar ye safar bahut hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Ladki Ko Dekha To 1942 A Love Story (1993) 04:39 20442
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Duration : 04:39   Song Number : 20442   

Kuchh Na Kaho 1942 A Love Story (1993) 06:08 20805
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 06:08   Song Number : 20805   

Kuchh Na Kaho (Female) 1942 A Love Story (1993) 40249
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Duration :    Song Number : 40249   

Pyar Hua Chupke Se 1942 A Love Story (1993) 05:14 21125
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Manisha Koirala
Raag- 
Des
Duration : 05:14   Song Number : 21125   

Rim Jhim Rim Jhim 1942 A Love Story (1993) 05:21 21166
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 05:21   Song Number : 21166   

Rooth Na Jaana 1942 A Love Story (1993) 03:18 21174
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kumar Sanu
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Duration : 03:18   Song Number : 21174   

Ye Safar 1942 A Love Story (1993) 05:40 21454
 
Poster of 1942 A Love Story (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
A Banarasi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Manisha Koirala
Duration : 05:40   Song Number : 21454