Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAao Pyar Karen (1964)
HomeAao Pyar Karen (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


jab se bani hai ye duniyaa pyaar sanam hai pyaar khuda jab se bani hai ye duniyaa pyaar sanam hai pyaar khuda aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen wo dil dil hi nahin jo na ho beqaraar aankh wo kya jis mein nahin kisi ka intezaar wo dil dil hi nahin jo na ho beqaraar aankh wo kya jis mein nahin kisi ka intezaar kitni bhi ho ye duniyaa haseen pyaar nahin to kuchh bhi nahin aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen duniyaa ke har ghum ki pyaar hi hai dawaa kyun na rahen dil mein sadaa pyaar hi ka nasha duniyaa ke har ghum ki pyaar hi hai dawaa kyun na rahen dil mein sadaa pyaar hi ka nasha apna saathi saath mein len pyaar ka daaman haath mein len aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen aao pyaar karen pyaar karen aao pyaar karen pyaar ki dhun mein magan chalta rahe carvaan soch ye kyun fikr ye kyun manzilen hai kahaan pyaar ki dhun mein magan chalta rahe carvaan soch
dil ke aaine mein dil ke aaine mein tasveer teri rehti hai main ye samjhaa koi jannat ki pari rehti hai dil ke aaine mein sharbati aankh teri champai rang tera shabnami husn tera zindagi bhar ka nasha dil ki dhadkan hai meri teri paayal ki sadaa aye jaanewafaa dil ke aaine mein tasveer teri rehti hai main ye samjhaa koi jannat ki pari rehti hai dil ke aaine mein husn e masoom tera kabhi magroor naa ho apni taarif tujhe kabhi manzoor naa ho ishq waalon pe jafaa tera dastoor naa ho aye jaanewafaa dil ke aaine mein tasveer teri rehti hai main ye samjhaa koi jannat ki pari rehti hai dil ke aaine mein
ek sunehri shaam thi ek sunehri shaam thi behaki behaki zindagi raah mein hum tum mile meri palakon ke tale aashiyaan tera ban gayaa ek sunehri shaam do kadam mil kar chalen to faasle kam ho gaye do kadam mil kar chalen to faasle kam ho gaye pyaar ne duniyaa badal di kya se kya hum ho gaye shole shabnam ho gaye ek sunehri shaam thi behaki behaki zindagi raah mein hum tum mile meri palakon ke tale aashiyaan tera ban gayaa ek sunehri shaam shaam to ab tak wahi hai rang hai lekin judaa shaam to ab tak wahi hai rang hai lekin judaa jaane kis vaadi mein apna qaafilaa gum ho gaya phir hai dil tanha mera ek sunehri shaam thi behaki behaki zindagi raah mein hum tum mile meri palakon ke tale aashiyaan tera ban gayaa ek sunehri shaam
bahar e husn teri mausam e shabaab tera kahan se dhoondh ke laaye koi jawaab tera yeh subah bhi tere rukhsaar ki jhalak hi to hai ke naam leke nikalta hai aaftaab tera jahaan tu hai wahan phir chandni ko kaun poochhega jahaan tu hai wahan phir chandni ko kaun poochhega tera dar ho to jannat ki gali ko kaun poochhega jahaan tu hai wahan phir chandni ko kaun poochhega jahaan tu hai kali ko haath mein le kar baharon ko na sharmana kali ko haath mein le kar baharon ko na sharmana zamana tujhko dekhega kali ko kaun poochhega jahaan tu hai wahan phir chandni ko kaun poochhega jahaan tu hai farishton ko pata dena na apni rehguzaron ka farishton ko pata dena na apni rehguzaron ka woh kaafir ho gaye to bandagi ko kaun poochhega jahaan tu hai wahan phir chandni ko kaun poochhega jahaan tu hai kisi ko muskura ke khoobsurat maut na dena kisi ko muskura ke khoobsurat maut na dena kasam hai zindagi ki zindagi ko kaun poochhega jahaan tu hai wahan phir chandni ko kaun poochhega
jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe mam shaab cigarette afsaana chaahte the afsaana ban gaya deewaana chahte the deewaana ban gaya afsaana chaahte the afsaana ban gaya deewaana chahte the deewaana ban gaya wo to shamma na bane marzi ye unki main to huzoor dekho parwaana ban gaya ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe muft mein naam khoya dil bhi ganva baithe ishq bura ho tera rog laga baithe muft mein naam khoya dil bhi ganva baithe ishq bura ho tera rog laga baithe jaayen to jaayen kahaan koi thikaana nahin duniya ko chhod tere dar pe aa baithe ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda ya khuda jinke liye main deewaana bana wo bhi kehte hain deewaana mujhe mam shaab salaaam bhoole se poochh kabhi deewaane
meri daastaan mujhe hi mera dil sunaa ke roye kabhi ro ke muskuraaye kabhi muskuraa ke roye meri daastaan mujhe hi mile ghum se apne fursat to main haal poochhun iss ka hooo oooo mile ghum se apne fursat to main haal poochhun iss ka shab e ghum se koi keh de kahin aur jaa ke roye meri daastaan mujhe hi mera dil sunaa ke roye kabhi ro ke muskuraaye kabhi muskuraa ke roye meri daastaan mujhe hi wo jo aazmaa rahe the meri beqaraariyon ko hooo oooo wo jo aazmaa rahe the meri beqaraariyon ko mere saath saath wo bhi mujhe aazmaa ke roye meri daastaan mujhe hi mera dil sunaa ke roye kabhi ro ke muskuraaye kabhi muskuraa ke roye meri daastaan mujhe hi
tamannaon ko khilne dein iraadon ko jawaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein kahaan tak aarzuon ko koi dil mein daba rakhe agar honthon pe pehre hain to aankhon ko zubaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein kabhi hum tum pe mar baithen kabhi tum hum pe mit jao humein tum aazma lo hum tumhaara imtehaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein iraadon ko jawaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein mohabbat ka ye mausam hai chalo gustakhiyaan kar lein tamannaon ko khilne dein
tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo aaj kal phool bhi dilwaale hua karte hain koi kadmon se lipat baitha to phir to phir kya hoga to phir kya hoga tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo aaj kal kaliyaan badi shokh hua karti hai koi shokhi pe utar aayi to phir to phir kya hoga to phir kya hoga tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum kabhi zulf ko chehre pe giraaya naa karo tum kabhi zulf ko chehre pe giraaya naa karo baaz dil waale bhi kamzor hua karte hain koi naagin jo samjh baitha to phir to phir kya hoga to phir kya hoga mehfil e husn ki chilman ko uthaaya naa karo mehfil e husn ki chilman ko uthaaya naa karo bijliyaan kaali ghataaon mein chhupi hoti hain koi chupke se chamak jaaye to phir to phir kya hoga to phir kya hoga tum akele to kabhi baagh mein jaaya naa karo tum kabhi aankh mein kaajal bhi lagaaya naa karo tum kabhi aankh mein kaajal bhi
ye jhuki jhuki jhuki nighaahen teri ye ruki ruki ruki si aahen teri dil ka raaz keh gayin tujhko pyaar hai kahin ab ye baat chhup sakegi kaise teri hoye ye jhuki jhuki jhuki nighaahen waah waah mastiyon mein doobi mast mast teri ada har adaa mein jhoomta hua sa ik nasha mastiyon mein doobi mast mast teri ada har adaa mein jhoomta hua sa ik nasha hai raaz kya samjh liya samjh liya ye jhuki jhuki jhuki nighaahen teri ye ruki ruki ruki si aahen teri dil ka raaz keh gayin tujhko pyaar hai kahin ab ye baat chhup sakegi kaise teri hoye ye jhuki jhuki jhuki nighaahen waah waah ye teri saadgi ye baankpan ye shokhiyaan munh chhupa nahin to gir padega aasmaan ye teri saadgi ye baankpan ye shokhiyaan munh chhupa nahin to gir padega aasmaan hai jhooth kya khuda gawaah khuda gawaah ye jhuki jhuki jhuki nighaahen teri ye ruki ruki ruki si aahen teri dil ka raaz keh gayin tujhko pyaar hai kahin ab ye baat chhup sakegi kaise teri hoye ye jhuki jhuki jhuki nighaahen teri ye ruki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aao Pyaar Karen Aao Pyar karen (1964) 04:14 12578
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Saira Banu
Duration : 04:14   Song Number : 12578   

Dil Ke Aaine Mein Aao Pyar karen (1964) 03:40 12579
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:40   Song Number : 12579   

Ek Sunehri Shaam Thi Aao Pyar karen (1964) 03:36 32485
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu, Joy Mukherjee
Duration : 03:36   Song Number : 32485   

Jahaan Tu Hai Wahan Phir Chandni Aao Pyar karen (1964) 05:44 36846
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sayra Banu
Duration : 05:44   Song Number : 36846   

Jinke Liye Main Aao Pyar karen (1964) 04:41 15029
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Saira Banu
Duration : 04:41   Song Number : 15029   

Meri Dastan Mujhe Aao Pyar karen (1964) 03:18 12580
 
Poster of Aao Pyar karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sayra Banu
Duration : 03:18   Song Number : 12580   

Tamannaon Ko Khilne Aao Pyar karen (1964) 03:15 38873
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Saira Banu
Duration : 03:15   Song Number : 38873   

Tum Akele To Kabhi Aao Pyar karen (1964) 07:14 12581
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Sayra Banu
Duration : 07:14   Song Number : 12581   

Ye Jhuki Jhuki Nighaahen Aao Pyar karen (1964) 03:19 16438
 
Poster of Aao Pyar Karen (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:19   Song Number : 16438