Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAaya Toofan (1964)
HomeAaya Toofan (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil ki haalat na puchhiye aapne kya kaha maine kya sun liya haan aapne kya kaha maine kya sun liya dil ki haalat na puchhiye aapne kya kaha maine kya sun liya haan aapne kya kahaa ek baar wo fasaana wo fasaana phir sunaiye koi hasin bahana haan bahana phir banayiye samjha hai kya dil kahna hai mushkil samjha hai kya dil ye hakikat na haan puchhiye aapne kya kaha maine kya sun liya haan aapne kya kahaa phir do dilon mein waade hanji waade aaj ho gaye kuchh aur hi iraade haan iraade aaj ho gaye dil muskuraye kisne jataye dil muskuraye meri kismat na haan puchhiye aapne kya kaha maine kya sun liya dil ki haalat na na puchhiye aapne kya kaha maine kya sun liya
Dil Ki Halat Na Puchiye
abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana kya karogi mera dil tod dogi mera dil pehle seekho dil lagaana abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana bahot haseen ho thehro shabaab aane do shareer aankhon mein sharm o hizaab aane do tumhare saamne phir beshumaar dil honge dil honge jahaan bhi jaaogi sadke hazaar dil honge aane waala hai haaaan aane waala hai ab aisa qaatil zamaana abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana gunaah thehrega sab se nazar milaana bhi banega jurm kisi din ye muskurana bhi kabhi jo dil ki kasak dard ban ke ubhregi ubhregi tadap tadap ke shab e intezaar guzregi koi poochhega haaaaan koi poochhega jab kya karogi bahaana abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana kya karogi mera dil tod dogi mera dil pehle seekho dil lagaana abhii kamsin ho nadaan ho jaane jaana
Hum Pyaar Kiye Jayenge
tohar naam lai ke chhoda hai zamaana tohar naam lai ke chhoda hai zamaana sajan aa jaana haan sa sajan aa jaana karke bahaana tohar naam lai ke chhoda hai zamaana tohar naam lai ke chhoda hai zamaana aaaa aaaa aaa oooo oooo oooo aaaa aaaa aaaa aaa kaah karoon kajre gajre bindiya ko kaah karoon kajre gajre bindiya ko door dharo chundri mundri kangna ko tod ke main darpan saanwariyaa phiroon khoyi khoyi si tod ke main darpan saanwariyaa phiroon khoyi khoyi si aaaa aaaa aaaa aaaa tanik na bhaye haa haa humen na bhaaye sajna se zyada tohar naam lai ke chhoda hai zamaana naam lai ke chhoda hai zamaana raam kasam dhak dhak dhak dhak hoye manwa raam kasam dhak dhak dhak dhak hoye manwa baat take tarse tarse naynanwa aao balam tumhri balaiyaan le lun jhoom jhoom ke aao balam tumhri balaiyaan le lun jhoom jhoom ke aaaa aaa aaaa aaaa zara dekhei do aaa haa humein dekhei do mukhda suhaana tohar naam lai ke chhoda hai zamaana naam lai ke chhoda hai zamaana aaaa aaaaa oooo oooo
zara sambhaalna meri jaan apni nigaahein zara sambhaalna meri jaan apni nigaahein ke tera mera naya naya pyaar hua hai ke tera mera naya naya pyaar hua hai na chhed aaj hain aur hi dil ki adaayen na chhed aaj hain aur hi dil ki adaayen ke tera mera naya naya pyaar hua hai ke tera mera naya naya pyaar hua hai chaand utar aaya chaand utar aaya jaise zamin pe duniya nazar aayi hum ko yahin pe tujhe apni bahaaron ki khabar hai ke nahin teri apne isharon pe nazar hai ke nahin teri nazar jaane haye apni hamein kya khabar rang nikhar aaya hai aaj tujhe dekh kar yahin pe rok le yahin pe rok le meri jaan apni nigaahein ke tera mera naya naya pyaar hua hai ke tera mera naya naya pyaar hua hai na chhed aaj hain aur hi dil ki adaayen ke tera mera naya naya pyaar hua hai ke tera mera naya naya pyaar hua hai tere kadam aaye tere kadam aaye dil ke chaman mein bijli si lehraayi saare badan mein chalo chuka nahin teri nazar kuchh to huaa mere dil ka tere dil pe asar kuchh to huaa
aa aaa aaaa oo oo oo oo zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan huye aaj sab paraaye din ye kaise aaye do ghadi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan phaili ghumon ki siyaahi main hoon mera humraahi phaili ghumon ki siyaahi main hoon mera humraahi o mangi na thi tujhse duniya maine mohabbat chaahi pyaar banke aaya toofan zindagi mein aaya toofan huye aaj sab paraaye din ye kaise aaye do ghadi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan yaad karega zamaana qismat ka ye tadpaana yaad karega zamaana qismat ka ye tadpaana ho heeron ko thukraane waale chunte hain daana daana haaye kaisa aaya toofan zindagi mein aaya toofan huye aaj sab paraaye din ye kaise aaye do ghadi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan zindagi mein aaya toofan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aapne Kya Kaha Maine Kya Sun Liya Aaya Toofan (1964) 03:18 38544
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen, Dara Singh
Duration : 03:18   Song Number : 38544   

Aapne Kya Kaha Maine Kya Sun Liya (Long Version) Aaya Toofan (1964) 04:23 39761
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Dara Singh, Helen
Duration : 04:23   Song Number : 39761   

Abhi Kamsin Ho Nadaan Ho Aaya Toofan (1964) 03:27 16068
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Manohar Deepak
Duration : 03:27   Song Number : 16068   

Hum Pyaar Kiye Jayenge Aaya Toofan (1964) 04:53 38542
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 04:53   Song Number : 38542   

Tohar Naam Laike Chhoda Hai Zamana Aaya Toofan (1964) 04:44 17444
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 04:44   Song Number : 17444   

Zara Sambhaalna Aaya Toofan (1964) 05:29 38543
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Asad Bhopali
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Dara Singh, Helen
Duration : 05:29   Song Number : 38543   

Zindagi Mein Aaya Toofan Aaya Toofan (1964) 03:40 40352
 
Poster of Aaya Toofan (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Farooq Qaiser
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dara Singh, Helen
Duration : 03:40   Song Number : 40352