Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAisha (2010)
HomeAisha (2010)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


tumse keh denge hum saari baaten yeeee kaise hain apne din kaisi raaten koi na koi hulchal rehti hai dil mein har pal log hain kehte paagal humko aa haa aa haa are you ready now here we go oo yeeeee by the way on the way humko jo mili hai zindagi gaati hai hansti hai pagli si hai zara ruthe bhi maane bhi har lamha nayi hai zindagi moody hai ziddi hai kya karen kya pata rukte hain kahaan hum roke se chalte hain hawa ke jhonke se apni to aisi hai zindagi yeeee yehi apni adaa hai kya kare koi bura jo maane kya kare humse to hain khafaa ab sabhi jaane do chhodo bhi dhadkan ki jo kahaani hai khul ke ab to sunaani hai bhool nahin sakta hai isko hai jisne suna suno naa aaaahhh kya cheez ye jawaani hai jo baat hai deewani hai sochoge to jaanoge rasta kyun humne chuna by the way on the way jab dil se huyi thi dosti humne bhi dil ne bhi tha ye waada kar liya jo bhi ho humko to darna hi nahin hai ab kabhi jab humen jo laga humne wohi keh diya rukte hain kahaan hum roke se
gal mithi mithi bol bol bol bol bol bajne de taashe dhol dhol dhol dhol dhol gal mithi mithi bol ras kaano vich ghol bajne de taashe dhol masti main tu vin dol mann de naina tu khol chahat ke moti roll dil honda hai anmol ye daulat se na tol aa soni tainu chaand ki main chudi pehrawan mainu kar de ishara te main doli le aawan gal mithi mithi bol ras kaano vich ghol bajne de taashe dhol masti main tu vin dol jaan leva teri adaa kaise na koi ho fidaa tera ang sharara jaise mare lashkara soniye dekhaan taan dil dhadke tan mein agan bhadke surat aisi mann mohini kida dassa tu hai sohni heeriye gal mithi mithi bol ras kaano vich ghol bajne de taashe dhol masti main tu vin dol mann de naina tu khol chahat ke moti roll dil honda hai anmol ye daulat se na tol aa soni tainu chaand ki main chudi pehrawan mainu kar de ishara te main doli le aawan chaahne waala hoon tera vekh lai eddar zara tu jo vekhe ik nazar karaan lakkhan da shukar goriyeee dekh to keh ke tu mujhe jaan bhi
khoyi khoyi si hoon main kyun ye dil ka haal hai dhundle saare khwaab hai uljha har khyaal hai saari kaliyan murjha gayi rang unke yaadon mein reh gaye saare gharonde ret ke lehrein aayi lehron mein beh gaye raah mein kal kitne chirag the saamne kal phoolon ke baag the kiss se kahun kaun hai jo sune kaante hi kyun maine hai chune sapne mere kyun hai kho gaye jaage hai kyun dil mein ghum naye saari kaliyan murjha gayi rang unke yaadon mein reh gaye saare gharonde ret ke lehrein aayi lehron mein beh gaye na na na na na na na na na na na na kya kahu kyu ye dil udhas hai ab koi door hai na paas hai chhu le jo dil wo baaten ab kahan wo din kahan raaten ab kahan jo beeta kal hai ab khawab sa ab dil mera hai betaab sa saari kaliyan murjha gayi rang unke yaadon mein reh gaye saare gharonde ret ke lehrein aayi lehron mein beh gaye beh gaye
shaam bhi koi jaise hai nadi lehar lehar jaise beh rahi hai koi ankahi koi ansuni baat dhimi dhimi keh rahi hai kahin na kahin jaagi huyi hai koi aarzoo kahin na kahin khoye huye se hai main aur tu ki bhoom bhoom bhoom paara paara hai khaamosh dono ki bhoom bhoom bhoom paara paara hai madhosh dono jo ghumsum ghumsum hai ye fizaayen jo kehti sunti hai ye nighaahen ghumsum ghumsum hai ye fizaayen hai naa haa haa haa haa ha ha ha hu huuu haa haa haa haa ha ha ha hu huuu suhaani suhaani hai ye kahaani jo khaamoshi sunaati hai jise tune chaaha hoga wo tera mujhe wo ye bataati hai main magan hoon par na jaanun kab aane wala hai wo pal jab haule haule dheere dheere khilega dil kahin koi ki bhoom bhoom bhoom paara paara hai khaamosh dono ki bhoom bhoom bhoom paara paara hai madhosh dono jo ghumsum ghumsum hai ye fizaayen jo kehti sunti hai ye nighaahen ghumsum ghumsum hai ye fizaayen hai naa ye kaisa samay hai kaisa sama hai ke shaam hai pighal rahi ye sab kuchh haseen hai
tum ho kamaal tum bemisaal tum lajazaab ho aisha aisi haseen ho jisko chhoo lo usko haseen kar do tum sochti ho duniyaa mein koi bhi kyun kharab ho aisha tum chahti ho tum koi rang har zindagi mein bhar lo bhar lo nikli ho likhne kismat kisi ki apni hi dhun mein tum aisha ye shoukh kya hai ye zid hai kaisi itna bata do humko suljhane mein tum auron ki uljhane hoti ho jo gum aisha apni bhi koi uljhan ko door kar ke dikha do humko suno aisha itna to tum bhi samjho aisha haa haa tum chaahe jitna chaaho aisha haa haa tum jitni koshish kar lo aisha haa haa tumsa na hoga koi baaton mein ho aa jaati ho jaati ho jazbaati soche samjhe bin ke muhabbat ki hai raah kya pal mein ho ke deewani karti ho tum manmaani tum ko hai duniyaa wuniyaa ki koi parwaah kya aisha jise kehte hain ek hai wo laakhon mein dil mein jaa ke rukti hai aati hai jo aankon mein magar aisha haa haa itna to tum bhi samjho aisha haa haa tum chaahe jitna chaaho aisha haa haa tum jitni koshish kar lo aisha
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

By The Way Aisha (2010) 03:36 17039
 
Poster of Aisha (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Sonam Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 17039   

Gal Mithi Mithi Aisha (2010) 04:16 17040
 
Poster of Aisha (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
Singer- 
Tochi Raina
On Screen Actors- 
Sonam Kapoor, Abhay Deol
Duration : 04:16   Song Number : 17040   

Lehrein Aisha (2010) 04:49 17041
 
Poster of Aisha (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Sonam Kapoor, Abhay Deol, Various
Duration : 04:49   Song Number : 17041   

Shaam Aisha (2010) 04:46 32400
 
Poster of Aisha (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Abhay Deol, Sonam Kapoor
Duration : 04:46   Song Number : 32400   

Suno Aisha Aisha (2010) 04:23 17042
 
Poster of Aisha (2010)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2010
Lyricist
Javed Akhtar
Music Director- 
Amit Trivedi
On Screen Actors- 
Abhay Deol, Sonam Kapoor
Duration : 04:23   Song Number : 17042