Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAnand Aur Anand (1984)
HomeAnand Aur Anand (1984)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hum kya hain ye tumne jaan liya hoo tum kya ho ye humne jaan liya hum kya hain ye tumne jaan liya hoo tum kya ho ye humne jaan liya jaise bichhadi do ruhon ne ek dooje ko pehchaan liya hum kya hain tumne jaan liya hoo tum kya ho ye humne jaan liya do saanson ki mitt gayi doori bujh gayi man ki pyaas adhuri do saanson ki mitt gayi doori bujh gayi man ki pyaas adhoori hoo do saanson ki mitt gayi doori bujh gayi man ki pyaas adhoori takdeer ne do deewanon par itna bada ehsaan kiya aa hum kya hain tumne jaan liya hoo tum kya ho ye humne jaan liya lala lala yunhi gale se tumko laga ke jeena hai saari duniya bhulake yun hi gale se tumko laga ke jeena hai saari duniya bhula ke hoo yun hi gale se tumko laga ke jeena hai saari duniya bhula ke ab aandhi chale toofaan uthe jo thaan liya so thaan liya hum kya hain ye tumne jaan liya hoo tum kya ho ye humne jaan liya
oooo rang ki noor ki ye pyaar ki barsaat rahe sabke honthon pe yahan sirf teri baat rahe daur pe daur chale haan ji haan daur pe daur chale sagaron mina jhalke aaj hungama yahi ghar mein saari raat rahe aha aha aha aha aha aha aha aha kitni hasin raat hai kya suroor hai are har dil teri mohabbat ke nashe mein choor hai oo oo oo oo oo tera aana aaye jaise jhonka naya khushi ka tera milna jaise sach ho jaye koi dua lag jaa aa gale se lag jaa ho gale se lag jaa gale se lag jaa lag jaa lag jaa hoo ada hai husn hai shabaab hai jidhar dekhun are samajh mein aata nahin mud ke main kidhar dekhun kasam khuda ki haan ji haan kasam khada ki wo kurbaan mujhpe ho jaye main muskura ke yahaan jisko ek nazar dekhun aha aha aha aha aha aha aha aha kitni hasin raat hai kya suroor hai are har dil teri mohabbat ke nashe mein choor hai oo oo oo oo ooo bada naaz hai khud pe to dil chheen le aur kisi ka tere jaise deewane hain mujhpe lakh fida lag jaa aa gale se lag jaa ho gale se lag
main aawaara hi sahi dil mere dil jaisa dekha na hoga kabhi main aawaara hi sahi dil mere dil jaisa dekha na hoga kabhi ho ho ho main aawaara hi sahi dil mera jaane tere bahaane jhoothi teri berukhi dil mera jaane tere bahaane jhoothi teri berukhi ho dil ki sachchaayi gayi na chhupaayi hothon pe aayi hansi ho gussa hai chahat ka pehla kadam tum jaane kya jaano kya hai ye deewaangi ho ho ho main aawaara hi sahi duniya mein dekhe husn to hazaaron koi tere jaisa kahaan ho ri o hu hu hu hu hu ho ri o hu hu hu hu hu huu duniya mein dekhe husn to hazaaron koi tere jaisa kahaan o sadiyon mein aaye ek baar koi mehboob aisa yahaan o dharti pe utri hai koi pari tum jaisi pariyon pe marna hai aadat meri ho ho ho main aawaara hi sahi dil mere dil jaisa dekha na hoga kabhi ho main aawaara hi sahi pa pa pa paaaa pa pa pa paaaa ouuo pa pa pa paaaa pa pa pa paaaa para ra pam pam para ra ram pam para ra ram pam pa pa pa ho haaa
hooo mere liye soona soona saara jahaan soona soona hoo oo o mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan chaand jaaye sooraj aaye le ke ye savera chaand jaaye sooraj aaye le ke ye savera hai meri zindagi mein har pal andhera dekhun jahaan chhaya dhuwaan jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan kho ke tujhko tanha maine kaise din bitaaye kho ke tujhko tanha maine kaise din bitaaye jiske dil pe beete ye wo hi jaan paaye soun jahaan jaagun jahaan tujhe pukaarun wahaan main wahaan main wahaan mere liye soona soona saara jahaan soona soona mere liye soona soona saara jahaan soona soona mera kahin koi nahin jaaun to jaaun kahaan main kahaan main kahaan
oo waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano pyase dilon ki yeh beqraari pyase dilon ki yeh beqraari kya rang laayi deewanon aha waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano dil ho ameer ya gareeb ka dil use mile jiske naseeb ka dil lalalalala lalalalala dil ho ameer ya gareeb ka dil use mile jiske naseeb ka dil dil se dil milne ka raaz yeh tum kya jaanon haan waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano waadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chhalkaati jaam aayi deewano deewanon hey hey kabhi mile kabhi majboor huye dil se na tum kabhi door huye lalalalala lalalalala kabhi mile kabhi majboor huye dil se na tum kabhi door huye sadiyon se tum ho mere maano ya na maano haan yadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chalkaati jaam aayi deewano hey yaadon ki shaam aayi yaaron ke naam aayi chalkaati jaam aayi deewano
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Hum Kya Hain Ye Tumne Jaan Anand Aur Anand (1984) 04:22 37864
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Sunil Anand, Natasha Sinha
Duration : 04:22   Song Number : 37864   

Lag Jaa Gale Se Anand Aur Anand (1984) 07:01 37861
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 07:01   Song Number : 37861   

Main Aawaara Hi Sahi Anand Aur Anand (1984) 05:37 40071
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Abhijeet
On Screen Actors- 
Sunil Anand
Duration : 05:37   Song Number : 40071   

Mere Liye Soona Soona Anand Aur Anand (1984) 04:30 10674
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjan
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Sunil Anand, Dev Anand
Duration : 04:30   Song Number : 10674   

Waadon Ki Shaam Aayi Anand Aur Anand (1984) 04:54 37863
 
Poster of Anand Aur Anand (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Anjaan
Music Director- 
R D Burman
Duration : 04:54   Song Number : 37863