Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeApna Desh (1972)
HomeApna Desh (1972)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaja re aaja re aaja aaja re aaja re aaja aah aah uhhu uhhu hey hey lala lala lala lala la la oho hoo ho aaja o mere raja jannat ki sair karaungi main are duniya dikhaungi main sagar utha tu mujhko pila tujhko pilaungi main lahala lahala laha aaja o mere raja jannat ki sair karaungi main are duniya dikhaungi main sagar utha tu mujhko pila tujhko pilaungi main haye lalalalalalalalala aaja o mere raja jannat ki sair karaungi main yeh tu kya karta hai shamma se darta hai haaaa haaa jeete ji marta hai aahen kyun bharta hai mere parwane aa mere deewane aa oye oye oye ha ha ha jaane wafa aa mujhko jala tujhko jalaungi main lahala lahala laha aaja o mere raja jannat ki sair karaungi main are duniya dikhaungi main sagar utha tu mujhko pila tujhko pilaungi main haa uhhh aaja o mere raja jannat ki sair karaungi main ha hye haaa aaha haha uhuuuu apni hi aankhon se tu na dekhe nazare ab meri aankhon se dekh tu chaand sitare aa mere pyaar aa mere sahare aa oye hoye hoye aha ha
dweeraa tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara dweeraa tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara dweeraa dweeraa hay ra hay ra tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara duniya mein logon ko dhookha kabhi ho jaata hai aankhon hi aankhon mein yaaron ka dil kho jaata hai duniya mein logon ko dhookha kabhi ho jaata hai aankhon hi aankhon mein yaaron ka dil kho jaata hai naagin si meri chaal rakhna dil ka khayaal mere deewano ka ho jaata hai ye haal naagin si meri chaal rakhna dil ka khayaal mere deewano ka ho jaata hai ye haal dweeraa dweeraa deraa deraa tara tara tara tara tara tara tara tara tara tara turu turu turu turu turu jaagi main saari rain saara jaahan so jaata hai aankhon hi aankhon mein yaaron ka dil kho jaata hai kehti hai ye nazar kab kya ho kya khabar duniyaan mein chand log hote hain jaadugar kehti hai ye nazar haan aa kab kya ho kya khabar haa aa duniyaan mein chand log hote hain jaadugar dweeraa
kajra laga ke gajra saja ke kajra laga ke gajra saja ke bijuri gira ke jaiyo na nain mila ke chain chura ke nindiya uda ke jaiyo na haan kajra laga ke gajra saja ke bijuri gira ke jaiyo na nain mila ke chain chura ke nindiya uda ke jaiyo na haan kajraa ho gajraa ho mukhada na dekho darpan mein jhaanko zara mere mann mein mukhada na dekho na dekho mukhada na dekho darpan mein jhaanko zara mere mann mein aise jiya pe chhaai ho jaise ghataayen saawan mein raat aur din tumhare bin mann mein aur kaun hai ab zid chhodo na aage aage daudo dil na mera todo ghunghata gira ke ghunghata gira ke mukhada chhupa ke bijuri gira ke jaiyo na nain mila ke chain chura ke nindiya uda ke jaiyo na haan kajra ho gajra ho chhodo meri kalaayi ko sun lo meri duhaayi ko chhodo meri ho ho zulmi chhodo meri kalaayi ko sun lo meri duhaayi ko kyun chhedate ho raste mein ladki kisi paraayi ko mera naam ho badnaam ye jo koi dekh le chalo hato jaao jiya na dhadkaao dekho baaj aao apna bana ke apna
rona kabhi nahin rona chaahe toot jaaye koi khilona khilona sona chupke se sona chaahe toot jaaye sapna salona salona la la la la la la lal la lal lal lal lal lal la la la la lal la ru ru ru ru la la dukh sukh ki kya baat hai kya din hai kya raat hai aansoo bhi muskaan banne ye to apne haath hai aashaaon ki dori mein sadaa tum man ke phool pirona rona kabhi nahin rona chaahe toot jaaye koi khilona khilona la la la la la la lal la lal lal lal lal lal la la la la lal la ru ru ru ru la la dekho bachchon baagh mein sab kaliyaan nahin khilti duniya mein insaan ko sab cheezein nahin milti jo apna nahin tum uske liye jo apna hai nahin khona rona kabhi nahin rona chaahe toot jaaye koi khilona khilona la la la la la la lal la lal lal lal lal lal la la la la lal la ru ru ru ru la la lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal lal laa rang se aur na dhaam se zaat se aur na naam se izzat milti hai yahan dekho achche kaam se koi kaam burra tum mat karna badnaam kabhi nahin hona
sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun ri champa sun taara sach ke gale mein padi maala jhoothon ka to munh hua kaala hooo oooo sach ke gale mein padi maala jhoothon ka to munh hua kaala kaise hua aise hua kaise hua aise hua hairaan hai jag saara sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun champa sun taara banda hoon main to seeda saada karata hoon tumse main ye wada hooo oooo banda hoon main to seeda saada karata hoon tumse main ye wada aaj se hoga wo dukh mera aaj se hoga wo dukh mera dukh hai jo tumhara sun champa sun taara koi jeeta koi haara are bada mazaa aaye haaye suno meri baat jhoome naache gaayen chalo aaj saari raat sun ri champa sun taara chham chham jo baaje
aye babu lelo na nariyal yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani are is garmi mein aao apni pyaas bujha lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani are is garmi mein aao apni pyaas bujha lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani ek rupaiya daam hai par kaam hazaaron ka sainkdon bimaariyon ki ek ye dawa ek rupaiya daam hai par kaam hazaaron ka sainkdon bimaariyon ki ek ye dawa zara ruk jao mere paas aao ya mujhe apne paas bula lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani are is garmi mein aao apni pyaas bujha lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani bachchon budhon naujawaanon ke mann ko bhaaye ye garmi ko maare mann ko thandak pahunchaye bachchon budhon naujawaanon ke mann ko bhaaye ye garmi ko maare mann ko thandak pahunchaye zara ruk jao mere paas aao ya mujhe apne paas bula lo yeh lo re lelo baabu peelo nariyal paani yeh lo re lelo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaja O Mere Raja Apna Desh (1972) 05:49 36459
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz, Om Prakash
Duration : 05:49   Song Number : 36459   

Duniya Mein Logon Ko Apna Desh (1972) 05:52 20415
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 05:52   Song Number : 20415   

Kajra Laga Ke Gajra Saja Ke Apna Desh (1972) 04:31 20734
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 04:31   Song Number : 20734   

Rona Kabhi Nahin Rona Apna Desh (1972) 04:02 21169
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 04:02   Song Number : 21169   

Sun Champa Sun Taara Apna Desh (1972) 05:38 21256
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaz
Duration : 05:38   Song Number : 21256   

Yeh Lo Re Le Lo Babu Apna Desh (1972) 04:31 14441
 
Poster of Apna Desh (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mumtaz
Duration : 04:31   Song Number : 14441