Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeAwara (1951)
HomeAwara (1951)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aa jaao tadapte hain armaan aa jaao tadapte hain armaan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai main roun yahan tum chup ho wahan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai o chaand ki rangat udne lagi wo taaron ke dil ab doob gaye doob gaye hai dard bhara bechain samaa ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai iss chaand ke dole mein aayi nazar iss chaand ke dole mein aayi nazar ye raat ki dulhan chal di kidhar chal di kidhar aawaaz to do khoye ho kahan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ghabra ke nazar bhi haar gayi ghabra ke nazar bhi haar gayi taqdeer ko bhi neend aane lagi neend aane lagi tum aate nahin main jaaoon kahan ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai ab raat guzarne waali hai
awaara hoon awaara hoon yaa gardish mein hoon aasmaan ka tara hoon awaara hoon awaara hoon yaa gardish mein hoon aasmaan ka tara hoon awaara hoon ghar baar nahin sansaar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin uss paar kisi se milne ka iqraar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin mujhse kisi ko pyaar nahin sunsaan nagar anjaan dagar kaa pyara hoon awaara hoon awaara hoon yaa gardish mein hoon aasmaan ka tara hoon awaara hoon aabaad nahin barbaad sahi gaata hoon khushi ke geet magar gaata hoon khushi ke geet magar zakhmon se bhara seena hai mera hansti hai magar ye mast nazar duniyaaaaaaa duniya mein tere teer ka yaa taqdeer ka maara hoon awaara hoon awaara hoon yaa gardish mein hoon aasmaan ka tara hoon awaara hoon awaara hoon awaara hoon
dum bhar jo udhar munh phere dum bhar jo udhar munh phere o chandaaa main unse pyaar kar loongi baaten hazaar kar loongi dum bhar jo udhar munh phere o chandaaa main unse pyaar kar loongi baaten hazaar kar loongi dil karta hai pyaar ke sajde dil karta hai pyaar ke sajde aur main bhi unke saath chaand ko chanda roz hi dekhe meri pehli raat hoo meri pehli raat baadal mein ab chhup jaa re o chandaaa main unse pyaar kar loongi baaten hazaar kar loongi dum bhar jo idhar munh phere dum bhar jo idhar munh phere o chandaaa main unse pyaar kar loonga nazren do chaar kar loonga main chor hoon kaam hai chori main chor hoon kaam hai chori duniya mein hoon badnaam dil ko churata aaya hoon main ye hi mera kaam hoo ye hi mera kaam aana tu gawahi dene o chandaaa main unse pyaar kar loonga nazren do chaar kar loonga dil ko chura ke kho mat jaana dil ko chura ke kho mat jaana raah na jaana bhool in kadmon se kuchal na dena mere dil ka phool hoo mere dil ka phool ye baat unhe samjha
ek bewafaa se pyaar kiya uss se nazar ko chaar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya ek bewafaa se pyaar kiya uss se nazar ko chaar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya bholi surat waala nikla lootera raat chhupaaye dil mein munh pe savera bholi surat waala nikla lootera raat chhupaaye dil mein munh pe savera oye humne dil nisaar kiya khud ko beqaraar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya ek bewafaa se pyaar kiya uss se nazar ko chaar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya de gayi dhoka humen neeli neeli aankhen neeli neeli aankhen de gayi dhoka humen neeli neeli aankhen neeli neeli aankhen suni hai dil ki mehfil bheegi bheegi aankhen oo bheegi bheegi aankhen oye humne aitbaar kiya ulfat ka iqraar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya ek bewafaa se pyaar kiya uss se nazar ko chaar kiya haaye re humne ye kya kiya haaye kya kiya
ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen raat ko chhup chhup ke milna duniyan samjhe paap re ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen ye mad mast jawani hai ye mad mast jawani hai tere liye ye deewani hai doob ja iss ghehraayi mein doob ja iss ghehraayi mein dekhein kitna paani hai ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen kyun tu mujhe thukraata hai kyun tu mujhe thukraata hai mujhse nazar kyun churaata hai loot le duniya teri hai loot le duniya teri hai pyaar se kyun ghabraata hai ek do teen aaja mousam hai rangeen aaja ek do teen aaja mousam hai rangeen
ghar aaya mera pardesi pyaas bhujhi meri ankhiyan ki tu mere mann ka moti hai inn naiynan ki jyoti hai yaad hai mere bachpan ki ghar aaya mera pardesi ab dil tod ke mat jaana roti chhod ke mat jaana kasam tujhe mere ansuwan ki ghar aaya mera pardesi
hum tujhse mohabbat kar ke sanam hum tujhse mohabbat kar ke sanam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe khush hoke sahe ulfat ke sitam khush hoke sahe ulfat ke sitam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe ae dil ki lagi kya tujhko khabar ik dard utha tharraayi nazar ae dil ki lagi kya tujhko khabar ik dard utha tharraayi nazar tharraayi nazar khaamosh thei hum khaamosh thei hum iss ghum ki kasam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe ye dil jo jalaa ek aag lagi aansoo jo bahe barsaat hui ye dil jo jalaa ik aag lagi aansoo jo bahe barsaat hui barsaat hui baadal ki tarah baadal ki tarah aawaara thei hum rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe hum tujhse mohabbat kar ke sanam rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe rote bhi rahe hanste bhi rahe
jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye hoooo dil ne dil se kahaa tha fasaana dil ne dil se kahaa tha fasaana laut aaya hai guzraa zamaana hooo laut aaya hai guzraa zamaana khushiyaan saath saath laaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye hoooooo laake aankhon se dil mein bithaaun laake aankhon se dil mein bithaaun muskuraa ke sitaare lutaaun hooo muskuraa ke sitaare lutaaun aashaa jhoom jhoom gaaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye hoooo din hai apne muhabbat jawaan hai din hai apne muhabbat jawaan hai unse aabaad mera jahaan hai hooo unse aabaad mera jahaan hai mann ke chor chale aaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye jab se balam ghar aaye jiyaraa machal machal jaaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ab Raat Guzarne Waali Awara (1951) 03:51 20007
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 03:51   Song Number : 20007   

Awaara Hoon Awara (1951) 03:06 20160
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:06   Song Number : 20160   

Dum Bhar Jo Udhar Munh Phere Awara (1951) 04:36 20311
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nargis
Duration : 04:36   Song Number : 20311   

Ek Bewafaa Se Pyaar Awara (1951) 02:37 12757
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Honey O Brien
Duration : 02:37   Song Number : 12757   

Ek Do Teen Awara (1951) 02:50 32787
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Kukku Saigal
Duration : 02:50   Song Number : 32787   

Ghar Aaya Mera Pardesi Awara (1951) 02:12 20476
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:12   Song Number : 20476   

Hum Tujhse Mohabbat Karke Sanam Awara (1951) 03:38 20558
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Raj Kapoor
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:38   Song Number : 20558   

Jab Se Balam Ghar Aaye Awara (1951) 02:49 12758
 
Poster of Awara (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nargis
Duration : 02:49   Song Number : 12758