Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBaazi (1951)
HomeBaazi (1951)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ooooooo ooooooo oooooo aaj ki raat piyaaaaa aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piyaaaaa dil ki kahaani apni zubaani tumko sunaane aayi hoon dil ki kahaani apni zubaani tumko sunaane aayi hoon aankhon mein le ke sapne suhaane apna banaane aayi hoon chhod ke saath piya munh naa modo mann ki baat piya maan loooo hooo aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piyaaaaa chanda bhi dekhen taaren bhi dekhen humko gagan ki ott se chanda bhi dekhen taaren bhi dekhen humko gagan ki ott se ghaayal kiya hai dil tumne mera mitthi nazar ki chot se thaam ke haath piya yun naa chhodo mann ki baat piya maan loooo hooo aaj ki raat piya dil naa todo mann ki baat piya maan loooo aaj ki raat piyaaaaa
uyee dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi chheente udaaye re uyee dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi chheente udaaye re uyee chali naa jaaye chaal lachkoon jaise daal saadi bheegi choli bheegi bheege gore gaal uyee dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi chheente udaaye re uyee loote haar singaar paapi jal ki dhaar khuli sadak pe lut gayi logo main albeli naar uyee dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi chheente udaaye re uyee paaon phisalta jaaye tann hichkole khaaye aise mein jo haath pakad le mann uska ho jaye uyee dekh ke akeli mohe barkha sataaye gaalon ko choome kabhi chheente udaaye re
heyyyyyyy dil ye kya cheez hainn aur dil ki tamanna kya haiii teer par teer chala le tujhe parwaa kya haii tere teeron mein chupe pyaar ke khazaane hain tere teeron mein chupe pyaar ke khazaane hain mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara daa dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara daa aur honge jinhen araam ke samaan mile apni qashti ko to sahil pe bhi tufaan mile naiya purani hai tufaan bhi purane hain naiya purani hai tufaan bhi purane hain mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain mere labon pe dekho aaj bhi taraane hain dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara daa dara dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara dan dara
suno gazar kya gaaye samay guzarta jaaye ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa geene chune pal hai tere jeevan ke dhoom machaa le abhi din hai milan ke geene chune pal hai tere jeevan ke dhoom machaa le abhi din hai milan ke ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa husn bhi faani aur ishq bhi faani hai hans ke beeta le do ghadi ki jawaani hai husn bhi faani aur ishq bhi faani hai hans ke beeta le do ghadi ki jawaani hai ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa bichhda zamaana kabhi haath naa aayegaa dosh naa dena mujhe phir pachhtaayega bichhda zamaana kabhi haath naa aayegaa dosh naa dena mujhe phir pachhtaayega ooo re jeene waale ooo re bhole bhaale sona naa khona naa aaaaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaaaaa aaaaaa aaaaaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa
hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey tadbeer se bigdi huyi taqdeer banaa le taqdeer banaa le apne pe bharosa hai to ye daav lagaa le lagaa le daav lagaa le tadbeer se bigdi huyi taqdeer banaa le taqdeer banaa le apne pe bharosa hai to ye daav lagaa le lagaa le daav lagaa le hey hey hey hey hey hey darta hai zamaane ki nigahon se bhalaa kyun nigahon se bhalaa kyun darta hai zamaane ki nigahon se bhalaa kyun nigahon se bhalaa kyun insaaf tere saath hai ilzaam utha le ilzaam utha le apne pe bharosa hai to ye daav lagaa le lagaa le daav lagaa le hey hey hey hey hey hey kya khaak wo jeena hai jo apne hi liye ho apne hi liye ho kya khaak wo jeena hai jo apne hi liye ho apne hi liye ho khud mit ke kisi aur ko mitne se bacha le mitne se bacha le apne pe bharosa hai to ye daav lagaa le lagaa le daav lagaa le hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey hey toote huye patvaar hai kashti ke to ghum kya haari huyi bahon ko hi patvaar banaa le patvaar banaa le
aaaa haaaa haaa haaa tara ra rum tara rara rum aaaa haaaa tara ra rum tara rara rum yeh kaun aaya yeh kaun aaya ke mere dil ki duniyaa mein bahaar aayiiiii yeh kaun aaya ke mere dil ki duniyaa mein bahaar aayiiiii yeh kaun aaya achaanak ye mere haathon mein kiska haath aaya hai naa main jaanun naa dil jaane wo apna yaa parayaa hai yeh kaun aaya ke main apni hi dhadkan sun ke sharmaayiiiii yeh kaun aaya dulhan ban ke jawaani ki umenge gungunaati hain basa hai kaun aankhon mein ke aankhen muskuraati hain bikhar ke kiski baahon pe ye meri zulf lehraayiiiii ye kaun aaya yeh kaun aaya ke mere dil ki duniyaa mein bahaar aayiiiii yeh kaun aaya
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ki Raat Piya Baazi (1951) 03:03 20020
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:03   Song Number : 20020   

Dekh Ke Akeli Mohe Baazi (1951) 03:12 20226
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
On Screen Actors- 
Geeta Dutt
Duration : 03:12   Song Number : 20226   

Mere Labon Pe Dekho Baazi (1951) 02:29 12773
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 02:29   Song Number : 12773   

Suno Gajar Kya Gaaye Baazi (1951) 04:59 12280
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 04:59   Song Number : 12280   

Tadbeer Se Bigdi Huyi Taqdeer Baazi (1951) 03:20 21273
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Geeta Bali
Duration : 03:20   Song Number : 21273   

Yeh Kaun Aaya Baazi (1951) 02:25 21470
 
Poster of Baazi (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
S D Burman
On Screen Actors- 
Kalpana Kaartik
Duration : 02:25   Song Number : 21470