Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBaazigar (1993)
HomeBaazigar (1993)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aye mere humsafarrrrr aye meri jaane jaan aye mere humsafarrrrr aye meri jaane jaan meri manzil hai tuuuu tu hi mera jahaan oye oye oye oye oye aye mere humsafarrrrr aye mere jaane jaan aye mere humsafarrrrr aye mere jaane jaan ban gaye aaj hum do badan ek jaan oye oye oye oye oye aye mere humsafarrrrr aye meri jaane jaan bheega bheega aanchal aankhon ka ye kaajal ghayal na kar de mujhe seene ki ye hulchal badhne lagi pal pal paagal na kar de mujhe hoo hoo hooo bheega bheega aanchal aankhon ka ye kaajal ghayal na kar de mujhe seene ki ye hulchal badhne lagi pal pal paagal na kar de mujhe paagal jo hum ho gayeeeee ban jaayegi daastaann aahista bolo sanammmm sun lega saara jahaan meri manzil hai tuuuu tu hi mera jahaan aye mere humsafarrrrr aye meri jaane jaan aye mere humsafarrrrr aye mere jaane jaan saanson ke ye shole saanson mein tu ghole pal mein pighal jaayen hum honthon ke angaare honthon pe humare rakh de to jal jaayen hum hooo hooo hooo saanson ke ye shole
ho mera dil tha akela toone khel aisa khela teri yaad mein jaagun raat bhar baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar ho mera dil tha akela toone khel aisa khela teri yaad mein jaagun raat bhar baazigar main baazigar dilwaalon ka main dilbar baazigar main baazigar dilwaalon ka main dilbar ho dil leke dil diya hai sauda pyar ka kiya hai dil ki baazi jeeta dil haar kar baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar chupke se aankhon ke raste tu mere dil mein samaaya chaahat ka jaadu jagaa ke mujhko diwaana banaaya pehli nazar mein bani hai tu mere sapnon ki raani yaad rakhegi ye duniyaa apni wafaa ki kahaani ho mera chaen churaake meri neenden udaake kho na jaana kisi mod par baazigar main baazigar dilwaalon ka main dilbar baazigar o baazigar tu hai bada jaadugar ho dil leke dil diya hai sauda pyar ka kiya hai dil ki baazi jeeta dil haar kar baazigar o baazigar baazigar main baazigar dhak dhak dhadakta hai ye dil bolo na kya keh
chhupaana bhi nahin aata chhupaana bhi nahin aata jataana bhi nahin aata humein tumse mohabbat hai bataana bhi nahin aata chhupaana bhi nahin aata jataana bhi nahin aata humein tumse mohabbat hai bataana bhi nahin aata chhupaana bhi nahin aata jataana bhi nahin aata hey hey hey aha aa aa aa hatheli par tumhara naam likhte hain mitate hain hatheli par tumhara naam likhte hain mitate hain tumhi se pyaar karte hain tumhi se hi kyun chhupaate hain tumhi se hi kyun chhupaate hain zuban pe baat hai lekin sunaana hi nahin aata humein tumse mohabbat hai bataana bhi nahin aata chhupaana bhi nahin aata jataana bhi nahin aata mohabbat kaise karte hain koi to hum ko samjhaaye mohabbat kaise karte hain koi to hum ko samjhaaye kahin aisa na ho ke pyaar bin umr kat jaaye pyaar bin umr kat jaaye tumse milne ka koi bahaana bhi nahin aata humein tumse mohabbat hai bataana bhi nahin aata chhupaana bhi nahin aata jataana bhi nahin aata chori chori chupke chupke tum ko dekha karte hain
kitaaben bahot si padhi hongi tumne magar koi chehra bhi tumne padha hai padha hai meri jaa nazar se padha hai bata mere chehre pe kya kya likha hai kitaaben bahot si padhi hongi tumne magar koi chehra bhi tumne padha hai padha hai meri jaan nazar se padha hai bata mere chehre pe kya kya likha hai umangen likhi hai jawaani likhi hai tere dil ki saari kahaani likhi hai hooo umangen likhi hai jawaani likhi hai tere dil ki saari kahaani likhi hai kahin haal e dil bhi sunaata hai chehra naa bolo to phir bhi bataata hai chehra ye chehra haqeeqat mein ik aainaa hai bata mere chehre pe kya kya likha hai kitaaben bahot si padhi hongi tumne magar koi chehra bhi tumne padha hai padha hai meri jaan nazar se padha hai bata mere chehre pe kya kya likha hai lala la la lala lala la la lala lala la lala la lala la lala la agar hum kahen humko ulfat nahin hai kahogi bhi kaise muhabbat nahin hai agar hum kahen humko ulfat nahin hai kahogi bhi kaise muhabbat nahin hai bade aaye
aaaa aaaa aaaa aaaaa samajh kar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai samajh kar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai mere mehboob ki tooti huyi choodi ka tukda hai mere mehboob ki tooti huyi choodi ka tukda hai samajh kar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai samajh kar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai meri nazron se dekho to wo mere dil ka tukda hai meri nazron se dekho to wo mere dil ka tukda hai tere mehndi lage haathon mein jab choodi khanakti hai to is gori kalaayi mein ye dil ban ke dhadakti hai ye dil ban ke dhadakti hai ye dil ban ke dhadakti hai ye choodi aashiqon ko pyaar ke naghmen sunaati hai suhaani raat ki khaamoshiyon mein heer gaati hai ye choodi heer gaati hai ye choodi heer gaati hai zameen par jo utar aaya ye wo jannat ka naghma hai samajh kar chaand jisko aasmaan ne dil mein rakha hai mere mehboob ki tooti huyi choodi ka tukda hai meri nazron se dekho to wo mere dil ka tukda hai mere mehboob jaisa iss zamaane mein
ye kaali kaali aakhein ye gore gore gaal ye teekhi teekhi nazrein ye hirni jaisi chaal ye kaali kaali aakhein ye gore gore gaal ye teekhi teekhi nazrein ye hirni jaisi chaal dekha jo tujhe jaanam hua hai bura haal ye kaali kaali aakhein ye gore gore gaal ye teekhi teekhi nazrein ye hirni jaisi chaal main mila tu mili tu mili main mila main mila tu mili tu mili main mila duniya jale to jale pyaar karenge tujh pe marenge dhak dhak dil ye kare uff teri dillagi dil ko jalaane lagi dilruba tu mujhe nakhre dikhane lagi gairon ki baahon mein ithlla ke jaane lagi ye teri berukhi mujh ko sataane lagi chhodo ji chhodo sanam zid apni chhodo sanam naazuk hai dil ye mera dil ko na todo sanam dil ko na todo sanam ye lambi lambi ratein aa kar le mulaaquatein jaane kyun dil ye mera tera hi hona chaahe gusse mein laal na kar ye gore gore gaal ye kaali kaali aakhein ye gore gore gaal ye teekhi teekhi nazrein ye hirni jaisi chaal na tu kar khat pat kar pyaar jhat pat mere aaja tu
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Mere Humsafar Baazigar (1993) 07:30 18712
 
Poster of Baazigar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Gauhar Kanpuri
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shilpa Shetty, Shahrukh Khan
Duration : 07:30   Song Number : 18712   

Baazigar O Baazigar Baazigar (1993) 07:10 18713
 
Poster of Baazigar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Nawab Arju
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Kajol, Shahrukh Khan
Duration : 07:10   Song Number : 18713   

Chhupaana Bhi Nahin Aata Baazigar (1993) 07:01 18714
 
Poster of Baazigar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Vinod Rathod
On Screen Actors- 
Siddharth, Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 07:01   Song Number : 18714   

Kitaaben Bahot Si Baazigar (1993) 06:26 18715
 
Poster of Baazigar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Rani Malik
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shilpa Shetty, Shahrukh Khan
Duration : 06:26   Song Number : 18715   

Samajh Kar Chaand Jisko Baazigar (1993) 08:55 38987
 
Poster of Baazigar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Zameer Kaazami
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 08:55   Song Number : 38987   

Ye Kaali Kaali Aakhein Baazigar (1993) 07:23 18716
 
Poster of Baazigar (1993)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1993
Lyricist
Dev Kohli
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Shahrukh Khan, Kajol
Duration : 07:23   Song Number : 18716