Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBahar (1951)
HomeBahar (1951)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae zindagi ke raahi himmat na haar jaana himmat na haar jaana ae zindagi ke raahii ae zindagi ke raahi himmat na haar jaana bitegi raat ghum ki badlega ye zamaana ae zindagi ke raahi wo raat ki siyahi tujh ko dara rahi hai wo raat ki siyahi tujh ko dara rahi hai haare huye musafir manzil bula rahi hai haare huye musafir manzil bula rahi hai bas jaayega kisi din ujda jo aashiyana bitegi raat ghum ki badlega ye zamaana ae zindagi ke raahi haathon se tere daaman umeed ka naa toote haathon se tere daaman umeed ka naa toote dum toot jaaye lekin himmat kabhi na toote dum toot jaaye lekin himmat kabhi na toote marne mein kya dhara hai jeene ka kar bahana bitegi raat ghum ki badlega ye zamana ae zindagi ke raahii
bhagwaan bhagwaan bhagwaan do ghadi zara insaan banke dekh dharti pe chaar din kabhi mehmaan ban ke dekh mehmaan ban ke dekh bhagwaan do ghadi zara insaan banke dekh dharti pe chaar din kabhi mehmaan ban ke dekh mehmaan ban ke dekh o o o o hai jinko teri yaad kabhi unki le khabar kabhi unki le khabar o aasmaan waale gareebon pe kar nazar gareebon pe kar nazar dil mein kisi gareeb ke armaan banke dekh dharti pe chaar din kabhi mehmaan ban ke dekh mehmaan ban ke dekh o o o o jo kuchh bhi ho raha hai woh teri nazar mein hai teri nazar mein hai aa dekh meri laaj ki naiyya bhanwar mein hai naiyya bhanwar mein hai sab jaante huye bhi naa anjaan ban ke dekh dharti pe chaar din kabhi mehmaan ban ke dekh mehmaan ban ke dekh o o o o o o tujhko khabar nahin koyi kitna niraash hai kitna niraash hai tinke ki doobte ko malik talaash hai malik talaash hai insaan ban sake na to bhagwaan banke dekh dharti pe chaar din kabhi mehmaan ban ke dekh mehmaan ban ke dekh bhagwaan do ghadi
chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar haaye daiya daudo ji daudo ji daudo ji haaye dekhe hai maiya humaar oho chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar natkhat hathile chhaile chhabile pakdo humari na baiyaan natkhat hathile chhaile chhabile pakdo humari na baiyaan laaj ki maari tumse main haari ae ji laaj ki maari tumse main haari lo ji padoon tore paiyaan jao ji jao ji jao ji aye ji lo na balaiyaan humaar ho chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar achchhi nahin ye batiyaan chhichhori kaahe karo jora jori achchhi nahin ye batiyaan chhichhori kaahe karo jora jori chhoti nanandiya devegi taana aye ji chhoti nanandiya devegi taana khencho chunariya na mori todo na todo na todo ji aye ji patli kalaiyaan humaar ho o chhodo ji chhodo ji chhodo ji kanhaiya kalaiyaan humaar chalti dagariya beech bajariya chhedo na chhedo na chhedo saanwariya chalti dagariya beech bajariya chhedo na chhedo na chhedo saanwariya maano na maano
hoye duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya ka maza le lo duniya tumhari hai duniya tumhari hai duniya ko laat maro duniya salaam kare duniya ko laat maro duniya salaam kare mud mud salaam kare jhuk jhuk salaam kare bich bich salaam kare kabhi namaste ji to kabhi ram raam kare kabhi namaste ji to kabhi ram raam kare duniya ke baap ho tum duniya ke baap ho ye muniya tumhari hai ji muniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ji duniya tumhari hai duniya se daroge to duniya dabayegi duniya se daroge to duniya dabayegi aankhen dikhayegi rob jamayegi ye hansi udayegi chain naa lene degi jaan jalayegi chain naa lene degi jaan jalayegi taan ke seena chalo taan ke seena chalo chuniya tumhari hai yeh chuniya tumhari hai duniya ka maza le lo duniya tumhari hai ye duniya tumhari hai duniya ke jitne nazaare hain
kasoor aapka huzoor aap ka meraa naam lijiye na mere baap ka kasoor aapka huzoor aap ka meraa naam lijiye na mere baap ka kasoor aapka huzoor aap ka meraa naam lijiye na mere baap ka left right left right right turn left right left right about turn gusse ko chhodiye dheere dheere boliye meri sarkaar zara aankhon ko kholiye faishan ko bhool ke aao zara hosh mein dhokhe mein aao na jawani ke josh mein fayda hai kya jhoothi tip taap ka mera naam lijiye na mere baap ka kasoor aapka huzoor aap ka meraa naam lijiye na mere baap ka ahaa ahaa ahaa hey hey hey hey hey hey oho oho ho ho hun hun hun hun hun hun koi baat kijiye to pehle tol ke chaliye na chaal aise dol dol ke husn ka huzoor ko bada maan hai husn chaar roz ka mehmaan hai kahaan jayega guroor aap ka mera naam lijiye na mere baap ka kasoor aapka huzoor aap ka meraa naam lijiye na mere baap ka left right left right about turn
saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jana re hoye aa ke phir na jana re tham thama tham tham raja ban ke aana re mohe le ke jana re ho mohe le ke jana re tham thama tham tham chandani raat hogi taron ki baraat hogi chandani raat hogi taron ki baraat hogi pehle pehle pyar ki peheli peheli baat hogi pehle pehle pyar ki peheli peheli baat hogi khushi khushi gaayenge hum geet suhana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jana re hoye aa ke phir na jana re tham thama tham tham thodi thodi chhed hogi thoda thoda pyaar hoga thodi thodi chhed hogi thoda thoda pyaar hoga kabhi iqraar hoga kabhi inkaar hoga kabhi iqraar hoga kabhi inkaar hoga tera manana mera ruth jana re saiyaan dil mein aana re aa ke phir na jana re hoye aa ke phir na jana re tham thama tham tham tum mere paas hoge ghum badi door hoga tum mere paas hoge ghum badi door hoga kehta hai jiya mera hoga zuroor hoga kehta hai jiya mera hoga zuroor hoga lana re lana tashrif lana re saiyaan dil mein aana re aa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Zindagi Ke Raahi Bahar (1951) 03:18 15553
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Pandhari Bai
Duration : 03:18   Song Number : 15553   

Bhagwan Do Ghadi Zara Insaan Banke Dekh Bahar (1951) 03:51 11855
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Geeta Dutt
Duration : 03:51   Song Number : 11855   

Chhodo Ji Kalaiyan Humaar Bahar (1951) 03:36 11840
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:36   Song Number : 11840   

Duniya Ka Maza Le lo Bahar (1951) 04:36 36371
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 04:36   Song Number : 36371   

Kasoor Aapka Bahar (1951) 02:11 37124
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Sachin Dev Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Karan Diwan, Vyjayantimala
Duration : 02:11   Song Number : 37124   

Saiyaan Dil Mein Bahar (1951) 03:31 21207
 
Poster of Bahar (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
S D Burman
Singer- 
Shamshad Begum
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:31   Song Number : 21207