Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBahu Beti (1965)
HomeBahu Beti (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhaarat maa ki aankh ke taaro nanhe munne raaj dulaaro jaise maine tumko sanwaara waise hi tum desh sanwaaro bhaarat maa ki aankh ke taaro nanhe munne raaj dulaaro jaise maine tumko sanwaara waise hi tum desh sanwaaro bhaarat maa ki aankh ke taaro ye jo hai ek chhota sa basta ilm ke phoolon ka guldasta krishn hai ismein raam hai ismein budhmat aur islaam hai ismein ye basta isha ki kahaani ye basta nanak ki baani isme chhupi hai har sachchaai apna sukh auron ki bhalai is baste ko sheesh nawaao is baste ko sheesh nawaao is baste par tan man waaro bhaarat maa ki aankh ke taaro nanhe munne raaj dulaaro jaise maine tumko sanwaara waise hi tum desh sanwaaro bhaarat maa ki aankh ke taaro chhod ke jhuthi jaati paati sab se seekho achchhi baaten apna kisi se bair na samjho jag mein kisi ko gair na samjho aap padho auron ka padhao ghar ghar gyaan ki jyot jagaao nav jeewan ki aas tumhi ho banta hua itihaas tumhi ho jitna gehra andhiyaara ho jitna gehra andhiyaara ho utne
jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai maro to aise ke jaise tumhara kuchh bhi nahin jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai jiyo to aise jiyo jahaan mein aa ke jahaan se khinche khinche na raho wo zindagi hi nahin jis mein aas bujh jaaye koi bhi pyaas dabaye se dab nahin sakti isi se chain milega ke pyaas bujh jaaye wo keh ke mudta hua zindagi ka dhaga hai jiyo to aise jiyo ye aasmaan ye zameen ye fiza ye nazzare ye aasmaan ye zameen ye fiza ye nazzare taras rahen hain tumhari meri nazar ke liye nazar chura ke har ik shai ko yun na thukraao koi shareek e safar dhoondh lo safar ke liye bahut kareeb se maine tumhen pukara hai jiyo to aise jiyo jaise sab tumhara hai jiyo to aise jiyo
meri jaan na sata tu mera jee na jala tu karoon kya kuchh bata de dil pe nahin hai kaabu haaye meri jaan na sata tu oh mera jee na jala tu karoon kya kuchh bata de dil pe nahin hai kaabu haaye meri jaan na sata tu tere daant anaar daane tere gaal seb jaise jo tu aankh se ho ojhal to main chain paaun kaise tere daant anaar daane tere gaal seb jaise jo tu aankh se ho ojhal to main chain paaun kaise ho zara si khol khidki ada se de de jhidki khada hoon naak khole lene ko teri khushboo haaye meri jaan na sata tu tujhe dil se chaahta hoon main bura bhi hoon to kya hai tujhe to samajh hai kaafi main gadha bhi hoon to kya hai tujhe dil se chaahta hoon main bura bhi hoon to kya hai tujhe to samajh hai kaafi main gadha bhi hoon to kya hai zara sun aye pari tu huyi hai kyun khafa tu main to hoon daas tera mujhse chhuda na pallu haaye meri jaan na sata tu mera jee na jala tu karoon kya kuchh bata de dil pe nahin hai kaabu haaye meri jaan na sata tu
hooo oooooo oooo ooo oooooo rangeen fiza hai rangeen fiza hai aaja ke mera pyaar tujhe dhoondh raha hai rangeen fiza hai ye kiski sada hai ye kiski sada hai ye kaun mujhe apni taraf kheench raha hai ye kiski sada hai teri bhi hai yeh meri hi awaaz nahin hai teri bhi hai yeh meri hi awaaz nahin hai aye jaan e tamanna ye koi pyaar nahin hai tu mujhse juda hoke bhi kab mujhse juda hai dil dil se mila hai ye kaun mujhe apni taraf kheench raha hai ye kiski sada hai aaaa aaaa aaaaa aaaaaaa tum mujhko bulaate ho to taala nahin jaata tum mujhko bulaate ho to taala nahin jaata apne ko kisi tarah sambhala nahin jaata zulfon ka mujhe hosh na aanchal ka pata hai ye kaisa nasha hai aaja ke mera pyaar tujhe dhoondh raha hai rangeen fiza hai duniya ko bhula kar meri baahon mein chali aa duniya ko bhula kar meri baahon mein chali aa jazbaat ki befikr panaahon mein chali aa kehte hain jise ishq woh jeene ki adaa hai achchha na bura hai ye kaun mujhe apni taraf kheench raha hai ye
sab mein shaamil ho magar sab se juda lagti ho sab mein shaamil ho magar sab se juda lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar aankh uthti hai naa jhukti hai kisi ki khaatir aankh uthti hai naa jhukti hai kisi ki khaatir saans chadti hai naa rukti hai kisi ki khaatir jo kisi dar pe naa thehre wo hawaa lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar zulf lehraaye to aanchal mein chhupa leti ho zulf lehraaye to aanchal mein chhupa leti ho honth tharraaye to daanton mein daba leti ho jo kabhi khul ke naa barse wo ghata lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar jaagi jaagi nazar aati ho na soyi soyi jaagi jaagi nazar aati ho na soyi soyi tum jo ho apne khayaalat mein khoyi khoyi kisi maayus musavir ki duwaa lagti ho sirf humse nahin khud se bhi khafa lagti ho sab mein shaamil ho magar
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bharat Maa Ki Aankh Bahu Beti (1965) 03:45 40508
 
Poster of Bahu Beti (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 03:45   Song Number : 40508   

Jiyo To Aise Jiyo Bahu Beti (1965) 03:32 12802
 
Poster of Bahu Beti (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:32   Song Number : 12802   

Meri Jaan Na Sata Tu Bahu Beti (1965) 03:19 19816
 
Poster of Bahu Beti (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mehmood
Duration : 03:19   Song Number : 19816   

Rangeen Fiza Hai Aaja Bahu Beti (1965) 05:31 36617
 
Poster of Bahu Beti (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee, Mala Sinha
Duration : 05:31   Song Number : 36617   

Sab Mein Shaamil Ho Bahu Beti (1965) 03:29 12284
 
Poster of Bahu Beti (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Joy Mukherjee
Duration : 03:29   Song Number : 12284