Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBazaar (1982)
HomeBazaar (1982)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dekh loooooo aaj humko jee bhar ke dekh loooooo aaj humko jee bhar ke koi aata nahin hai phir mar ke dekh loooooo aaj humko jee bhar ke ho gaye tum agar che saudaayi door pahunchegi meri ruswaayi dekh loooooo dekh loooooo aaj humko jee bhar ke aao achchhi tarah se kar lo pyaar ke nikal jaaye kuchh dil kaa bukhaar dekh loooooo aaj humko jee bhar ke phir hum uthne lagen bitha lo tum phir bigad jaayen hum mana lo tum dekh loooooo aaj humko jee bhar ke yaad itni tumhen dilaate jaayen paan kal ke liye lagaate jaayen dekh loooooo dekh loooooo aaj humko jee bhar ke koi aata nahin hai phir mar ke dekh loooooo aaj humko jee bhar ke
dikhayi diye yun ke bekhud kiyaa dikhayi diye yun ke bekhud kiyaa humen aap se bhi judaa kar chale dikhayi diye yun ke bekhud kiyaa dikhayi diye yun jabi sajdaa karte hi karte gayi jabi sajdaa karte hi karte gayi huq e bandagi hum adaa kar chale dikhayi diye yun ke bekhud kiyaa humen aap se bhi judaa kar chale dikhayi diye yun parastish ki aah tak ke aye butt tujhe parastish ki aah tak ke aye butt tujhe nazar mein sabhon ki khuda kar chale dikhayi diye yun ke bekhud kiyaa humen aap se bhi judaa kar chale dikhayi diye yun bahot aarzoo thi gali ki teri bahot aarzoo thi gali ki teri soyaa se lahoo mein nahaa kar chale dikhayi diye yun ke bekhud kiyaa humen aap se bhi judaa kar chale dikhayi diye yun ke bekhud kiyaa dikhayi diye yun
karoge yaad to har baat yaad aayegi karoge yaad to har baat yaad aayegi guzarte waqt ki har mouj thaher jaayegi guzarte waqt ki har mouj thaher jaayegi karoge yaad to ye chaand beete zamano ka aaeena hoga ye chaand beete zamano ka aaeena hoga bhatakate abr mein chehara koi bana hoga udaas raah koi dastaan sunayegi udaas raah koi dastaan sunayegi karoge yaad to barasata bheegata mausam dhuan dhuan hoga barasata bheegata mausam dhuan dhuan hoga pighalati shammon pe dil ka mere guman hoga hatheliyon ki heena yaad kuchh dilayegi hatheliyon ki heena yaad kuchh dilayegi karoge yaad to gali ke mod pe soona sa koi darwaaza gali ke mod pe soona sa koi darwaaza tarasati aankhon se rasta kisi ka dekhega nigah door talak jaa ke laut aayegi nigah door talak jaa ke laut aayegi karoge yaad to har baat yaad aayegi guzarte waqt ki har mouj thaher jayegi karoge yaad to
phir chhidi raat baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki phool ke haar phool ke gajre phool ke haar phool ke gajre shaam phoolon ki raat phoolon ki shaam phoolon ki raat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki aapkaa saath saath phoolon kaa aapkaa saath saath phoolon kaa aap ki baat baat phoolon ki aap ki baat baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki phool khilte rahenge duniyaa mein phool khilte rahenge duniyaa mein roz niklegi baat phoolon ki roz niklegi baat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki nazren milti hain jaam milte hain nazren milti hain jaam milte hain mil rahi hai hayaat phoolon ki mil rahi hai hayaat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki ye mehkti huyi gazal makhdoon ye mehkti huyi gazal makhdoon jaise sehraa mein raat phoolon ki jaise sehraa mein raat phoolon ki phir chhidi raat baat phoolon ki raat hai yaa baaraat phoolon ki
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekh Lo Aaj Humko Bazaar (1982) 04:40 12866
 
Poster of Bazaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Mirza Shauq
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Jagjit Kaur
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Supriya Pathak
Duration : 04:40   Song Number : 12866   

Dikhayi Diye Yun Bazaar (1982) 04:20 20343
 
Poster of Bazaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Meer Taqi Meer
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Smita Patil
Duration : 04:20   Song Number : 20343   

Karoge Yaad To Bazaar (1982) 05:23 20743
 
Poster of Bazaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Bashar Nawaz
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
Singer- 
Bhupinder
On Screen Actors- 
Naseeruddin Shah, Smita Patil
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 05:23   Song Number : 20743   

Phir Chhidi Raat (Duet) Bazaar (1982) 05:13 21100
 
Poster of Bazaar (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Makhdoom
Music Director- 
Khayyam (Sharma Ji)
On Screen Actors- 
Farukh Shekh, Supriya Pathak
Duration : 05:13   Song Number : 21100