Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBeti Bete (1964)
HomeBeti Bete (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


baat itni si hai keh do koi deewano se baat itni si hai keh do koi deewano se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se baat itni si hai keh do koi deewano se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se nayi manzil nayi raahon pe chale hain hum to ye bhi maaloom hai kaanton pe pale hain hum to ghum bhi dar jaata hai hum jaisi hi mastaanon se ghum bhi dar jaata hai hum jaisi hi mastaanon se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se baat itni si hai keh do koi deewano se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se apni taqdeer pe rona badi naadani hai jaan si cheez ko khona badi naadani hai kuchh to dheeraj rakho keh do koi naadaanon se kuchh to dheeraj rakho keh do koi naadaanon se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se baat itni si hai keh do koi deewano se aadmi wo hai jo khela kare toofanon se zindagi wo hai chaman phool bhi khil jaate hain dil ke tukde jo
aaj kal mein dhal gayaa din huaa tamaam tu bhi so jaa so gayi rang bhari shaam aaj kal mein dhal gayaa din huaa tamaam tu bhi so jaa so gayi rang bhari shaam aaj kal mein dhal gayaa so gayaa chaman chaman so gayi kali kali so gaye hain sab nagar so gayi gali gali so gayaa chaman chaman so gayi kali kali so gaye hain sab nagar so gayi gali gali neend keh rahi hai chal meri baahen thaam tu bhi so jaa so gayi rang bhari shaam aaj kal mein dhal gayaa hai bujha bujha saa dil bojh saans saans par jee rahe hain fir bhi hum sirf kal kee aas par hai bujha bujha saa dil bojh saans saans par jee rahe hain fir bhi hum sirf kal kee aas par keh rahi hain chandni le ke tera naam tu bhi so jaa so gayi rang bhari shaam aaj kal mein dhal gayaa kaun aayegaa idhar kis ki raah dekhen hum jin ke aahten suni jaane kis ke the kadam kaun aayegaa idhar kis ki raah dekhen hum jin kee aahten suni jaane kis ke the kadam apanaa koi bhi nahin apane hain to raam tu bhi so jaa so gayi rang bhari
aaj kal mein dhal gayaa din huaa tamaam tu bhi so jaa so gayi rang bhari shaam aaj kal mein dhal gayaa din huaa tamaam tu bhi so jaa so gayi rang bhari shaam aaj kal mein dhal gayaa so gayaa chaman chaman so gayi kali kali so gaye hain sab nagar so gayi gali gali so gayaa chaman chaman so gayi kali kali so gaye hain sab nagar so gayi gali gali neend keh rahi hai chal meri baahein thaam tu bhi so jaa so gayi rang bhari shaam aaj kal mein dhal gayaa hai bujha bujha saa dil bojh saans saans par jee rahe hain phir bhi hum sirf kal ki aas par hai bujha bujha saa dil bojh saans saans par jee rahe hain phir bhi hum sirf kal ki aas par keh rahi hai chaandani le ke teraa naam tu bhi so jaa so gayi rang bhari shaam aaj kal mein dhal gayaa kaun aayega idhar kis ki raah dekhein hum jin ki aahatein suni jaane kis ke thei kadam kaun aayega idhar kis ki raah dekhein hum jin ki aahatein suni jaane kis ke thei kadam apna koi bhi nahin apne hain to raam tu bhi so jaa so gayi rang
agar teri jalwa numai na hoti agar teri jalwa numai na hoti khuda ki kasam ye khudayi na hoti agar teri jalwa numai na hoti khuda ki kasam ye khudayi na hoti agar aankh tumse milaayi na hoti meri zindagi muskurayi na hoti agar aankh tumse milaayi na hoti meri zindagi muskurayi na hoti baharon ka mausam na hota suhaana baharon ka mausam na hota suhaana tere dum kadam se hua ashiqana tere dum kadam se hua ashiqana nazaaron mein ye dilrubayi na hoti khuda ki kasam ye khudayi na hoti agar aankh tumse milaayi na hoti meri zindagi muskurayi na hoti tere pyar ne mujh par ehsaan kiya hai tere pyar ne mujh par ehsaan kiya hai mera dil liya hai mujhe dil diya hai mera dil liya hai mujhe dil diya hai agar toone ulfat nibhayi na hoti meri zindagi muskurayi na hoti agar teri jalwa numai na hoti khuda ki kasam ye khudayi na hoti agar noor tera na aata jahaan mein agar noor tera na aata jahaan mein to rakha hi kya tha zameen aasmaan mein to rakha hi kya tha zameen aasmaan mein ke
gori chalo naa hans ki chaal zamaana dushman hai teri umr hai solaa saal zamaana dushman hai kuchh parwaah nahin sarkaar zamaana dushman ho mujhe tum se hua hai pyaar zamaana dushman ho o gori chalo naa hans ki chaal zamaana dushman hai teri umr hai solaa saal zamaana dushman hai ho chaand si ujli haseena tum chhod do aana jaana rokega tumhaari raahen hum jaisa koi deewana koi laakh lagaaye pehre main pehre tod ke aaun hoon tere milan ki pyaasi main duniyaa chhod ke aaun o gori chalo naa hans ki chaal zamaana dushman hai teri umr hai solaa saal zamaana dushman hai kuchh parwaah nahin sarkaar zamaana dushman ho mujhe tum se hua hai pyaar zamaana dushman ho ye ishq hai aag ka dariyaa tum soch samjh ke utarnaa hain iss mein hazaaron toofaan aasaan nahin hai guzarna jab pyaar ka bandhan baandha phir aag ho yaa ho paani darr jaaye wo kaisi ulfat darr jaaye wo kaisi jawaani o gori chalo naa hans ki chaal zamaana dushman hai teri umr hai solaa saal zamaana dushman hai
nainon waali tere naina jaadoo kar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jaadoo kar gaye ho naina jaadoo kar gaye teer ban ke mere seene mein utar gaye ho nainon waali tere naina jaadoo kar gaye ho nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jaadoo kar gaye ho naina jaadoo kar gaye teer ban ke mere seene mein utar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jhuki jhuki wo sharaabi aankhen gulaab jaisi gulaabi aankhen jhuki jhuki wo sharaabi aankhen gulaab jaisi gulaabi aankhen nazar mili to jaane hum kidhar kidhar gaye hum kidhar kidhar gaye hum kidhar kidhar gaye chaand par utar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye jaadoo kar gaye ho naina jaadoo kar gaye teer ban ke mere seene mein utar gaye nainon waali tere naina jaadoo kar gaye naa door jaa tu haseen saaye naa ajnabi tu naa hum paraaye naa door jaa tu haseen saaye naa ajnabi tu naa hum paraaye ke zindagi ke raaste sanwar sanwar gaye ho sanwar gaye gaye ho
aa aaaa aaa aa aa aaaa aaaa aa radhike toone bansari churaayi radhike toone bansari churaayi bansoori churaayi kya tere mann aayi bansoori churaayi kya tere mann aayi kaahe ko raag machaayi machaayi re radhike toone bansari churaayi radhike toone bansari churaayi de doongi keh kasmein khaaye aaa aa aa aa aa aa aa de doongi keh kasmein khaaye kahaan chhupaayi par na bataaye kahaan chhupaayi par na bataaye nat khat karat dhitaaye dhitaayi re radhike toone bansoori churaayi radhike toone bansoori churaayi na teri bairan na teri sautan aaa aaa sautan aa aa na teri bairan na teri sautan meri muraliyaa mohe sab ka mann meri muraliyaa mohe sab ka mann kari teri kaun buraayi buraayi re radhike toone bansari churaayi radhike toone bansari churaayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aadmi Wo Hai Jo Beti Bete (1964) 04:05 12888
 
Poster of Beti Bete (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Mahamood
Duration : 04:05   Song Number : 12888   

Aaj Kal Mein (Female) Beti Bete (1964) 05:26 12884
 
Poster of Beti Bete (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Baby Fareeda
Duration : 05:26   Song Number : 12884   

Aaj Kal Mein Dhal Gayaa Beti Bete (1964) 05:56 12885
 
Poster of Beti Bete (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 05:56   Song Number : 12885   

Agar Teri Jalwa Numai Beti Bete (1964) 04:53 12889
 
Poster of Beti Bete (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, B Saroja Devi
Duration : 04:53   Song Number : 12889   

Gori Chalo Naa Beti Bete (1964) 03:34 12886
 
Poster of Beti Bete (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
On Screen Actors- 
Mahamood, Shubha Khote
Duration : 03:34   Song Number : 12886   

Nainon Waali Tere Naina Beti Bete (1964) 03:37 12887
 
Poster of Beti Bete (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:37   Song Number : 12887   

Radhike Toone Bansari Churaayi Beti Bete (1964) 03:16 12287
 
Poster of Beti Bete (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Raag- 
Adana
Duration : 03:16   Song Number : 12287