Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeBiwi O Biwi (1981)
HomeBiwi O Biwi (1981)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


yaar mile dildaar mile tab yaar ila vandachas hai kaafir hai jo yaar kar ke phir ye kahe meri bas hai ek nahin do nahin sau sau baaaaar kahun main zamaane se tumse hai pyaar ek nahin do nahin sau sau baaaaar kahun main zamaane se tumse hai pyaar ek nahin sau nahin laakhon baaaaar hum bhi kahenge tumse hai pyaar yaara o yaara jaana meri jaana hmm yaara o yaara jaana meri jaana deewane ka deewana jab saath nibhaaye waqt meharbaan ho ke yunhi tham jaaye saari duniyaa se pyaara hai pyaar tera tu hi darpan tu hi hai singaar mera hoooo baalmaa saajnaa aajaaa baahon mein pyaar duwaa pyaar wafaa pyaar ek baar kahun main zamaane se tumse hai pyaar yaara o yaara jaana meri jaana hmm yaara o yaara jaana meri jaana tere mere pyaar ke charche rahen sadaa main dharti tu ambar honge kaise judaa pedon ke saaye mein hum tum pyaar karen dhalte sooraj ke aage iqraar karen hooo laajawaab ye shabaab aajaa baahon mein dhoop kahin chhanv kahin chhaaya hai khumaar kahun main zamaane se
gori ho kaali ho yaa nakhre waali ho kaisi bhi dulhan dila de haathon mein tere sab ki hai dori apna bhi chakkar chala de gori ho kaali ho yaa nakhre waali ho kaisi bhi dulhan dila de hooo haathon mein tere sab ki hai dori apna bhi chakkar chala de baajaa bajegaa shaadi rachegi ghunghat mein gori hansegi baajaa bajegaa shaadi rachegi ghunghat mein gori hansegi tune sabhi kaa joda banaaya tune sabhi kaa joda banaaya apna bhi taankaa bhidaa de gori ho kaali ho yaa nakhre waali ho kaisi bhi dulhan dila de hooo haathon mein tere sab ki hai dori apna bhi chakkar chala de jeevan ki gaadi do pahiyon waali ghar ko banaaye ghar waali jeevan ki gaadi do pahiyon waali ghar ko banaaye ghar waali hai door manzil bechain hai dil hai door manzil bechain hai dil gaadi ko dhakka laga de gori ho kaali ho yaa nakhre waali ho kaisi bhi dulhan dila de hey haathon mein tere sab ki hai dori apna bhi chakkar chala de bambai kaa jaadoo aisa hai nyaara koi rahe naa kunwaara bambai kaa
hey hey hey ho ho ho hey hey hey hey hu hu hu hu meri bulbul yun na ho gul is kadar mat sata tu kahan hai aa bhi ja meri bulbul yun na ho gul is kadar mat sata tu kahan hai aa bhi ja aaja meri phoolon waali raani khoyi khoyi meri hai jawaanii aaja meri phoolon waali raani khoyi khoyi meri hai jawaanii tera dar chhod kar jaaun main ab kidhar aa bhi ja aa bhi jaa hoo mere bulbul hmmm yun na ho gul hmmm is kadar hmmm mat sata tu kahan hai aa bhi ja mere bulbul yun na ho gul is kadar mat sata tu kahan hai aa bhi ja hoo suni suni dil ki hai haveli raaja bina raani hai akeli la la la la la la la la la la la la la la hoo suni suni dil ki hai haveli raaja bina raani hai akeli mera mann mera tan tera hai har chaman aa bhi jaa hey meri bulbul yun na ho gul is kadar mat sata tu kahan hai aa bhi jaa mere bulbul yun na ho gul is kadar mat sata tu kahan hai aa bhi jaa mera tera saath rahe aise ganga mein jamuna bahe jaise tere mere pyaar ka taraana yun hi sadaa gayega zamaanaa
are paise ka khel nirala o paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye sathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala yaari kare to hansaaye ho roothe to bhooka sulaye yaari kare to hansaaye ho roothe to bhooka sulaye naam isi ka hai data hai yehi toh vidhata naam isi ka hai data hai yehi toh vidhata are paise bina ghume nahin jogi ki maala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala sone ka hai yeh naati chandi ka hai ye saathi yeh chabi aisi pyaare jo khole har tala paise ka khel nirala nirala re paise ka khel nirala hooo oooo ooooo oooo oooo oooooo la la la la lalalalala daulat se chahat badi hai duniya isi pe khadi hai hoo ooo daulat se chahat badi hai duniya isi pe khadi hai
sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa mohan ki raadha hai majnu ki hai laila har yug mein lagta hai dil waalon ka mela mohan ki raadha hai majnu ki hai laila har yug mein lagta hai dil waalon ka mela ek se do huye pyaar ho gaya are sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa pathar ki masjid ho yaa chaandi ki murat duniyaa mein pyaar bina koi nahin tirath pathar ki masjid ho yaa chaandi ki murat duniyaa mein pyaar bina koi nahin tirath dil se dil jab mile pyaar ho gaya sadiyon se duniyaa mein yahi to kissa hai ek hi to ladki hai ek hi to ladka hai jab bhi ye mil gaye pyaar ho gayaa saagar ki or chale nadiyaa ghunghat khole bhanwaraa bhi kaliyon ke aage peechhe dole
o hooo aa haaaa hooo hoooo hoooo waqt se pehle kismat se jyada waqt se pehle kismat se jyada kisi ko mila hai naa kisi ko milega pyaar se saara gulshan mehke nafrat se koi gul naa khilega waqt se pehle kismat se jyada kisi ko mila hai naa kisi ko milega pyaar se saara gulshan mehke nafrat se koi gul naa khilega ghum ko humne geet bana kar iss duniyaa ka dil behlaaya ghum ko humne geet bana kar iss duniyaa ka dil behlaaya hanste hansaate jaane kaise inn geeton mein tum ko paaya haan hum hain sabke koi naa apna ek din koi apna milega pyaar se saara gulshan mehke nafrat se koi gul naa khilega waqt se pehle kismat se jyada kisi ko mila hai naa kisi ko milega pyaar se saara gulshan mehke nafrat se koi gul naa khilega nain mile aur chain ganwaaya baat puraani phir bhi nayi hai are nain mile aur chain ganwaaya baat puraani phir bhi nayi hai teri nazar ne meri nazar se bin bole ek baat kahi hai haan dekh ke mujhko yun naa lajjaao dil pe phir kaaboo naa rahega pyaar se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ek Nahin Do Nahin Biwi O Biwi (1981) 05:11 12921
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 05:11   Song Number : 12921   

Gori Ho Kali Ho Biwi O Biwi (1981) 05:46 20482
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 05:46   Song Number : 20482   

Meri Bulbul Yun Na Ho Biwi O Biwi (1981) 05:10 20943
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Vithal Bhai Patel
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Poonam Dhillon, Randhir Kapoor
Duration : 05:10   Song Number : 20943   

Paise Ka Khel Nirala Biwi O Biwi (1981) 06:00 37881
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Yogita Bali
Duration : 06:00   Song Number : 37881   

Sadiyon Se Duniyaa Mein Biwi O Biwi (1981) 04:42 21204
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Nida Fazali
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 04:42   Song Number : 21204   

Waqt Se Pehle Biwi O Biwi (1981) 06:13 21407
 
Poster of Biwi O Biwi (1981)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1981
Lyricist
Vithal Bhai Patel
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Randhir Kapoor
Duration : 06:13   Song Number : 21407