Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeC H Atma
HomeC H Atma
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae mere dil tu kabhi unse fariyaad na kar wo tujhe bhool gaye tu bhi ab yaad na kar ae mere dil tu kabhi unse fariyaad na kar wo tujhe bhool gaye tu bhi ab yaad na kar ae mere dil tu kabhi ye hai jeene ki adaa thokren kha ke sambhal phir na sapnon se bana pyaar ka taajmahel char chuka hai jo chaman usko aabaad na kar wo tujhe bhool gaye tu bhi ab yaad na kar ae mere dil tu kabhi bewafa hai jo sanam kya wafa dega humen jisne sau zakham diye kya dawa dega humen o sitamgar ke liye khud ko barbaad na kar wo tujhe bhool gaye tu bhi ab yaad na kar ae mere dil tu kabhi
badle badle rang zamaana pal mein hansaaye pal mein rulaaye nahin jiska nahin jiska koi thikaana re badle sau sau jatan kare man murat unche mahal banaye sau sau jatan kare man murat unche mahal banaye par kismat ki ik thokar se par kismat ki ik thokar se sab maati mein mil jaaye re badle badle rang zamaana pal mein hansaaye pal mein rulaaye nahin jiska nahin jiska koi thikaana re badle hans hans jeevan kaat le manwa hans hans jeevan kaat le manwa sukh ko khel tu dukh ko jhel tu are oooooh ooh oohoh jagmag jagmag kabhi deewali kabhi hai ghor andhera jagmag jagmag kabhi deewali kabhi hai ghor andhera iss jhute jag mein ae manwa iss jhute jag mein ae manwa kya tera kya mera re badle badle rang zamaana pal mein hansaaye pal mein rulaaye nahin jiska nahin jiska koi thikana re badle
chalo na gori chalo na gori machal machal ke abhi to balapan hai chaand si surat chaand si surat prem ki murat paon mein chhachan hai chalo na gori halke halke paon dharo tum mann ki umango mein na baho tum komal tera mann hai chaand si surat chaand si surat prem ki murat paon mein chhachan hai chalo na gori kali se tere honth raseele chhup ke se koi ras na peele kali se tere honth raseele chhup ke se koi ras na peele bhawron ka madhuban hai chalo na gori chaand si surat prem ki murat paon mein chhachan hai chalo na gori kaun na chahe prem ki kaliyan sab ko bhaaye preet ki kaliyan par ye raah kathin hai chalo na gori chalo na gori machal machal ke abhi to balapan hai chaand si surat chaand si surat prem ki murat paon mein chhachan hai chalo na gori
ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge kab apni daya ka sheetal jal barsaaoge ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge radha gopi ke jeevan dhan radha gopi ke jeevan dhan man ko bana lo mere vrindavan kab mere man mein jyoti jagane jyoti jagane aaoge ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge tum girdhar meera bai ke tum girdhar meera bai ke tum sanwariya ho nar sikhe tum sanwariya ho nar sikhe prabhu kab meri jeevan naiyya naiyya paar lagaoge ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge ghanshyam hriday ke aangan mein kab aaoge
hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe hai dum nikle hazaaron khwahishen aisi ke har khwahish pe hai dum nikle bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle bahut nikle mere armaan lekin phir bhi kam nikle nikalna khuld se nikalna khuld se aadam ka sunte aaye hain lekin bahut beaabru ho kar tere kooche se hum nikle bahut beaabru ho kar tere kooche se hum nikle muhabbat mein nahin hai fark marne aur jeene ka muhabbat mein nahin hai fark marne aur jeene ka ussi ko ussi ko dekh kar jeete hain jiska sirf dum nikle ussi ko dekh kar jeete hain jiska sirf dum nikle kahaan maikhaane ka darwaaza ghaalib kahaan maikhaane ka darwaaza ghaalib aur kahaan baayaz par itna par itna jaante hain kal wo jaata tha ki hum nikle par itna jaante hain kal wo jaata tha ki hum nikle hazaaron khwahishen aisi ki har khwahish pe dum nikle
jeevan ek adhura sapna kuchh dekha kuchh baaki hai jeevan ek adhura sapna kuchh dekha kuchh baaki hai dukh se sukh ka rishta naata dukh se sukh ka rishta naata kuchh dekha kuchh baaki hai jeevan ek adhura sapna ik aasha ka jalta bhujhta deepak le kar saath chala jeevan ki iss ghor andheri raahon mein din raat chala pag pag par pag pag par kaanton ka dera pag pag par kaanton ka dera kuchh dekha kuchh baaki hai jeevan ek adhura sapna kaun hai apna kaun paraaya kaun hai apna kaun paraaya sab ko jaana pechaana daaman aaye koi yahaan par daaman aaye koi yahaan par ye jag bhi hai begaana jo thaaaaaaaaaaaa jo tha so apne bhaag mein likha kuchh dekha kuchh baaki hai jeevan ek adhura sapna kuchh dekha kuchh baaki hai dukh se sukh ka rishta naata dukh se sukh ka rishta naata kuchh dekha kuchh baaki hai jeevan ek adhura sapna
kaisa pyaar kahaan ki muhabbat baaten hain behlaane ki baaten hain behlaane ki kaisa pyaar kahaan ki muhabbat baaten hain behlaane ki baaten hain behlaane ki chaar kadam chal kar har saathi baad mein yun tal jaaye chaar kadam chal kar har saathi baad mein yun tal jaaye jaise suboh ko suraj nikle jaise suboh ko suraj nikle shaam o samay dhal jaaye hooo oooo kaisa pyaar kahaan ki muhabbat baaten hain behlaane ki baaten hain behlaane ki hasne kaa anjaam hai rona chaahat ka ruswaayi hasne kaa anjaam hai rona chaahat ka ruswaayi dhundha jab bhi saath kisi kaa dhundha jab bhi saath kisi kaa mili humen tanhaayi hooo oooo kaisa pyaar kahaan ki muhabbat baaten hain behlaane ki baaten hain behlaane ki
Kaun Nagar Tera Door
kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye phir socha ke khaamosh rahen reh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye samjhaa naa mera ghum koi iss baat ka ghum hai phir bhi mere dil tujhko wafaaon ki kasam hai aankhon mein hon aansoo bhi magar beh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye phoolon se chaman aasmaan taaron se bhara hai umeed kaa daaman mera khaaron se bhara hai kismat ne sitam aise kiye seh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye phir socha ke khaamosh rahen reh nahin paaye kehne ko bahut kuchh tha magar keh nahin paaye
diya jalaoon diya jalaoon main ghee ka diya jalaon re ghar aao main ghee ka diya jalaon re ghar aao chain na din bhar rainan nindiya chain na din bhar rainan nindiya bikhar gayi bisar gayi maathe ki bindiya nainan neer bahaun re ghar aao ghar aao main ghee ka diya jalaon re ghar aao badi der se khadi suhagan badi der se khadi suhagan raah takat hai bihaari aao mann ke meet ab aao aao mann ke meet ab aao pooja karun tehaari ghar aao main ghee ka diya jalaon re ghar aao
nainon mein nainon mein do nain samaye laakhon jatan kiye par man ko chain kahan se aaye nainon mein do nain samaye ab tak mere madhur pyar ko tum ne jaan na paaya man ki kitni gehraayi mein maine tumhe chhupaya prem agan badhti hi jaaye prem agan badhti hi jaaye kaise koi dabaye nainon mein do nain samaye ek baar tum aa jao to nainan pyaas bhuja loon wo matwali bholi bhali surat man mein basa loon tum bin suna jeewan mera tum bin suna jeewan mera yunhi beet na jaaye nainon mein do nain samaye
aaaa aa aaaa aaaa aa aaaa odh chunariya taaron ki odh chunariya taaron ki chanda ko lene raat chali odh chunariya taaron ki kar solaah singaar baawarii kar solaah singaar baawarii mehndi se rang haath chali odh chunariya taaron ki badi badi umeedein le kar badi badi umeedein le kar chali piya ko manaane mann hi mann mein darti hai wo maane ya na maane haye ye deewaane dil mein dil ki le kar baat chali odh chunariya taaron ki jab usne ki apne de ke aankh uski bhar aayi ye thi apna jise samajhti nikla wo harjaai ye baawarii prem ki dekho aaj hai le kar ghaat chali odh chunariya taaron ki chanda ko lene raat chali odh chunariya taaron ki
pritam aan milo pritam aan milo dukhiyaa jiyaa bulaaye pritam aan milo pritam aan milo pritam aan milo dukhiyaa jiyaa bulaaye pritam aan milo pritam aan milo raat andheri aayi baalma raat andheri aayi baalma mann mora ghabaraye hai door ped par baitha panchhi yehi ratanaa lagaye hai aan milo pritam aan milo pritam aan milo pritam aan milo bheegi raat mein ped ke neeche aankh micholi khel rachaayaa bheegi raat mein ped ke neeche aankh micholi khel rachaayaa pritam yaad karo jab tumne prem bharaa ik geet sunaayaa aan milo pritam aan milo pritam aan milo pritam aan milo
yaaro mujhe maaf karo main nashen mein hoon yaaro mujhe maaf karo main nashen mein hoon ab do to jaam khaali hi do main nashen mein hoon yaaro mujhe maaf karo maazur ho jo paaun mera betarah pade maazur ho jo paaun mera betarah pade betarah pade tum sargara to mujhse naa ho main nashen mein hoon yaaro mujhe maaf karo yaa haathon haath lo mujhe jaise ke jaam e mai yaa haathon haath lo mujhe jaise ke jaam e mai jaise ke jaam e mai yaa thodi door saath chalo main nashen mein hoon yaaro mujhe maaf karo main nashen mein hoon yaaro mujhe maaf karo
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Mere Dil Tu Kabhi C H Atma 03:05 19995
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:05   Song Number : 19995   

Badle Rang Zamaana C H Atma 03:21 36575
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1957
Lyricist
Bharat Vyas
Music Director- 
Kanu Ghosh
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:21   Song Number : 36575   

Chalo Na Gori Machal Machal Ke (Geet) C H Atma 02:41 16530
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 02:41   Song Number : 16530   

Ghanshyam Hriday Ke C H Atma 02:53 32242
 
Poster of C H Atma
 
Category
Bhajan
Singer- 
C H Atma
Duration : 02:53   Song Number : 32242   

Hazaaron Khwahishen Aisi C H Atma 03:17 38518
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Lyricist
Mirza Ghalib
Music Director- 
Bulo C Rani
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:17   Song Number : 38518   

Jeevan Ek Adhura Sapna C H Atma 03:34 16136
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Singer- 
C H Atma
Duration : 03:34   Song Number : 16136   

Kaisa Pyaar Kahaan Ki Muhabaat C H Atma 03:09 16128
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Duration : 03:09   Song Number : 16128   

Kaun Nagar Tera Door C H Atma 02:55 38802
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Year- 
1954
Singer- 
C H Atma
Duration : 02:55   Song Number : 38802   

Kehne Ko Bahut Kuchh Tha C H Atma 03:39 31150
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Duration : 03:39   Song Number : 31150   

Main Ghee Ka Diya Jaloon (Geet) C H Atma 02:46 16531
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 02:46   Song Number : 16531   

Nainon Mein Do Nain Samaye (Geet) C H Atma 02:40 16532
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Music Director- 
Pankaj Mullick
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 02:40   Song Number : 16532   

Odh Chunariya Taaron Ki (Geet) C H Atma 03:07 15632
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
S R Rajan
Music Director- 
S R Rajan
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 03:07   Song Number : 15632   

Pritam Aan Milo C H Atma 03:03 31119
 
Poster of C H Atma
 
Category
Hindi Non Film
Lyricist
Saroj Mohini
Music Director- 
O P Nayyar
Singer- 
C H Atma
On Screen Actors- 
C H Atma
Duration : 03:03   Song Number : 31119   

Yaaro Mujhe Maaf Karo C H Atma 02:54 31062
 
Poster of C H Atma
 
Category
Ghazal
Duration : 02:54   Song Number : 31062