Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeCoolie (1983)
HomeCoolie (1983)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


alla rakha alla rakha donon jawaani ki masti mein choor hey donon jawaani ki masti mein choor tera kusoor na mera kusoor na tune signal dekha na maine signal dekha accident ho gaya rabba rabba accident ho gaya rabba rabba donon jawaani ki masti mein choor tera kusoor na mera kusoor na tune signal dekha na maine signal dekha accident ho gaya rabba rabba accident ho gaya agreement ho gaya parmanent ho gaya rabba rabba hum do anadi na dekha agaadi na dekha pichhadi patdi pe daal di ye dil ki gaadi hum do anadi na dekha agaadi na dekha pichhadi patdi pe daal di ye dil ki gaadi na tune batti dekhi na maine jhandi dekhi accident ho gaya rabba rabba accident ho gaya agreement ho gaya parmanent ho gaya rabba rabba alla rakha raahen shabaab thi umren hizaab thi tu benaqaab thi tu benaqaab thi mausam ki bhi kuchh niyat kharaab thi mausam ki bhi kuchh niyat kharaab thi na tune khatra dekha na maine khatra dekha accident ho gaya rabba rabba accident ho gaya agreement ho gaya
Hum Ka Ishaq Hua
lambuji lambuji bolo tinguji lambuji lambuji haan bolo tinguji mere raste mein taang na adaana mere raste mein taang na adaana iss kanya ko haath na lagaana ho haath na lagaana eh tinguji tinguji haan bolo lambuji tinguji tinguji haan bolo lambuji mere raste mein taang na adaana mere raste mein taang na adaana iss kanya ko haath na lagaana ho haath na lagaana tinguji tinguji bolo lambuji lambuji lambuji bolo tinguji ho dekha isse maine tumse pehle are dhundha isse maine tumse pehle are dekha isse maine tumse pehle hey dhundha isse maine tumse pehle par le rahi hai yeh naam mera chhodo ji yeh hai inaam mera inaam mera lambuji lambuji bolo tinguji mere gusse ko na neend se jagaana iss kanya ko haath na lagaana ho haath na lagaana lambuji lambuji kya bolo tinguji dam dhidam dai dam dhirtam ayyo dam dhidam dai dam dhirtam madraas se main aaya hoon bombay raste mein ho gaye tum kitne lambe lambi udaane kad kitna chhota iss khel mein kya chhota kya mota kya chhota kya
nazar roza e mustufa dhundhati hai dayar e rasool e khuda dhundhati hai mubarak ho tum sabko hajj ka mahina mubarak ho tum sabko hajj ka mahina na thi meri kismat ke dekhun madina madine wale se madine wale se mera salaam kehna madine wale se mera salaam kehna phata mere ghum se samandar ka bhi seena phata mere ghum se samandar ka bhi seena na thi meri kismat ke dekhun madina madine wale se mera salaam kehna madine wale se mera salaam kehna wahan koi chhota na koi bada hai wahan har bashar ek saff mein khada hai wahan koi chhota na koi bada hai wahan har bashar ek saff mein khada hai mohammad ki chaukhat pe jo gir pada hai mohammad ki chaukhat pe jo gir pada hai usi ka hai marna usi ka hai jeena usi ka hai marna usi ka hai jeena na thi meri kismat ke dekhun madina madine wale se mera salaam kehna madine wale se mera salaam kehna bahut door hoon main bahut door hoon main tere asstaan se meri haazari le le aaka yahaan se mujhe baksh de zabt ke imtihaan se ke majboor
mujhe peene ka shauk nahin peeta hoon ghum bhulane ko mujhe peene ka shauk nahin peeta hoon ghum bhulane ko teri yaadein mitaane ko teri yaadein mitaane ko peeta hoon ghum bhulane ko mujhe peene ka shauk nahin peeti hoon ghum bhulane ko teri yaadein mitaane ko teri yaadein mitaane ko peeti hoon ghum bhulane ko mujhe peene ka shauk nahin peeta hoon ghum bhulane ko laakhon mein hazaaron mein ik tu na nazar aayi laakhon mein hazaaron mein ik tu na nazar aayi tera koi khat aaya na koi khabar aayi kya toone bhula daala kya toone bhula daala apne iss deewane ko mujhe peene ka shauk nahin peeti hoon ghum bhulane ko khoyi wo kitaabein dil jis dil ka hai ye kissa khoyi wo kitaabein dil jis dil ka hai ye kissa ik hissa hai paas mere tere paas hai ik hissa main poora karon kaise iss dil ke fasaane ko mujhe peene ka shauk nahin peeta hoon ghum bhulane ko mil jaate agar ab hum aag lag jaati paani mein mil jaate agar ab hum aag lag jaati paani mein bachapan se wahi dosti ho
saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain uthate hain bojh uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain log aate hain log jaate hain hum yahin pe khade reh jaate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain chaar ka kaam hai ek ka daam hai chaar ka kaam hai ek ka daam hai khoon mat pijiye aur kuchh dijiye ik rupaiya hai kam hum khuda ki kasam badi mehnat se roti kamaate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain thoda pani piya yaad rab ko kiya bhookh bhi mit gayi pyaas bhi bujh gayi thoda pani piya yaad rab ko kiya bhookh bhi mit gayi pyaas bhi bujh gayi kaam har haal mein naam ko saal mein id ki ek chhutti manaate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain saari duniyaa ka bojh hum uthate hain jeena mushkil to hai apna bhi dil to hai dil mein armaan hai hum bhi insaan hai jeena mushkil to hai apna bhi dil to hai dil mein armaan hai hum bhi insaan hai
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Alla Rakha (Accident Ho Gaya) Coolie (1983) 06:14 18120
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rati Agnihotri
Duration : 06:14   Song Number : 18120   

Humka Ishq Hua Coolie (1983) 04:01 36255
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rati Agnihotri
Duration : 04:01   Song Number : 36255   

Lambuji Lambuji Coolie (1983) 06:08 37803
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 06:08   Song Number : 37803   

Mubarak Ho Tum Sabko Coolie (1983) 06:33 18455
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan
Duration : 06:33   Song Number : 18455   

Mujhe Peene Ka Shauk Nahin Coolie (1983) 06:26 18136
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Rishi Kapoor, Waheeda Rehman
Duration : 06:26   Song Number : 18136   

Saari Duniyaa Ka Bojh Coolie (1983) 05:44 18284
 
Poster of Coolie (1983)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1983
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Shabbir Kumar
On Screen Actors- 
Amitabh Bachchan, Rati Agnihotri
Duration : 05:44   Song Number : 18284