Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDil Hi To Hai (1963)
HomeDil Hi To Hai (1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bhoole se muhabbat kar baitha naadan tha bechaara dil hi to hai oooo oooo oooo har dil se khata ho jaati hai bigdon na khudara dil hi to hai dil hi to hai iss tarah nighaahen mat phero iss tarah nighaahen mat phero aisa na ho dhadkan ruk jaaye aisa na ho dhadkan ruk jaaye seene mein koi pathar to nahin seene mein koi pathar to nahin ehsaas ka maara dil hi to hai oooo oooo oooo har dil se khata ho jaati hai bigdon na khudara dil hi to hai dil hi to hai bedaadgaron ki thokar se bedaadgaron ki thokar se sab khawaab suhaane choor huye sab khawaab suhaane choor huye ab dil ka sahaara ghum hi to hai ab dil ka sahaara ghum hi to hai ab ghum ka sahaara dil hi to hai dil hi to hai bhoole se muhabbat kar baitha naadan tha bechaara dil hi to hai oooo oooo oooo har dil se khata ho jaati hai bigdon na khudara dil hi to hai dil hi to hai
chura le na tumko ye mausam suhaana khuli waadiyon mein akeli na jaana lubhataa hai mujhko ye mausam suhaana main jaaungi tum mere peechhe na aana lipat jaayega koi bebaak jhonka jawaani ke rau mein na aanchal udaana hooo mere waaste tum preshaan na hona mujhe khoob aata hai daaman bachana mujhe khoob aata hai daaman bachana main jaaungi tum mere peechhe na aana chura le na tumko ye mausam suhaana khuli waadiyon mein akeli na jaana ghataa bhi kabhi choom leti hai chehraa samajh soch kar rukh se zulfen hataana hooo ghata mere nazdik aa kar to dekhe inn aankhon ne seekha hai bijli girana inn aankhon ne seekha hai bijli girana main jaaungi tum mere peechhe na aana chura le na tumko ye mausam suhaana khuli waadiyon mein akeli na jaana main jaaungi tum mere peechhe na aana khuli waadiyon mein akeli na jaana
dil jo bhi kahega manenge duniya mein hamara dil hi to hai har haal mein jisne saath diya wo ek bechara dil hi to hai koi saathi na koi sahara koi manzil na koi kinara ruk gaye jis jagah dil ne roka chal diye jis taraf dil pukara hum pyaar ke pyaase logon ki hum pyaar ke pyaase logon ki manzil ka ishaara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai dil jo bhi kahega manenge duniya mein hamara dil hi to hai haar mani nahin zidagi se hans ke milte rahe har kisi se kyun na iss dil pe qurbaan jayen seh liye jisne ghum bhi khushi se sukh mein jo na khele hum hi to hain sukh mein jo na khele hum hi to hain dukh se jo na haara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai apni zindadili ke sahare humne din zindagi ke guzare warna iss be murwat jahan mein aur kabze mein kya hai hamare har cheez hai daulat walon ki har cheez hai daulat walon ki mufliss ka sahara dil hi to hai duniya mein hamara dil hi to hai
gusse mein jo nikhraa hai uss husn kaa kya kehna kuchh der abhi humse tum yun hi khafaa rehna kuchh der abhi humse tum yun hi khafaa rehna iss husn ke shole ki tasveer bana len hum tasveer bana len hum inn garm nighaahon ko seene se laga len hum seene se laga len hum pal bhar isi aalam mein pal bhar isi aalam mein aye jaane adaa rehna kuchh der abhi humse tum yun hi khafaa rehna ye dehka hua chehra ye bikhri huyi zulfen ye bikhri huyi zulfen ye badhti huyi dhadkan ye chadti huyi saansen ye chadti huyi saansen samaan e kazaa ho tum samaan e kazaa ho tum samaan e kazaa rehnaa kuchh der abhi humse tum yun hi khafaa rehna pehle bhi hansi thi tum lekin ye haqeeqat hai lekin ye haqeeqat hai wo husn musibat tha ye husn qayamat hai ye husn qayamat hai auron se to badh kar ho auron se to badh kar ho khud se bhi siwaa rehna kuchh der abhi humse tum yun hi khafaa rehna
aa aa aa aa aa aa aa aa laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag chunri mein daag chhupaaon kaise ghar jaaon kaise laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag ho gayi maili mori chunariyaa kore badan si kori chunariyaa ho gayi maili mori chunariyaa kore badan si kori chunariyaa aa aa aa jaake baabul se najrein milaaon kaise ghar jaaon kaise laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag bhool gayi sab vachan bidaa ke kho gayi main sasuraal mein aake bhool gayi sab vachan bidaa ke kho gayi main sasuraal mein aake aa aa aa jaake baabul se najrein milaaon kaise ghar jaaon kaise laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag chhupaaon kaise laaga chunri mein daag kori chunariyaa aatma mori mael hai maaya jaal kori chunariyaa aatma mori mael hai maaya jaal wo duniya more baabul ka ghar ye duniya sasuraal haan jaake baabul se najrein milaaon kaise ghar jaaon kaise
haa aa aa aa aa raaz ki baat hai mehfil mein kahe ya na kahe bas gaya hai koi iss dil mein kahe ya na kahe kahe ya na kahe nigaahein milaane ko jee chahta hai nigaahein milaane ko jee chahta hai ho nigaahein milaane ko jee chahta hai dilo jaan lutaane ko jee wo tauhmat jise ishq kehti hai duniyaa aa aa aa aa aa wo tauhmat jise ishq kehti hai duniyaa kehti hai duniyaa wo tauhmat jise ishq kehti hai duniyaa wo tauhmat uthane ko jee chahta hai wo tauhmat uthane ko jee aa aa aa aa aa aa aa kisi ke manaane mein lazzat wo paayi kisi ke manaane mein lazzat wo paayi lazzat wo paayi kisi ke manaane mein lazzat wo paayi ji phir rooth jaane ko jee chahta hai ke phir rooth jaane ko jee wo jalwa jo oojhal bhi hai saamne bhi wo jalwa jo oojhal bhi hai saamne bhi hai saamne bhi wo jalwa jo oojhal bhi hai saamne bhi wo jalwa churaane ko jee chahta hai wo jalwa churaane ko jee ho jis ghadi meri nigaahon ko teri deed huyi wo ghdi mere liye aish ki tamheed huyi jab kabhi maine tera
tumhaari mast nazar gar idhar nahin hoti nashe mein choor fida iss qadar nahin hoti parda uthe salaam ho jaaye parda uthe salaam ho jaaye parda uthe salaam ho jaaye baat ban jaaye kaam ho jaaye baat ban jaaye kaam ho jaaye chaand baadal mein chhupega kaise husn aanchal mein chhupega kaise chaand baadal mein chhupega kaise husn aanchal mein chhupega kaise main hoon betaab tum ho bekhwaab kyun na deedaar e aam ho jaaye aye habeeb mera tujhko salaam tujhko salaam aye habeeb mera tujhko salaam ishq badnaam na hone paaye shauk nakaam na hone paaye ishq badnaam na hone paaye shauk nakaam na hone paaye zulm aur bair kar chuke gair ab muhabbat ka naam ho jaaye parda uthe salaam ho jaaye aha baat ban jaaye kaam ho jaaye dil pe gairon ka izaara kyun ho ye sitam humko gawaara kyun ho dil pe gairon ka izaara kyun ho ye sitam humko gawaara kyun ho sainkdon ghum seh chuke hum ab ye kissa tamaam ho jaaye parda uthe salaam ho jaaye baat ban jaaye kaam ho jaaye tujhko salaam tujhko
tum agar mujhko na chaaho to koi baat nahin tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi ab agar mail nahin hai to judaai bhi nahin baat todi bhi nahin tumne banai bhi nahin ye sahara hi bahot hai mere jeene ke liye tum agar meri nahin ho to parayi bhi nahin mere dil ko na saraaho mere dil ko na saraaho to koi baat nahin to koi baat nahin gair ke dil ko saraahogi to mushkil hogi tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi tum haseen ho tumhen sab pyaar hi kartein honge main jo marta hoon to kya aur bhi marte honge sabki aankhon mein issi shauk ka toofan hoga sabke seene mein yahi dard ubharte honge mere gham mein na karaaho mere gham mein na karaaho to koi baat nahin to koi baat nahin aur ke gham mein karaahogi to mushkil hogi tum kisi aur ko chaahogi to mushkil hogi phool ki tarah haso sabki nigahon mein raho apni masoom jawani ki panaahon mein raho mujhko wo din na dikhana tumhein apni hi kasam main tarasta rahoon tum gair ki
tumhari mast nazar tumhari mast nazar garr idhar nahin hoti nashe mein choor fiza iss kadar nahin hoti tumhari mast nazar aa aa aa aa tumhin ko dekhne ki dil mein aarzooein hain tumhin ko dekhne ki dil mein aarzooein hain dil mein aarzooein hain tumhare aage hi oonchi nazar nahin hoti tumhare aage hi oonchi nazar nahin hoti tumhari mast nazar khafa na hona agar badhke thaam loon daaman khafa na hona agar badhke thaam loon daaman badhke thaam loon daaman ye dil fareb khataa jaankar nahin hoti ye dil fareb khataa jaankar nahin hoti tumhare aane talak hum ko hosh rehta hai tumhare aane talak hum ko hosh rehta hai hum ko hosh rehta hai phir iske baad humein kuchh khabar nahin hoti phir iske baad humein kuchh khabar nahin hoti tumhari mast nazar
yun hi dil ne chaaha tha rona rulaana teri yaad to ban gayi ik bahaana yun hi dil ne chaaha tha rona rulaana teri yaad to ban gayi ik bahaana humen bhi nahin ilm hum jiss pe roye wo beeti ruten hai ke aataa zamaana wo beeti ruten hai ke aataa zamaana teri yaad to ban gayi ik bahaana ghum e dil bhi hai aur ghum e zindagi bhi naa iska thikana naa uska thikana ghum e dil bhi hai aur ghum e zindagi bhi naa iska thikana naa uska thikana naa iska thikana naa uska thikana teri yaad to ban gayi ik bahaana koi kiss pe tadpe koi kiss pe roye idhar dil jalaa hai udhar aashiyaana idhar dil jalaa hai udhar aashiyaana teri yaad to ban gayi ik bahaana yun hi dil ne chaaha tha rona rulaana teri yaad to ban gayi ik bahaana
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bhoole Se Muhabbat Dil Hi To Hai (1963) 03:02 13099
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 03:02   Song Number : 13099   

Chura Le Na Tumko Dil Hi To Hai (1963) 03:19 13103
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Raag- 
Jaunpuri
Duration : 03:19   Song Number : 13103   

Dil Jo Bhi Kahega Dil Hi To Hai (1963) 03:16 15630
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:16   Song Number : 15630   

Gusse Mein Jo Nikhraa Dil Hi To Hai (1963) 03:15 13102
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor
Duration : 03:15   Song Number : 13102   

Laaga Chunri Mein Daag Chhupaaon Kaise Dil Hi To Hai (1963) 05:31 20819
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:31   Song Number : 20819   

Nigaahein Milaane Ko Jee Chahta Hai Dil Hi To Hai (1963) 06:39 12181
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Asha Bhosle, Chorus
On Screen Actors- 
Nutan
Raag- 
Yaman
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 06:39   Song Number : 12181   

Parda Uthe Salaam Ho Dil Hi To Hai (1963) 04:28 40944
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 04:28   Song Number : 40944   

Tum Agar Mujhko Na Chaho Dil Hi To Hai (1963) 04:28 13100
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Raag- 
Kalyan
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 04:28   Song Number : 13100   

Tumhari Mast Nazar Dil Hi To Hai (1963) 03:25 12035
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 03:25   Song Number : 12035   

Yun Hi Dil Ne Chaaha Dil Hi To Hai (1963) 03:19 13101
 
Poster of Dil Hi To Hai (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Sahir Ludhianvi
Music Director- 
Roshan (Lal)
Singer- 
Suman Kalyanpur
On Screen Actors- 
Raj Kapoor, Nutan
Duration : 03:19   Song Number : 13101