Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDil Ne Pukara (1967)
HomeDil Ne Pukara (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dekha hai sabhi ne chaand ko dekha hai sabhi ne chaand ko usse kya dekhein tujhe dekh liya sab dekh liya ho tujhe dekh liya sab dekh liya dekha hai sabhi ne chaand ko nazron mein yunhi naraazi hai nazron mein yunhi naraazi hai par dil hi dil mein raazi hai ab duniya jo chaahe soche ab duniya jo chaahe soche hum kyun jaane tujhe jaan liya sab jaan liya tujhe jaan liya sab jaan liya dekha hai sabhi ne chaand ko honthon pe aab e hayat liye honthon pe aab e hayat liye chalti hai baharein saath liye tere jaisa haseen koi aur bhi ho tere jaisa haseen koi aur bhi ho usse kyun maane tujhe maan liya sab maan liya ho tujhe maan liya sab maan liya dekha hai sabhi ne chaand ko kuchh aise dil ne pukara tujhe kuchh aise dil ne pukara tujhe jannat se zameen par utaara tujhe ab aur khuda ke paas hai kya ab aur khuda ke paas hai kya hum kya maange tujhe maang liya sab maang liya ho tujhe maang liya sab maang liya dekha hai sabhi ne chaand ko dekha hai sabhi ne chaand ko usse kya
khaayi thi kasam ek raat sanam tune bhi kisi ke hone ki hone ki ab roz wohi se aati hai awaaz kisi ke rone ki rone ki khaayi thi kasam aati hai teri jab yaad mujhe bechain bahaaren hoti hain aati hai teri jab yaad mujhe bechain bahaaren hoti hain meri hi tarah is mausam mein ghanghor ghataayen roti hain kehti hai fiza ro mil ke zara ye raat hai mil ke rone ki rone ki khaayi thi kasam maangi thi dua milne ki magar kuchh dard mila kuchh tanhaai maangi thi dua milne ki magar kuchh dard mila kuchh tanhaai tu paas hi reh kar paas nahin roti hai milan ki shehnaai hasrat hi rahe is dil ke haseen armaanon ke pure hone ki hone ki khaayi thi kasam ek raat sanam tune bhi kisi ke hone ki hone ki ab roz wohi se aati hai awaaz kisi ke rone ki rone ki khaayi thi kasam
humko hone laga hai pyaar tumse humko hone laga hai pyaar tumse ooi amma ooi amma ooi amma maa ooi amma maa dil ko aane laga qaraar tumse dil ko aane laga qaraar tumse priyetamma priyetamma priyetamma priyetamma huye jaate hain hum to deewane o chhede aankhon ne teri afsaaneeeee huye jaate hain hum to deewane o chhede aankhon ne teri afsaane kiya jaadoo ye teri adaa ne wafaa ne bhanware bhi ban gaye parwaane mere dil ne pukaaraaaaaa aaaa aaaa mere dil ne pukaara kyaaa kyaaa kyaaa humko hone laga hai pyaar tumse ooi amma ooi amma ooi amma maa ooi amma maa apne kadmon ka bosa hi de de hum kab se baithen hain teri raahon mein ayeen ayeen ayeen ayeen apne kadmon ka bosa hi de de hum kab se baithen hain teri raahon mein kahun kaise machalne laga hai ye dil bhi aane ko teri baahon mein mere dil ne pukaaraaaa aaaaa aaaaa mere dil ne pukaara kyaaa kyaaa kyaaa dil ko aane laga qaraar tumse priyetamma priyetamma priyetamma priyetamma tanhaayi jab dil pe ghir aayi tab jaana
waqt karta jo wafaaaa waqt karta jo wafa aap humaare hote hum bhi auron ki tarha hum bhi auron ki tarha aap ko pyaare hote waqt karta jo wafa apni taqdeer mein pehle hi se kuchh to ghum hai apni taqdeer mein pehle hi se kuchh to ghum hai aur kuchh aap ki fitrat mein wafa bhi kam hai warna jeeti huyi baazi to na haare hote waqt karta jo wafa aap humaare hote waqt karta jo wafa hum bhi pyaase hain ye saaki ko bata bhi na sake hum bhi pyaase hain ye saaki ko bata bhi na sake saamne jaam tha aur jaam utha bhi na sake kaash hum gairet e mehfil ke na maare hote waqt karta jo wafa aap humaare hote waqt karta jo wafa dum ghuta jaata hai seene mein phir bhi zinda hain dum ghuta jaata hai seene mein phir bhi zinda hain tumse kya hum to zindagi se bhi sharminda hain marr hi jaate na jo yaadon ke sahaare hote waqt karta jo wafa aap humaare hote hum bhi auron ki tarha hum bhi auron ki tarha aap ko pyaare hote waqt karta jo wafa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dekha Hai Sabhi Ne Dil Ne Pukara (1967) 04:18 13112
 
Poster of Dil Ne Pukara (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sanjay Khan
Duration : 04:18   Song Number : 13112   

Khaayi Thi Kasam Dil Ne Pukara (1967) 04:29 13111
 
Poster of Dil Ne Pukara (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Prem Varbartani
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Shri
Duration : 04:29   Song Number : 13111   

Ooi Amma Dil Ne Pukara (1967) 05:33 13110
 
Poster of Dil Ne Pukara (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Sanjay Khan, Raj Shri
Duration : 05:33   Song Number : 13110   

Waqt Karta Jo Wafa Dil Ne Pukara (1967) 04:55 11985
 
Poster of Dil Ne Pukara (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sashi Kapoor, Rajshree
Raag- 
Ahir-Bhairav
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:55   Song Number : 11985