Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDilli Ka Thug (1958)
HomeDilli Ka Thug (1958)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


c a t cat cat maane billi r a t rat rat maane chuha are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa are c a t cat cat maane billi r a t rat rat maane chuha are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa aa aa aa aa aa aa aa aa aa aa ari baanwari tu ban jaa meri zara sun main kya kehta hoon zara dekh idhar tujhe hai khabar tu hai kaun aur main kya hoon ari baanwari tu ban jaa meri zara sun main kya kehta hoon zara dekh idhar tujhe hai khabar tu hai kaun aur main kya hoon g o at goat goat maane bakri l i o n lion lion maane sher are dil hai tere panje mein to kya huaaa m a d mad mad maane paagal b o y boy boy maane ladka re matlab iska tum kaho to kya huaaa lage taakne kabhi aapne sheesha le ke munh dekha bhi tumhin ek nahin jahaan mein haseen naa hoga koi humsa bhi lage taakne kabhi aapne sheesha le ke
hum to muhabbat karega duniyaan se nahin darega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega duniyaan se nahin darega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega chupke se aap to dil le ke chale jaate hain peechhe peechhe deewane phir bhi chale aate hain chupke se aap to dil le ke chale jaate hain peechhe peechhe deewane phir bhi chale aate hain juta paalish karega juta paalish karega lekin tum par marega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega thokar se aur bhi armaan ye jawaan hote hain duniyaan mein hum jaise aashiq bhi kaha hote hain thokar se aur bhi armaan ye jawaan hote hain duniyaan mein hum jaise aashiq bhi kaha hote hain laila laila karega laila laila karega thandi aahen bharega chaahe ye zamaana kahe humko deewana aji hum to muhabbat karega door ho ho ke aji yun na sataao humko hum jiyen kaise bhala ye to batao humko door ho ho ke aji yun na sataao humko hum jiyen kaise bhala ye to batao
kisi ka dil lena ho ya kisi ko dil dena ho hanste jaao gaate jaao nazron ko takraate jaao jalwa phir dekho kisi ka dil lena ho ya kisi ko dil dena ho hanste jaao gaate jaao nazron ko takraate jaao jalwa phir dekho aye ji jalwa phir dekho uska nasha hai jo ki jhumega jhumayega ussi ka hai jaam jo ki badh ke uthayega uska nasha hai jo ki jhumega jhumayega ussi ka hai jaam jo ki badh ke uthayega darna na ghabrana na o babu ji sharmana na hanste jaao gaate jaao nazron ko takraate jaao jalwa phir dekho aye ji jalwa phir dekho ankhon se jafaayein aur dil mein wafaayen hain ye toh matwaale dilbar ki adaayen hain ankhon se jafaayein aur dil mein wafaayen hain ye toh matwaale dilbar ki adaayen hain roothe to manana na aur jaaye to bulana na hanste jaao gaate jaao nazron ko takraate jaao jalwa phir dekho aye ji jalwa phir dekho khud to pyaase mare auron ko na peene de yahi to hai duniyaa na jeeye aur na jeene de khud to pyaase mare auron ko na peene de yahi to hai duniyaa na
o babu o lala mausam dekho chala sun le dil kya bola hai koi pyaar karne walaaaa o babu o lala mausam dekho chala sun le dil kya bola hai koi pyaar karne walaaaa o babu o lala sun ja kya kehti hain ye bheegi bheegi raatein aankhon hi aankhon mein ho jaayen do do baatein sun ja kya kehti hain ye bheegi bheegi raatein aankhon hi aankhon mein ho jaayen do do baatein humse nigahein to milaa o babu o lala mausam dekho chala sun le dil kya bola hai koi pyaar karne walaaaaa o babu o lala khoyi khoyi rut hai kuchh behke kuchh behkaye mehfil ki mehfil hai tanhaayi ki tanhaayi khoyi khoyi rut hai kuchh behke kuchh behkaye mehfil ki mehfil hai tanhaayi ki tanhaayi aaja meeta de faasla o babu o lala mausam dekho chala sun le dil kya bola hai koi pyaar karne walaaaaa o babu o lala aaja dil ke raahi ye hain ulfat ke raahi saathi ban ja mera baahon mein le ke baahein aaja dil ke raahi ye hain ulfat ke raahi saathi ban ja mera baahon mein le ke baahein haathon mein mere haath la o
aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa ye bahaar ye samaa ye jhoomti jawaaniyaa ye bahaar ye samaa ye jhoomti jawaaniyaa dekhiye kidhar kidhar jaaiye kahaan kahaan ye bahaar ye samaa behak rahi hai iss tarah husn ishq ki nazar chala hai raah bhool ke jaise koi bekhabar mastiyon mein doob ke lo chali hai zindagi kho gaya hai pyaar ke khaak mein jahaan ye bahaar ye samaa ye jhoomti jawaaniyaa dekhiye kidhar kidhar jaaiye kahaan kahaan ye bahaar ye samaa dekh aisa waqt phir mile naa zindgaani mein gori gori baahon ne laga di aag paani mein kisne rang ghola hai mauj ek shola hai jal rahe hai aaj ye zameen o aasmaan ye bahaar ye samaa ye jhoomti jawaaniyaa dekhiye kidhar kidhar jaaiye kahaan kahaan ye bahaar ye samaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa
ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa ye kya baat hai aaj ki chandni mein ye kya baat hai aaj ki chandni mein ke hum kho gaye pyaar ki raagni mein ye baahon mein baahein ye behki nigahein lo aane laga zindagi ka maza ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa sitaron ki mehfil ne karke ishaara sitaron ki mehfil ne karke ishaara kaha ab to saara jahaan hai tumhara muhabbat jawaan ho khula aasman ho kare koi dil aarzoo aur kya ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe kasam hai tumhein tum agar mujhse roothe rahe saans jab tak ye bandhan na toote tumhein dil diya hai ye wada kiya hai sanam main tumhari rahoongi sada ye raatein ye mausam nadee ka kinara ye chanchal hawa kaha do dilon ne ke milkar kabhi hum na honge judaa ye raatein
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

C A T Cat Maane Billi Dilli Ka Thug (1958) 03:39 20243
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Duration : 03:39   Song Number : 20243   

Hum To Muhabbat Karega Dilli Ka Thug (1958) 03:16 20550
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Nutan
Duration : 03:16   Song Number : 20550   

Kisi Ka Dil Lena Ho Dilli Ka Thug (1958) 04:33 13125
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Smriti Biswas
Duration : 04:33   Song Number : 13125   

O Babu O Lala Mausam Dilli Ka Thug (1958) 04:48 32963
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Smriti Biswas
Duration : 04:48   Song Number : 32963   

Ye Bahaar Ye Samaa Dilli Ka Thug (1958) 03:19 13126
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Minu Mumtaz
Duration : 03:19   Song Number : 13126   

Yeh Raatein Yeh Mausam Dilli Ka Thug (1958) 03:49 21482
 
Poster of Dilli Ka Thug (1958)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1958
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Nutan, Kishore Kumar
Raag- 
Kirawani
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:49   Song Number : 21482