Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDo Dil (1965)
HomeDo Dil (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


kaanton mein phansa aanchal zulfon mein phansa ye dil haye ho gayi mushkil ek jaal mein do panchhi aur donon huye ghayal haye haye ho gayi mushkil kaanton mein phansa aanchal zulfon mein phansa ye dil haye ho gayi mushkil ek jaal mein do panchhi aur donon huye ghayal haye ho gayi mushkil bandar ghadi ghadi gussa bhi hai ghadi ghadi raar bhi jhuki jhuki nazron mein hai zara zara pyaar bhi ghadi ghadi gussa bhi hai ghadi ghadi raar bhi jhuki jhuki nazron mein hai zara zara pyaar bhi zara zara pyaar surat hai badi bholi andaaz bade kaatil haye ho gayi mushkil kaanton mein phansa aanchal zulfon mein phasa ye dil haye ho gayi mushkil are are kahaan chali are are dil ko le ke chali kahaan gori re khuli teri ghaaten saari khuli teri chori re are are dil ko le ke chali kahaan gori re khuli teri ghaaten saari khuli teri chori re khuli teri chori le bol uthe ghungru le bajne lagi paayal haye haye ho gayi mushkil le bol uthe ghungru le bajne lagi paayal haye ho gayi mushkil
mann mora nache tan mora nache chhunan chhunan chhunan chhunan chhunan baje ghunghru teeno re gaye angna mein aaye chhunan chhunan chhunan chhunan chhunan baje ghunghru mann mora nache are o koi jhonka hawa ka aaye mora chori se ghunghat uthaye are o jiya dhak dhak kare ghabraaye kahin chori ye pakadi na jaaye kahan chhipun haye sakhi kahan chhipun haye ki mane na mane na mane na mane na man mora nache tan mora nache chhunan chhunan chhunan chhunan chhunan baje ghunghru mann mora nache are o chhipi baithi thi panghat pe naari lagi dhokhe se mann mein kataari are o piya ji se bulungi haari zara aane to do meri baari suno sakhi pyaari suno sakhi pyaari wo jane na jane na jane na jane mann mora nacha tan mora nache chhunan chhunan chhunan chhunan chhunan baje ghunghru pee more dhaye angana mein aaye chhunan chhunan chhunan chhunan chhunan baje ghunghru mann mora nache
kahaan hai tuuuu tu kahaan hai aajaaaa ae mere sapnon ke raaja pyasi hirni ban ban dhaye koi shikari aaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye koi shikari aaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye oo oo oo oo oo oo oo oo oo nayi nayi kali khili chun le na koi nayi nayi kali khili chun le na koi aisi vaisi baatein dil ki sun le na koi nanha sa jiya mora jaane kya gaaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye koi shikari aaye re pyasi hirni ban ban dhaye hoo oo ooo ooo oo oo oo oo chalte chalte ruk jaun main chal nahin paaun chalte chalte ruk jaun main chal nahin paaun pal pal bhadke tan mein agni kaise bujhaun lagi na bujhe kahin jee ko jalaye re chori chori fanda daale banh pakad le jaye re pyasi hirni ban ban dhaye hoo oo ooo ooo oo oo oo oo ek to main hoon bholi bhali dooje akeli ek to main hoon bholi bhali dooje akeli kaise boojhi jaye moh se man ki
saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune o rasiyaa mann basiyaa teekha teekha kajraa lagaaya tune kaahe ko jaadu jagaaya tune o sajni sukh rajni saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune o rasiyaa mann basiyaa tune pyaas jaga di nayi aag lagaa di mera ang ang jala jaaye o sajni sukh rajni zara nain mila le lagi dil ki bujha le tere sang sang koi aaye tera roop sahaa nahin jaaye saara mora kajraa chhudaya tune garavaa se kaise lagaaya tune kahe saara zamana mujhe tera deewana sada haar haar tujhe chaahun meri preet puraani huyi teri deewani jiya baar baar tujhe chaahun tere ghum mein maza mujhe aaye teekha teekha kajraa lagaaya tune kaahe ko jaadu jagaaya tune o rasiyaa mann basiyaa mere nain naseele mere honth raseele jiya jhoom jhoom mera gaaye o sajni sukh rajni ye fiza bhi sarabi ye hawa bhi sarabi tujhe choom choom idhar aaye mujhe door kahin liye jaaye saara
tera husn rahe mera ishq rahe to ye suboh ye shaam rahe naa rahe chale pyaar ka naam zamaane mein kisi aur ka naam rahe naa rahe tera husn rahe mera ishq rahe to ye suboh ye shaam rahe naa rahe chale pyaar ka naam zamaane mein kisi aur ka naam rahe naa rahe tera husn rahe mera ishq rahe to ye suboh ye shaam rahe naa rahe meri pyaas ka koi hisaab nahin teri mast nazar ka jawaab nahin meri pyaas ka koi hisaab nahin teri mast nazar ka jawaab nahin isi mast nazar se pilaaye jaa isi mast nazar se pilaaye jaa mere saamne jaam rahe naa rahe tera husn rahe mera ishq rahe to ye suboh ye shaam rahe naa rahe jo nighaah uthi to paiyaam mila jo nighaah jhuki to salaam mila jo nighaah uthi to paiyaam mila jo nighaah jhuki to salaam mila isi waqt bhujha de lagi dil ki isi waqt bhujha de lagi dil ki ye paiyaam salaam rahe naa rahe tera husn rahe mera ishq rahe to ye suboh ye shaam rahe naa rahe chale pyaar ka naam zamaane mein kisi aur ka naam rahe naa rahe tera husn rahe mera
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Kaanton Mein Phansa Aanchal Do Dil (1965) 03:28 12898
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Rajshree
Duration : 03:28   Song Number : 12898   

Man Mora Nache Do Dil (1965) 05:20 38206
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajshree
Duration : 05:20   Song Number : 38206   

Pyasi Hirni Ban Ban Dhaye Do Dil (1965) 06:05 38205
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajshree, Biswajit Chatterjee
Duration : 06:05   Song Number : 38205   

Sara Mora Kajra Chhudaya Tumne Do Dil (1965) 05:26 16430
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar (Mukherji)
On Screen Actors- 
Vishwajeet, Raj Shri
Duration : 05:26   Song Number : 16430   

Tera Husn Rahe Mera Ishq Do Dil (1965) 03:39 31011
 
Poster of Do Dil (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Kaifi Azmi
Music Director- 
Hemant Kumar
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Rajshree
Duration : 03:39   Song Number : 31011