Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeDupatta (1952)
HomeDupatta (1952)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ek cheez jigar mein uthti hai ek dard sa dil mein hota hai hum raaton ko uth kar rote hain jab saara aalam sota hai hoo ooooo chandni raaten chandni raaten sab jag soye hum jaagen taaron se karein baatein chandni raaten chandni raaten takate takate tooti jaaye aas piya na aaye re takate takate takate takate tooti jaaye aas piya na aaye re takate takate shaam sawere dard anokhe uthe jiya ghabraaye re shaam sawere raaton ne meri neend loot li raaton ne meri neend loot li dil ke chain churaaye dil ke chain churaaye dukhiyaa aankhein dhund rahi hain wahin pyaar ki ghaaten chandni raaten hoooo oooo chandni raaten sab jag soye hum jaagen taaron se karein baatein chandni raaten hoooo oooo chandni raaten pichhali raat mein hum uth uth kar chupke chupke roye re pichhali raat mein pichhali raat mein hum uth uth kar chupke chupke roye re pichhali raat mein sukh ki neend mein meet hamare desh paraye soye re sukh ki neend mein dil ki dhadkanen tujhe pukaren dil ki dhadkanen
jigar ki aag se is dil ko jalta dekhte jaao jigar ki aag se is dil ko jalta dekhte jaao miti jaati hai armaanon ki duniya dekhte jaao jigar ki aag baha kar le chali hain ghum ki maujen dil ki kashti ko baha kar le chali hain ghum ki maujen dil ki kashti ko humaare doob jaane ka nazaara dekhte jaao miti jaati hai armaanon ki duniya dekhte jaao jigar ki aag lagi hai aag dil mein aankh se aansoo baraste hain lagi hai aag dil mein aankh se aansoo baraste hain bhari barsaat mein is ghar ko jalta dekhte jaao miti jaati hai armaanon ki duniya dekhte jaao jigar ki aag isi din ke liye bolo tumhe kyaa humne chaaha tha isi din ke liye bolo tumhe kyaa humne chaaha tha aa ki hum barbaad hon aur tum tamaasha dekhte jaao miti jaati hai armaanon ki duniya dekhte jaao jigar ki aag
tum zindagi ko ghum kaa tum zindagi ko ghum kaa fasaana bana gaye aankhon mein intezaar ki duniyaa basaa gaye tum zindagi ko ghum kaa fasaana bana gaye aankhon mein intezaar ki duniyaa basaa gaye tumse thi mere pyaar ki duniyaa basi huyi tumse thi mere pyaar ki duniyaa basi huyi hooooo ooooo ooooo oooooo hooooo ooooo ooooo oooooo tumse thi zindagi ke andhere mein roshni tum kya gaye charaag e muhabbat bhujhaa gaye tum zindagi ko ghum kaa fasaana bana gaye aankhon mein intezaar ki duniyaa basaa gaye duniyaa ujad gayi mere sabr o qaraar ki duniyaa ujad gayi mere sabr o qaraar ki hooooo ooooo ooooo oooooo hooooo ooooo ooooo oooooo ro ro ke raat kaatti hoon intezaar ki jab chaand par nazar padi tum yaad aa gaye tum zindagi ko ghum kaa fasaana bana gaye aankhon mein intezaar ki duniyaa basaa gaye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chandni Raaten Ho Chandni Raaten Dupatta (1952) 04:31 36356
 
Poster of Dupatta (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Music Director- 
Feroz Nizami
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 04:31   Song Number : 36356   

Jigar Ki Aag Se Dupatta (1952) 04:15 40690
 
Poster of Dupatta (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Mushir Kazmi
Music Director- 
Feroz Nizami
Singer- 
Noor Jehan
On Screen Actors- 
Noor Jehan
Duration : 04:15   Song Number : 40690   

Tum Zindagi Ko Ghum Kaa Fasaana Dupatta (1952) 03:02 15586
 
Poster of Dupatta (1952)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1952
Lyricist
Mushir Kazmi
Music Director- 
Feroz Nizami
Singer- 
Noor Jahan
On Screen Actors- 
Noor Jahan
Duration : 03:02   Song Number : 15586