Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeEk Raaz (1963)
HomeEk Raaz (1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon wo kali chatki ke dil toota par ik jhankaar laaya hoon agar sun le mujhe maaloom hai itna ke main kya meri keemat kya mujhe maaloom hai itna ke main kya meri keemat kya jo sab kuchh tha jo kuchh bhi nahin ek aisa pyaar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon agar sun le achanak aa giri bijli to phir soorat yahi nikli achanak aa giri bijli to phir soorat yahi nikli ujad gaya dil to ab zakhmon ka ik gulzaar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon agar sun le ajab hoon main bhi deewana ajab hai mera nazraana ajab hoon main bhi deewana ajab hai mera nazraana ke unke liye main apni wafaa ka toota haar laaya hoon agar sun le to ik naghma huzoor e yaar laaya hoon wo kali chatki ke dil toota par ik jhankaar laaya hoon agar sun le
ajnabi se ban ke karo na kinaaraa ajnabi se ban ke karo na kinaaraa khudaraa idhar bhi dekho idhar bhi khudaaraa aap ka to dil hai deewaana bechaaraa aap ka to dil hai deewaana bechaaraa ishaaraa na samajhega ye nazar ka ishaaraa ajnabi se ban ke hoo ho ho hum na padenge nazron ki chaah mein phir chal rahi ho kyun meri raah mein ho ho ho hum na padenge nazron ki chaah mein phir chal rahi ho kyun meri raah mein ho ho ho bekhudi mein hum ko mausam ne thaa pukaaraa ajnabi se ban ke karo na kinaaraa khudaraa idhar bhi dekho idhar bhi khudaaraa ajnabi se ban ke hoo ho ho betaab dil hai aisi bhii chaal kyaa dil hai tumhara hum jaane haal kyaa ho ho ho betaab dil hai aisi bhii chaal kyaa dil hai tumhara hum jaane haal kyaa ho ho ho dekhiye nazar mein afsaanaa hai hamaaraa aap ka to dil hai deewaana bechaaraa ishaaraa na samajhega ye nazar ka ishaaraa ajnabi se ban ke hoo ho ho ye lo chale hum chalta hai ye samaa ye to bata do milna hai phir kahaan ho ho ho ye lo chale hum
hmm hmm hmmm hmmm hmmm hmmm aa haa haa haa haaa nagma e dil ko chhed ke hothon mein kyun daba liya nagma e dil ko chhed ke hothon mein kyun daba liya kaise kahun main haal e dil tumne to sar jhuka liya kaise kahun kehna ye tha aaj hum phool koi na chun sake kehna ye tha aaj hum phool koi na chun sake ghum hain tumhaare pyaar mein hosh kise jo sun sake haye sitam ke gaal pe zulfon ko phir gira liya nagma e dil ko chhed ke hothon mein kyun daba liya naghma e dil mera to dil khil gaya dekhi jahaan jhalak teri mera to dil khil gaya dekhi jahaan jhalak teri meri nigaah jab uthi neechi hui palak teri palken nahin jhukin meri inmein tumhen chupaa liya kaise kahun main haal e dil tumne to sar jhuka liya kaise kahun mera jigar mera dil haan meri jaan tumhin to ho mera jigar mera dil haan meri jaan tumhin to ho chhota sa ek pyaar ka mera jahaan tumhin to ho humne tumhen to aapne apna humein bana liya nagma e dil ko chhed ke hothon mein kyun daba liya kaise kahun main haal e
paayal waali dekhna haaan paayal waali dekhna yahi pe kahin dil hai pag talle aaye naa paayal waali dekhna haaan paayal waali dekhna yahi pe kahin dil hai pag talle aaye naa paayal waali dekhna jaise daaminiyaa badra mein ude kuchh door chale phir jaa ke mude jaise daaminiyaa badra mein ude kuchh door chale phir jaa ke mude utha re naiyan kajraare par itna samjh le kisi ki lage haaye naa paayal waali dekhna yahi pe kahin dil hai pag talle aaye naa paayal waali dekhna kitt jhoom chali madira si piye matwaari pawan achraa mein liye kitt jhoom chali madira si piye matwaari pawan achraa mein liye zamana hai yunhi mastaana dekho ji kahin rutt bina kaali ghataa chhaye naa paayal waali dekhna yahi pe kahin dil hai pag talle aaye naa paayal waali dekhna kahin aisa na ho koi baat bane angdaayi meri tera naach bane kahin aisa na ho koi baat bane angdaayi meri tera naach bane naacho ri naa bann ke chakori ghughar kahin dhadkan meri ban jaaye naa paayal waali dekhna yahi pe
pyaar hi se pyaar ki kismat bana li jaayegi tum ye mat samjho meri fariyaad khaali jaayegi uthegi tumhari nazar dheere dheere uthegi tumhari nazar dheere dheere uthegi tumhari nazar dheere dheere muhabbat karegi asar dheere dheere muhabbat karegi asar dheere dheere ye maana khalish hai abhi halki halki ye maana khalish hai abhi halki halki khabar bhi nahin hai tumko mere dard e dil ki mere dard e dil ki khabar ho rahegi magar dheere dheere uthegi tumhari nazar dheere dheere muhabbat karegi asar dheere dheere milega jo koi haseen chupke chupke milega jo koi haseen chupke chupke meri yaad aa jaayegi wahin chupke chupke wahin chupke chupke sataayega dard e jigar dheere dheere uthegi tumhari nazar dheere dheere muhabbat karegi asar dheere dheere sulagte hain kab se isi chaah mein hum sulagte hain kab se isi chaah mein hum pade hain nighaahen daale isi raah mein hum isi raah mein hum ke aaoge tum bhi idhar dheere dheere uthegi tumhari nazar dheere dheere muhabbat karegi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Agar Sun Le To Ik Naghma Ek Raaz (1963) 04:23 16084
 
Poster of Ek Raaz (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Jamuna
Duration : 04:23   Song Number : 16084   

Ajnabi Se Ban Ke Karo Na Kinara Ek Raaz (1963) 04:17 16234
 
Poster of Ek Raaz (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Jamuna
Duration : 04:17   Song Number : 16234   

Nagma e Dil Ko Chhed Kar Ek Raaz (1963) 04:16 39365
 
Poster of Ek Raaz (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Jamuna
Duration : 04:16   Song Number : 39365   

Paayal Waali Dekhna Ek Raaz (1963) 03:52 16233
 
Poster of Ek Raaz (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Jamuna
Raag- 
Bihag
Duration : 03:52   Song Number : 16233   

Uthegi Tumhari Nazar Dheere Dheere Ek Raaz (1963) 03:47 16235
 
Poster of Ek Raaz (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Pran, Lalita Pawar
Duration : 03:47   Song Number : 16235