Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeGaliyon Ka Badshah (1989)
HomeGaliyon Ka Badshah (1989)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


lalalalala lalalalala lallalalal lalalalalala haan aaya aaya main pyaar ka paigam leke aaya ha ha ha ha ha ha aaya main pyaar ka paigam leke aaya bana lo kisi ko kisi ke ban jao o pyaar ki dhun par naacho aur gaao bana lo kisi ko kisi ke ban jao hey pyaar ki dhun par naacho aur gaao hain ginti ki sansen jhumo muskurao hain ginti ki sansen jhumo muskurao duniya mein rakha hai kya pyaar ke siwa duniya mein rakha hai kya hey bolo duniya mein rakha hai kya sadiyon jeene se achchhe din chaar pyaar wale laakh fasanon se badh ke do bol yaar vale pyaar bina ye duniya kya hai bas ek veerana pyaar bina ho jaaye insaan apnon se begana are aaya aaya main pyaar ka paigam le ke aaya bana lo kisi ko kisi ke ban jao o pyaar ki dhun par naacho aur gaao hai ginti ki sansen jhumo muskurao duniya mein rakha hai kya pyaar ke siwa duniya mein rakha hai kya hey bolo duniya mein rakha hai kya pyaar kiya hai jisne uska uncha makam hua laila majnu heer aur ranjha sab ka naam hua pyaar hi
kya ye mumkin hai bolo kya ho sakta hai aisa mujhko jeevan saathi chahiye koi tumhare jaisa main hoon zameen tum aasman ho main hoon zameen tum aasman phir milan hamara kaisa ye apni nazron ka bharam hai kab mumkin hai aisa sooraj ki kirnen dharti ko pawan suman ko choome chaand ka mukhda choom choom ke masti mein moujen jhumen ye chubhan kis kaam ki sajan jo humne kiya na aisa mujhko jeevan saathi chahiye koi tumhare jaisa ho oooo chaand aur mouj gagan aur dharti ye bhi hain majboor lipte huye lagte hain phir bhi ek duje se door paa kar jis ko pa na sake hum uska pana kaisa mujhko jeevan saathi chahiye koi tumhare jaisa bina tumhare dhundh hai jeevan kuchh bhi nazar na aaye in dhundhli raahon mein na jane kaun kahaan kho jaaye jaise pawan se dhundh mile ho milan hamara aisa mujhko jeevan saathi chahiye koi tumhare jaisa
mujhe zindagi ki dua na de mujhe zindagi ki dua na de meri zindagi se bani nahin meri zindagi se bani nahin koi zindagi pe kare yakin mujhe zindagi pe yakin nahin meri zindagi se bani nahin jo bigar gaya wo naseeb hoon jo bigar gaya main wo khaab hoon na suni gayi wo hoon daastan na padhi gayi wo kitaab hoon jo mili zameen jo mili zameen na tha aasmaan mila aasmaan to zameen nahin mujhe zindagi ki dua na de mujhe zindagi ki dua na de meri zindagi se bani nahin meri zindagi se bani nahin mujhe mil ke kho gayin manzilein main safar mein tha main safar mein hoon main to apna sheesa ye dil liye yahan pattharo ke shehar mein hoon jahaan hasraton jahaan hasraton ke makaan thei mujhe mil saki wo gali nahin mujhe zindagi ki dua na de mujhe zindagi ki dua na de meri zindagi se bani nahin meri zindagi se bani nahin koi zindagi pe kare yakin mujhe zindagi pe yakin nahin meri zindagi se bani nahin
mujhe zindagi ki dua na de mujhe zindagi ki dua na de meri zindagi se bani nahin meri zindagi se bani nahin koi zindagi pe kare yakin mujhe zindagi pe yakin nahin meri zindagi se bani nahin ye safar bhi kaisa safar hai ye main kabhi kahin to kabhi kahin mujhe jis sanam ki talaash thi wo mila magar wo mila nahin main wo baat hoon main wo baat hoon to bani nahin main wo raat hoon jo kati nahin mujhe zindagi ki dua na de mujhe zindagi ki dua na de meri zindagi se bani nahin meri zindagi se bani nahin jo lahar ke saath hi bah gayi main to ret ki wo deewaar hoon jo na ban saka wo hoon aashiyaan jo na mil saka wo karaar hoon mera naam hai mera naam tulsi to naam ka kisi aangane mein saji nahin mujhe zindagi ki dua na de mujhe zindagi ki dua na de meri zindagi se bani nahin meri zindagi se bani nahin koi zindagi pe kare yakin mujhe zindagi pe yakin nahin meri zindagi se bani nahin
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaya Main Pyaar Ka Paigam Leke Galiyon Ka Badshah (1989) 05:54 37447
 
Poster of Galiyon Ka Badshah (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti
Duration : 05:54   Song Number : 37447   

Kya Ye Mumkin Hai Galiyon Ka Badshah (1989) 04:06 37446
 
Poster of Galiyon Ka Badshah (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Mithun Chakravarti, Amrita Singh
Duration : 04:06   Song Number : 37446   

Mujhe Zindagi Ki Dua Na De Galiyon Ka Badshah (1989) 05:09 18445
 
Poster of Galiyon Ka Badshah (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Bhupinder
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 05:09   Song Number : 18445   

Mujhe Zindagi Ki Dua Na De Galiyon Ka Badshah (1989) 04:59 39307
 
Poster of Galiyon Ka Badshah (1989)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1989
Lyricist
Maya Govind
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 04:59   Song Number : 39307