Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeHum Log (1951)
HomeHum Log (1951)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana jis mein hon aap jaise aise zamaane mein apne dil ka kaun thikaana unki zafaa mein meethi wafaa hai zehar hai lekin kitna mazaa hai unki zafaa mein meethi wafaa hai zehar hai lekin kitna mazaa hai marne ke hote hain laakhon bahaane jeene ka hai bas ek bahaana apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana door hi door se dil mein samaaye yun nahin aate to sapnon mein aayen door hi door se dil mein samaaye yun nahin aate to sapnon mein aayen kaam hai unka haath naa aana kaam humara preet nibhana apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana dil jo liya hai dard hi denge iske siwa wo kuchh naa karenge dil jo liya hai dard hi denge iske siwa wo kuchh naa karenge hota hai dil ko hone do iss ko teer e nazar ka yunhin nishaana apni nazar se unki nazar tak ek zamaana ek fasaana
bahe ankhiyon se dhaar jiyaa mera beqaraar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke bahe ankhiyon se dhaar jiyaa mera beqaraar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke o saathi meri taqdeer ke tumhen kaise dikhaaun dil cheer ke o saathi meri taqdeer ke tumhen kaise dikhaaun dil cheer ke mera pehla pehla pyaar meri pehli pehli haar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke meri duniyaa to hai barbaad hi lete jaao tum apni yaad bhi meri duniyaa to hai barbaad hi lete jaao tum apni yaad bhi liye ansuon ke haar karoon tumse pukaar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke jab nazren kisi ko naa paayengi mose ratiyaan guzaari naa jaayengi le ke dil mein intezaar kaise beetegi bahaar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke dil tod ke bahe ankhiyon se dhaar jiyaa mera beqaraar suno suno dildaar jaaoge kahaan dil tod ke
chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa yahaan koi nahin apna naa ghar apna naa dar apna yahaan koi nahin apna naa ghar apna naa dar apna dilaasa bhi bahaana hai sataane kaa rulaane kaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa sitam jhelen uthaayen ghum rahen aankhen sadaa pur nam sitam jhelen uthaayen ghum rahen aankhen sadaa pur nam gila kis se karen jaa kar muqaddar ka zamaane kaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa chali jaa chali jaa chali jaa jeeyen to ghut ke mar jaayen maren to hum kidhar jaayen jeeyen to ghut ke mar jaayen maren to hum kidhar jaayen mila achchhaa sila humko teri duniyaa mein aane kaa chali jaa chali jaa chali jaa chhod ke duniyaa ghumon ki duniyaa aanhon ki duniyaa
chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal meri gali mein aana karke koi bahaana pyaar ka deep jalaa ke dil kaa mahal chamkana ooo aaja chanda aaja chanda tale daalun tere gale baiyaan gori gori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal man mein papiha bole piuu piuu piuu ras ghole jiya jiya jiya mora dole piya piya piya sang hole ooo aji aisa aji aisa ho sang tum ho meri patang main hun dori dori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal chhun chhun chhun baaje paayal mori baaje paayal mori aaja chori chori aaja chori chori chhun chhun chhun baaje paayal
dil ki preshaaniyaan ishq ki veeraniyaan kaun sunegaa meri dard bhari daastaan dard bhari daastaan dil ko mere tod ke saath mera chhod ke tune to sab paa liya maine ganwaaya jahaan dard bhari daastaan dil mein teri yaad hai phir bhi ye barbaad hai dil mein teri yaad hai phir bhi ye barbaad hai tu hi bataa de mujhe main hoon kahaan tu kahaan main hoon kahann tu kahaan dard bhari daastaan dil ki preshaaniyaan ishq ki veeraniyaan kaun sunegaa meri dard bhari daastaan dard bhari daastaan teri nazar kya phiri phir gayi taqdeer bhi teri nazar kya phiri phir gayi taqdeer bhi rone lagi zindagi hansne laga aasmaan hansne laga aasmaan dard bhari daastaan dil ki preshaaniyaan ishq ki veeraniyaan kaun sunegaa meri dard bhari daastaan dard bhari daastaan
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apni Nazar Se Hum Log (1951) 03:11 13355
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Sajjan, Shyama
Duration : 03:11   Song Number : 13355   

Bahe Ankhiyon Se Dhaar Hum Log (1951) 03:14 13356
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Music Director- 
Roshan Lal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:14   Song Number : 13356   

Chali Jaa Chhod Ke Hum Log (1951) 03:29 13358
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Nutan
Duration : 03:29   Song Number : 13358   

Chhun Chhun Baaje Hum Log (1951) 03:22 32325
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shyama
Duration : 03:22   Song Number : 32325   

Dil Ki Preshaaniyaan Hum Log (1951) 03:26 13359
 
Poster of Hum Log (1951)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1951
Lyricist
Udhav Kumar
Music Director- 
Roshan
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Balraj Sahni
Duration : 03:26   Song Number : 13359