Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJahan Ara (1964)
HomeJahan Ara (1964)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa ooooo ooooo ooooo ooooo ooooo hmmm hmmm hmmmm hmmmmm ooooo ooooo ooooo ooooo oooooo hmmmm hmmm hmmm hmm hmm hmmmm aye sanam aye sanam aaj ye kasam khaayen aye sanam aaj ye kasam khaayen mudd ke ab dekhne ka naam naa len pyaar ki waadiyon mein kho jaayen aye sanam aaj ye kasam khaayen faasle pyaar ke mita daalen aur duniyaa se door ho jaayen aye sanam aaj ye kasam khaayen jiss taraf jaayen bahaaron ke salaam aayenge jiss taraf jaayen bahaaron ke salaam aayenge aasmaanon se berangeen paiyaam aayenge tera jalwa hai jahaan meri zannat hai wahan tere honthon ki hansi sau bahaaron ka samaan aye sanam aaj ye kasam khaayen faasle pyaar ke mita daalen aur duniyaa se door ho jaayen aye sanam aaj ye kasam khaayen apna imaan faqat apni muhabbat hogi har ghadi ishq ki ik taaza qayamat hogi dekh kar rang e wafaa muskuraayega khudaaa aur sochega zara ishq kyun paida kiya ishq kyun paida kiya ishq kyun paida kiya ooooooooooo aye sanam
baad muddat ke ye ghadi aayi aap aaye to zindagi aayi baad muddat ke ye ghadi aayi aap aaye to zindagi aayi ishq mar mar ke kaamyaab hua aaj ek zarra aaftaab hua aaj ek zarra aaftaab hua shukriyaa hai huzoor aane kaa shukriyaa hai huzoor aane kaa waqt jaaga gareebkhaane ka ik zamaane ke baad deed huyi id se pehle meri id huyi id se pehle meri id huyi id ka chaand aaj dekha hai id ka kyun naa aitbaar aaye haath utha kar duwaa ye karta hoon id phir aisi baar baar aaye id phir aisi baar baar aaye din zamaane ka raat apni hai iss ghadi kaaynaat apni hai ishq par husn ki inaayat hai mere pehlun mein meri jannat hai mere pehlun mein meri jannat hai faaslen waqt ne mita hi diye dil tadapte huye mila hi diye kaash iss waqt maut aa jaaye jindgaani pe aa ke chhaa jaaye jindgaani pe aa ke chhaa jaaye baad muddat ke ye ghadi aayi aap aaye to zindagi aayi
hmmmmmmmmmm hmmmmm hmmmm hmmm hmmmmm hmmmmm haal e dil yun unhen sunaaya gaya haal e dil yun unhen sunaaya gaya aankh hi ko zubaan banaaya gaya aankh hi ko zubaan banaaya gaya zindagi ki udaas raaton ko zindagi ki udaas raaton ko aapki yaad se sajaaya gaya aapki yaad se sajaaya gaya haal e dil yun unhen sunaaya gaya ishq ki wo bhi ek manzil thi ishq ki wo bhi ek manzil thi har kadam par fareb khaaya gaya har kadam par fareb khaaya gaya haal e dil yun unhen sunaaya gaya laakh toofan samet kar yaa rab laakh toofan samet kar yaa rab kisliye ek dil banaaya gaya kisliye ek dil banaaya gaya haal e dil yun unhen sunaaya gaya aankh hi ko zubaan banaaya gaya
main teri nazar kaa suroor hoon tujhe yaad ho ke naa yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke naa yaad ho teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai tere dil mein main bhi zuroor hoon tujhe yaad ho ke naa yaad ho jab jab tumhen bhulaayaaaaa tum aur yaad aaye jab jab tumhen bhulaaya aaaaaaa tum aur yaad aaye tum aur yaad aaye tum aur yaad aaye jaate nahin hai dil se ab tak tumhaare saaye jaate nahin hai dil se aaaaaaaa ab tak tumhaare saaye jab jab tumhen bhulaaya tum se bichhad ke humne dil ko bahot sambhaala dil ko bahot sambhaala tum se bichhad ke humneeeee dil ko bahot sambhaalaaaaaaaa tum se bichhad ke humne hoooo dil ko bahot sambhaala dil ko bahot sambhaala gulshan mein ye naa behlaa aaaaaa aaaa aaaaaa gulshan mein ye naa behlaa sehra mein bhi sataaye tum aur yaad aaye jab jab tumhen bhulaaya chhaaye rahe nazar mein teri zulf ke andhere chhaaye rahe nazar mein chhaaye rahe nazar mein teri zulf ke andhere teri zulf ke andhere
hmm hmm hmm hmmm hmmm kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye badi ajeeb khushi hai ghumen muhabbat bhi badi ajeeb khushi hai ghumen muhabbat bhi haseen labon pe magar dil pe chot khaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye hazaar parde hon pehre hoon ya hon deewaaren hazaar parde hon pehre hoon ya hon deewaaren rahenge meri nazar mein to wo samaaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye kisi ke husn ki bas ek kiran hi kaafi hai kisi ke husn ki bas ek kiran hi kaafi hai ye log kyun mere aage hain shamma laaye huye ye log kyun mere aage hain shamma laaye huye kisi ki yaad mein duniyaa ko hain bhulaye huye zamaana gujaraa hai apna khayaal aaye huye
main teri nazar ka suroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon mujhe aankh se to gira diya kaho dil se bhi kya bhula diya mujhe aankh se to gira diya kaho dil se bhi kya bhula diya teri aashiqui ka guroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai teri zulf hai mera haath hai ke tu aaj bhi mere saath hai tere dil mein main bhi zuroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho tere paas reh ke bhi door hoon tujhe yaad ho ke na yaad ho main teri nazar ka suroor hoon
phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam phir tasavur tere pehlu mein bitha jaayega phir tasavur tere pehlu mein bitha jaayega phir gaya waqt ghadi bhar ko palat aayega dil bahal jaayega aakhir ko to saudaee hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam jaane ab tujhse mulaaqaat kabhi ho ke na ho jaane ab tujhse mulaaqaat kabhi ho ke na ho jo adhuri rahi wo baat kabhi ho ke na ho meri manzil teri manzil se bichhad aayi hai phir wohi shaam wohi ghum wohi tanhaai hai dil ko samjhaane teri yaad chali aayi hai phir wohi shaam
tera ghum khaar hoon lekin main tujh tak aa nahin sakta main apne naam teri bekasi likhwa nahin sakta teri aankh ke aansoo pee jaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun aisi meri taqdeer kahaan tere ghum mein tujhko bahlaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun ae kaash jo mil kar rote kuchh dard to halke hote bekaar na jaate aansoo kuchh daag jigar ke dhote phir ranj na hota itna hai tanhaai mein jitna ab jaane ye rasta ghum ka hai aur bhi lamba kitna haalaat ki uljhan suljhaun haalaat ki uljhan suljhaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun kya teri zulf ka lehra hai ab tak wohi sunahra kya ab tak tere dar pe deti hain hawayein pehra lekin hai ye kham khayali teri zulf bani hai sawali mohtaaj hai ek kali ki ek roz thi phoolon waali wo zulf paresha mahkaaun wo zulf paresha mahkaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun aisi meri taqdeer kahaan teri aankh ke aansoo pee jaaun
woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain jo baat kar len aaaa aaaa aaaa aaaa jo baat kar len to bhujhte chiraag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain kaho bhujhe ke jalen hum apni raah chalen yaa tumhaari raah chalen kaho bhujhe ke jalen bhujhen to aise ke jaise kisi gareeb ka dil kisi gareeb ka dil jalen to aise ke jaise chiraag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain ye khoyi khoyi nazar kabhi to hogi idhar yaa sadaa rahegi udhar ye khoyi khoyi nazar udhar to ek sulagta hua hai veerana hai ek veerana magar idhar to bahaaron mein baagh jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain jo ashq pee bhi liye jo honth see bhi liye to sitam ye kiss pe kiye jo ashq pee bhi liye kuchh aaj apni sunaao kuchh aaj meri suno kuchh aaj meri suno khaamoshiyon se to dil aur dimaag jalte hain woh chup rahen to mere dil ke daag jalte hain jo baat kar len to bhujhte chiraag jalte hain woh
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aye Sanam Aaj Ye Kasam Jahan Ara (1964) 06:23 13399
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Mala Sinha, Bharat Bhushan
Duration : 06:23   Song Number : 13399   

Baad Muddat Ke Ye Jahan Ara (1964) 05:07 13402
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Raag- 
Chaya-Nat
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:07   Song Number : 13402   

Haal E Dil Yun Unhen Jahan Ara (1964) 03:01 13403
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Malhar
Duration : 03:01   Song Number : 13403   

Jab Jab Tumhen Jahan Ara (1964) 08:36 13404
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Raag- 
Gara
Duration : 08:36   Song Number : 13404   

Kisi Ki Yaad Mein Jahan Ara (1964) 03:40 13400
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan
Raag- 
Kedar
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 03:40   Song Number : 13400   

Main Teri Nazar Ka Suroor Hoon Jahan Ara (1964) 03:01 20871
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Duration : 03:01   Song Number : 20871   

Phir Wohi Shaam Wohi Ghum Jahan Ara (1964) 03:39 21102
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Duration : 03:39   Song Number : 21102   

Teri Aankh Ke Aansoo Jahan Ara (1964) 04:26 21302
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Bharat Bhushan, Mala Sinha
Raag- 
Jhenjhuti
Duration : 04:26   Song Number : 21302   

Woh Chup Rahen To Jahan Ara (1964) 04:40 13401
 
Poster of Jahan Ara (1964)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1964
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Raag- 
Bahar
Duration : 04:40   Song Number : 13401