Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJosh (2000)
HomeJosh (2000)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


apun bola tu meri laila vo boli phekta hai saala apun jab bhi sachi bolta hai aye usko jhooth kaiko lagta hai re ye uska style hoinga honthon pe na dil mein haan hoinga aaj nahin to kal bolegi aye tu tension kai ko leta are pun bola tu meri laila vo boli phekta hai saala apun jab bhi sachi bolta hai aye usko jhooth kaiko lagta hai re ek kaam kar usko bula hotel mein khaana khila samundar kinaare le jaake re bol de khullam khulla are maine usay bulaaya bhokam curry khilaaya phir dekh ke mauka maara chauka dil ki baat bataaya re aye kya bataaya re apun bola tu meri laila vo boli phekta hai saala apun jab bhi sachi bolta hai aye usko jhooth kaiko lagta hai re ye uska style hoinga honthon pe na dil mein haan hoinga aaj nahin to kal bolegi aye tu tension kai ko leta are pun bola tu meri laila vo boli phekta hai saala apun jab bhi sachi bolta hai aye usko jhooth ich lagta hai yaar sau lafde dekhe maine tera lafda hat ke hai sab kuchh clear hoke bhi tu kismen atke hain
kitna pyaara hai ye pyaar pyaara pyaara hua hai pehli baar hota hai ek baar phir na hoga ye dubaara haaye mera dil churake le gaya churaane waala mera qaatil haaye mera dil churake le gayi churaane waali meri qaatil ye dil tujhpe aaya hai aate aate dard e dil to jaata hai jaate jaate jaage hain soye hain hum dono khoye hain kaisi tanhaai hai masti si chhaai hai ye mausam hai pyaar ke kaabil haaye mera dil churake le gaya churaane waala mera qaatil ab to kaate na katen pyasi raaten kuchh kuchh hota hai sunke aisi baaten becheini sahne de palkon mein rehne de teri baahon mein hai teri raahon mein hai jaane jaana meri manzil haaye mera dil churake le gayi churaane waali meri qaatil haaye mera dil churake le gaya churaane waala mera qaatil kitna pyaara hai ye pyaar pyaara pyaara hua hai pehli baar hota hai ek baar phir na hoga ye dubaara
teri yaad mein paagal pal pal rota hai bin tere na jaage ye na sota hai aksar tanhaayi mein tujhe pukaare naa zor dil pe chale haare haare haare hum to dil se haare haare haare haare hum to dil se haare teri yaad mein paagal pal pal rota hai bin tere na jaage ye na sota hai aksar tanhaayi mein tujhe pukaare naa zor dil pe chale haare haare haare hum to dil se haare haare haare haare hum to dil se haare ab jaane hum ye pyaar kya hai dard e jigar mushkil bada hai sunta nahin kehna koi bhi dil bekhabar zid pe adda hai samjhaun kaise isse jaane jaan haare haare haare hum to dil se haare haare haare haare hum to dil se haare har aainaa toota lage hai sach bhi humen jhoota lage hai jaane kahaan hum aa gaye hain saara jahaan ruthaa lage hai kya dard dil ne diya kya kahen haare haare haare hum to dil se haare haare haare haare hum to dil se haare teri yaad mein paagal pal pal rota hai bin tere na jaage ye na sota hai aksar tanhaayi mein tujhe pukaare naa zor dil pe chale
mere khayaalon ki malikaa mere khayaalon ki malikaa chaaro taraf teri chhaiyaan re thaam le aa ke baiyaan chaaro taraf teri chhaiyaan re chhaiyaan mere khayaalon ki malikaa mere khayaalon ki malikaa chaaro taraf teri chhaiyaan re thaam le aa ke baiyaan chaaro taraf teri chhaiyaan re chhaiyaan aayi phoolon ke ras mein nahaa ke laayi bheeni si khushboo chura ke hey aye aye hey aye aye aye aayi phoolon ke ras mein nahaa ke laayi bheeni si khushboo chura ke teri aankhon mein hain halka sa nashaa tera roop meri nazron mein basa mere khayaalon ki malikaa mere khayaalon ki malikaa chaaro taraf teri chhaiyaan re thaam le aa ke baiyaan chaaro taraf teri chhaiyaan re chhaiyaan jaadoo chhaaya hai tera jaadoo qaaboo dil pe nahin hai qaaboo hey aye aye hey aye aye aye jaadoo chhaaya hai tera jaadoo qaaboo dil pe nahin hai qaaboo sapnon ki pari itna to bata rehti hai kahaan tera naam hai kya mere khayaalon ki malikaa mere khayaalon ki malikaa chaaro taraf teri chhaiyaan re thaam
zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria itna maska na to maaro humein aisi baaton se darr lagta humein tum pyaar kaise bolo karega darta hai kyun maria aila saala humpe marta hai ye lagta hai love humko karta hai ye kyun na karega hum to kahega tumsa nahin maria zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria o sahibaan tum bhulaana nahin dil mein aake door jaana nahin dil jo liya hai dil bhi diya hai bewafa hum nahin dil jo torega hum kuchh kar jayega lagta hai hum to marr jayega tum se mohabbat humko hai kitna kaise kahein maria zinda hain hum to tere hi love se nahin to marjaata darling hum kabse dil na todo munh na modo dil na todo munh na modo o maria
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Apun Bola Josh (2000) 04:21 18604
 
Poster of Josh (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
On Screen Actors- 
Aishwarya, Shahrukh Khan
Duration : 04:21   Song Number : 18604   

Haaye Mera Dil Josh (2000) 04:10 18605
 
Poster of Josh (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
Duration : 04:10   Song Number : 18605   

Hum To Dil Se Haare Josh (2000) 05:23 18133
 
Poster of Josh (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
Duration : 05:23   Song Number : 18133   

Mere Khayalon Ki Malika Josh (2000) 04:49 18606
 
Poster of Josh (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
Singer- 
Abhijeet
Duration : 04:49   Song Number : 18606   

Zinda Hai Hum To Josh (2000) 04:46 18135
 
Poster of Josh (2000)
 
Category
Hindi Film
Year- 
2000
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Anu Malik
Duration : 04:46   Song Number : 18135