Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeJuari (1968)
HomeJuari (1968)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


humsafar ab ye safar kat jaayega humsafar ab ye safar kat jaayega raaste mein jee naa ab ghabrayega raaste mein jee naa ab ghabrayega humsafar ab ye safar kat jaayega iss kadar rangeen hain lamhaat ye hum kadam pehle kahan thi baat ye koi hasrat thi naa koi yaad thi zindagi kya thi koi fariyaad thi dil mera to mujhse bhi anjaan tha ek pathar ki tarah bejaan tha pyaar tera ab ise dhadkaayega humsafar ab ye safar kat jaayega aaaaa aaaaaa sooni raahen aur kaali raat thi apni to parchhayi bhi naa saath thi har kadam par aa raha tha ye khayaal tanhaa manzil tak pahuchna hai muhaal aise mein veeran se ik mod par jee uthi main teri soorat dekh kar ab ye veerana chaman kehlayega humsafar ab ye safar kat jaayega meri nazron ko hai duniyaa se gila chal diya wo chhod kar jo bhi mila mujh pe logon ne kiye hain jo sitam main badi mushkil se bhooli hoon sanam dekhna tu bhi yahi karna nahin diljalon se dillagi karna nahin umar bhar varna ye ghum tadpayega ye musafir raah mein reh
main hoon badnaam juaari main hoon naakaam juaari har daanw zamaana jita har baazi maine haari main hoon badnaam juaari main hoon naakaam juaari aye dost ye jaan le tu bhi jo kuchh maine jaana hai aye dost ye jaan le tu bhi jo kuchh maine jaana hai ye zindagi ek juaa hai ye duniyaa juakhana hai ye to hai juaa ye kiska hua jo tujh se karega yaari main hoon badnaam juaari main hoon naakaam juaari main jeet saka naa tumko iss baat ka itnaa ghum hai main jeet saka naa tumko iss baat ka itnaa ghum hai iss ghum se agar ghabraa ke marr jaaun bhi main to kam hai main shaam o shahar roya hoon magar bhujhati nahin ye chingaari main hoon badnaam juaari main hoon naakaam juaari har daanw zamaana jita har baazi maine haari main hoon badnaam juaari main hoon naakaam juaari
ye raat kitni tamanna saath laayi hai gazab khuda ka sitamgar ko neend aayi hai neend udd jaaye teri chain se sone waale neend udd jaaye teri chain se sone waale ye duwa maangte hain nain ye rone waale neend udd jaaye teri maine kiya in zulfon ka saaya tere liye aankhon mein kaajal lagaaya dil ne dhadak ke di aawaazein tujhe nahin aana tha tu nahin aaya meri aankhon ke kaajal ko meri aankhon ke kaajal ko ashq hain dhone waale neend udd jaaye teri chain se sone waale neend udd jaaye teri maine ki hain jafaayen mujhse kyun hon wafaayen lag gayi mujhko mere pyaar ki badduayen tu wafaa karta hum to the tu wafaa karta hum to the bewafaa hone waale neend udd jaaye teri chain se sone waale ye duwa maangte hain nain ye rone waale neend udd jaaye teri koi tujhpe tohmat dharne nahin di dil ko shikaayat karne nahin di kar liya dil ka khoon bhi humne aankh sitamgar bharne nahin di aaj lekin na maanenge aaj lekin na maanenge royenge rone waale neend udd jaaye teri chain se sone
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Humsafar Ab Ye Safar Juari (1968) 05:29 13460
 
Poster of Juari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda
Duration : 05:29   Song Number : 13460   

Main Hoon Badnaam Juari (1968) 03:32 13461
 
Poster of Juari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Tanuja
Duration : 03:32   Song Number : 13461   

Neend Udd Jaaye Teri Juari (1968) 04:58 38759
 
Poster of Juari (1968)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1968
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shashi Kapoor, Nanda, Tanuja
Duration : 04:58   Song Number : 38759