Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKal Ki Awaz (1992)
HomeKal Ki Awaz (1992)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj raat chandani hai aur tum mere saath ho aaj raat chandani hai aur tum mere saath ho bas ye dua hai meri aisi har ik raat ho aaj raat chandani hai aur tum mere saath ho bas ye dua hai meri aisi har ik raat ho khushiyan tere chume kadam aane naa doon main kabhi tujhpe ghum khushiyan tere chume kadam aane naa doon main kabhi tujhpe ghum ye muskurahat kabhi ho naa kam khaabon ki ragini sajeee taaron ki baarat hoooo bas ye dua hai meri aisi har ik raat ho papa mera meri shaan hai tujh mein basi meri jaan hai papa mera meri shaan hai tujh mein basi meri jaan hai mera to bas ye hi armaan hai ke chhute naa daman kabhi haathon mein ye haath ho bas ye dua hai meri aisi har ik raat ho karti rahun tujhse hi pyaar mamta ki tujhpe lutaun bahaar karti rahun tujhse hi pyaar mamta ki tujhpe lutaun bahaar iss ghar pe kar doon dil o jaan nisaar honton pe mere sadaa dilbar teri baat ho bas ye dua hai meri aisi har ik raat ho aaj raat chandani hai aur tum mere saath ho bas ye dua
kar na sake hum pyaar ka sauda qeemat hi kuchh aisi thi kar na sake hum pyaar ka sauda qeemat hi kuchh aisi thi jeeti baazi haar gaye hum jeeti baazi haar gaye hum kismat hi kuchh aisi thi kar na sake hum pyaar ka sauda qeemat hi kuchh aisi thi jeeti baazi haar gaye hum jeeti baazi haar gaye hum kismat hi kuchh aisi thi kar na sake hum pyaar ka sauda qeemat hi kuchh aisi thi koi na samjhe koi na jaane kaisi ye majboori hai paas hai ek dooje ke kitne phir bhi kitni doori hai aankhon mein aansoo ki hain kadare honthon pe khaamoshi hai hans na sake hum ro na sake hain haalat hi kuchh aisi thi jeeti baazi haar gaye hum kismat hi kuchh aisi thi kar na sake hum pyaar ka sauda qeemat hi kuchh aisi thi ek taraf hai pyaar ka daaman ek taraf hai farz mera soch raha hoon kaise chukaaun ae zindgaani karz tera dekho zara kis mod pe laaye ye zaalim haalaat hamen hum ko mili na tum ko mili wo chaahat hi kuchh aisi thi hum ko mili na tum ko mili wo chaahat hi kuchh aisi thi jeeti
kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di mere dil ki dhadkanon mein mere dil ki dhadkanon mein nayi aarzoo jagaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di mere dil ki dhadkanon mein mere dil ki dhadkanon mein nayi aarzoo jagaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di tanhaiyaan thi har soo khaamosh tha ye manzar tanhaiyaan thi har soo khaamosh tha ye manzar thehra hua tha meri betaabi ka samandar betaabi ka samandar maujon ko aa ke chheda hulchul koi macha di maujon ko aa ke chheda hulchul koi macha di mere dil ki dhadkanon mein mere dil ki dhadkanon mein nayi aarzoo jagaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di mere dil ki dhadkanon mein mere dil ki dhadkanon mein nayi aarzoo jagaa di kisi meharbaan ne aa ke meri zindagi sajaa di aayi nahin bahaaren bas tha khizaa ka mausam aayi nahin bahaaren bas tha khizaa ka mausam shaamen bhujhi bhujhi thi
tumhaari nazron mein humne dekha ajab si chaahat jhalak rahi hai tumhaari nazron mein humne dekha ajab si chaahat jhalak rahi hai tumhaare honthon ki surkhiyon se tumhaare honthon ki surkhiyon se wafaa ki shabnam chhalak rahi hai tumhaari nazron mein humne dekha ajab si chaahat jhalak rahi hai tumhaari nazron mein humne dekha ajab si chaahat jhalak rahi hai humaari saanson ko chhoo ke dekho humaari saanson ko chhoo ke dekho tumhaari khushboo mehak rahi hai tumhaari nazron mein humne dekha ajab si chaahat jhalak rahi hai kasam khuda ki yakin kar lo kasam khuda ki yakin kar lo kahin bhi naa hoga husn aisa na dekho aise jhuka ke palken na dekho aise jhuka ke palken humari neeyat bahak rahi hai tumhaari nazron mein humne dekha ajab si chaahat jhalak rahi hai tumhaari nazron mein humne dekha ajab si chaahat jhalak rahi hai tumhaari ulfat mein jaane jaana tumhaari ulfat mein jaane jaana humein mili thi jo ek dhadkan humaare seene mein aaj tak woh humaare seene mein aaj
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Raat Chandani (Duet) Kal Ki Awaz (1992) 05:15 20030
 
Poster of Kal Ki Awaz (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Dharmendra
Duration : 05:15   Song Number : 20030   

Kar Na Sake Hum Pyaar Kal Ki Awaz (1992) 04:58 13499
 
Poster of Kal Ki Awaz (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Amrita Singh
Duration : 04:58   Song Number : 13499   

Kisi Meharbaan Ne Aa ke Kal Ki Awaz (1992) 05:50 13500
 
Poster of Kal Ki Awaz (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Dharmendra, Amrita Singh
Duration : 05:50   Song Number : 13500   

Tumhaari Nazron Mein Kal Ki Awaz (1992) 04:57 21375
 
Poster of Kal Ki Awaz (1992)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1992
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Pratibha Sinha, Dharmendra
Duration : 04:57   Song Number : 21375