Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKali Topi Lal Rumal (1959)
HomeKali Topi Lal Rumal (1959)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai yun hi raahon mein khade hain tera kya lete hain dekh lete hain jalan dil ki bujha lete hain yun hi raahon mein khade hain tera kya lete hain dekh lete hain jalan dil ki bujha lete hain aaye hain door se ham tere milne ko sanam chekunam chekunam chekunam daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai jaan jalti hai nazar aise churaya na karo hum garibon ke dukhe dil ko dukhaya na karo jaan jalti hai nazar aise churaya na karo hum garibon ke dukhe dil ko dukhaya na karo aaye the door se ham tere milne ko sanam chekunam chekunam chekunam daga daga vai vai vai daga daga vai vai vai ho gayi tumse ulfat ho gayi daga daga vai vai vai hum qareeb aate hain tum aur juda hote ho lo chale jaate hain kaahe ko khafa hote ho hum qareeb aate hain tum aur juda hote ho lo
deewana aadmi ko banati hain rotiyaan deewana aadmi ko banati hain rotiyaan khud naachti hain sabko nachaati hain rotiyaan nachaati hain rotiyaan deewana aadmi ko banati hain rotiyaan budha chalaaye thele to faankun se jhulte bachcha uthaaye bojh khilone ko bhool ke bachcha uthaaye bojh khilone ko bhool ke dekha na jaaye jo dekha na jaaye jo sab dikhaati hain rotiyaan dikhaati hain rotiyaan deewana aadmi ko banati hain rotiyaan deewana aadmi ko banati hain rotiyaan baithi hai ye jo chehre pe malke jigar ka khoon duniyaan bura kahe inhen par main to ye kahoon duniyaan bura kahe inhen par main to ye kahoon kothe pe baith ooo kothe pe baith aankh ladaati hain rotiyaan ladaati hain rotiyaan deewana aadmi ko banati hain rotiyaan deewana aadmi ko banati hain rotiyaan kehta tha ek fakeer ke rakhna zara nazar roti ko aadmi hi nahin kha ke bekhabar roti ko aadmi hi nahin kha ke bekhabar aksar to aadmi ko aksar to aadmi ko dikhaati hain rotiyaan khaati hain rotiyaan deewana
laagi chhute naa ab to sanam laagi chhute naa ab to sanam chaahe jaaye jiyaa teri kasam laagi chhute naa ab to sanam oooooooooo tujhko pukaare ban ke deewana naa maane re jiyaa tujhko pukaare ban ke deewana naa maane re jiyaa ho ji hooooooo pyaar kiya to kar ke nibhanaa suno ji rasiyaa haaye pyaar kiya to pyaar kiya teri kasam laagi chhute naa haaye laagi chhute naa ab to sanam chaahe jaaye jiyaa teri kasam laagi chhute naa ab to sanam oooooooooo door hoon phir bhi dil ke kareeb nishaana hai tera door hoon phir bhi dil ke kareeb nishaana hai tera ho ji hooooooo soch le phir se ek gareeb deewana hai tera hoooooo soch liya ji soch liya teri kasam laagi chhute naa haaye laagi chhute naa ab to sanam chaahe jaaye jiyaa teri kasam laagi chhute naa ab to sanam oooooooooo jab se ladi hai tumse nighaah tadap raha dil jab se ladi hai tumse nighaah tadap raha dil ho ji hooooooo dekh ke chalna pyaar ki raah badi hai mushqil haan dekh liya ji dekh liya teri kasam laagi chhute
ja ke hum ab to har ek dar pe sada karte hain jinki takdeer bigad jaati hai kya karte hain na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana pahunche jahaan bhi hum to laut aaye haar ke aye dil pukaar dekha ek ek dwaar pe pahunche jahaan bhi hum to laut aaye haar ke aye dil pukaar dekha ek ek dwaar pe sabse kaha piya dard magar na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana mandir masjid mein jaa ke ki hai fariyaad bhi milta jawaab to kya aayi na aawaaz bhi mandir masjid mein jaa ke ki hai fariyaad bhi milta jawaab to kya aayi na aawaaz bhi maangi dua maine laakh magar na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana aisa ye ghum bhi nahin koi pehchaan le aisa wo kaun hai jo dukh mera jaan le aisa ye ghum bhi nahin koi pehchaan le aisa wo kaun hai jo dukh mera jaan le chhaani gali chhana saara nagar na to dard gaya na dawa hi mili maine dhund ke dekha zamaana haaye na
o kaali topi o kaali topi wale zara naam to bataa o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore o gore gore gaalon wali kaam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa mohe wo naam bata door bhi reh ke mohe wo naam bata door bhi reh ke tohe pukar saku main wohi keh ke main wohi keh ke wohi batane ka inaam to bata o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa chham chham ke teer chale dil hua ghayal chham chham ke teer chale dil hua ghayal phir ek baar sunu gori teri paayal gori teri paayal paayal sunane ka inaam to bata o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa tum bhi wohi ho babu humen na banao tum bhi wohi ho babu humen na banao tumko bhi dekh liyaa jao ji jao jao ji jao jaunga jaane ka inaam to bata o kaali topi wale zara naam to bataa o gore gore gaalon wali kaam to bataa arre o kaali topi wale zara naam to bataa arre o gore gore gaalon wali kaam to bataa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Daga Daga Vai Vai Vai Kali Topi Lal Rumal (1959) 03:35 38025
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Shakila, Kumkum
Duration : 03:35   Song Number : 38025   

Deewana Aadmi Ko Banati Kali Topi Lal Rumal (1959) 04:15 32739
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Kumkum
Duration : 04:15   Song Number : 32739   

Laagi Chhute Naa Ab To Kali Topi Lal Rumal (1959) 04:27 20813
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Shakeela
Duration : 04:27   Song Number : 20813   

Na To Dard Gaya Kali Topi Lal Rumal (1959) 03:52 39820
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shakeela
Duration : 03:52   Song Number : 39820   

O Kaali Topi Wale Zara Kali Topi Lal Rumal (1959) 03:18 13510
 
Poster of Kali Topi Lal Rumal (1959)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1959
Lyricist
Majrooh Sultanpuri
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Chandrashekhar, Shakeela
Duration : 03:18   Song Number : 13510