Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeKinare Kinare (1963)
HomeKinare Kinare (1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


aaj achanak toot gaye kyun man veena ke taar man veena ke taar man veena ke taar man veena ke taar man veena ke taar umad ghumad kar ghir ghir aayi dukh ki ghor ghataayen dil kehta hai man hi man mein ghut ghut kar mar jaayen armaanon ka jala basera armaanon ka jala basera aansu hain laachaar aansu hain laachaar re aansu hain laachaar man veena ke taar man veena ke taar lehron mein patwaar kheench kar maanjhi saath dhaara doobi naiya doobi aasha dooba door kinaara kis se kahun main mere khivaiya kis se kahun main mere khivaiya le chal nadiyaa paar le chal nadiya paar re le chal nadiya paar man veena ke taar man veena ke taar
Chale Ja Rahe Hain Mohabbat Ke Maare Kinare Kinare, Na Sahil Ki Parwah Na Tufan Ka Dar Hai
dekh li teri khudaai bas mera dil bhar gayaaaa dekh li teri khudaai teri rehmat chup rahi teri rehmat chup rahi main rote rote marr gayaaaa dekh li teri khudaai mere maalik kya kahun teri duwaaon ka fareb mere maalik kya kahun teri duwaaon ka fareb mujh pe yun chhayaa ke mujhko mujh pe yun chhayaa ke mujhko ghar se beghar kar gayaaaa dekh li teri khudaai woh bahaaren naachti thin jhoom uthi thi badliyaan woh bahaaren naachti thin jhoom uthi thi badliyaan apni kismat yaad aate apni kismat yaad aate hi mera jee darr gayaaaa dekh li teri khudaai bas mera dil bhar gayaaaa dekh li teri khudaai teri rehmat chup rahi teri rehmat chup rahi main rote rote marr gayaaaa dekh li teri khudaai
har aas ashq baar hai har saans bekaraar hai har aas ashq baar hai har saans bekaraar hai tere bagair zindagi ujadi huyi bahaar hai tere bagair zindagi main jaanti hoon bewafaa main jaanti hoon main jaanti hoon bewafaa tu laut kar na aayega phir bhi na jaane kyun mujhe tera hi intezaar hai tere bagair zindagi ujadi huyi bahaar hai tere bagair zindagi kis ko sunaaun main gila kis ko sunaaun kis ko sunaaun main gila ae bebasi ki intehaan na tujh se ikhtiyaar hai na dil pe ikhtiyaar hai har aas ashq baar hai har saans bekaraar hai tere bagair zindagi ujadi huyi bahaar hai tere bagair zindagi
jab ghum e ishq sataata hai to hans leta hoon jab ghum e ishq sataata hai to hans leta hoon haadsa yaad ye aata hai to hans leta hoon jazbaa e ishq ke anjaam pe iss duniyaa mein jazbaa e ishq ke anjaam pe iss duniyaa mein jab koi ashq bahaata hai to hans leta hoon haadsa yaad ye aata hai to hans leta hoon meri ujadi huyi duniyaa mein tamanna ka charaag meri ujadi huyi duniyaa mein tamanna ka charaag jab koi aa ke jalaata hai to hans leta hoon koi daawa nahin fariyaad nahin sang nahin koi daawa nahin fariyaad nahin sang nahin reham jab apne pe aata hai to hans leta hoon reham jab apne pe aata hai to hans leta hoon jab ghum e ishq sataata hai to hans leta hoon
sulag uthi dil ki lagi jalte hain parwaane roti hain taqdeeren hanste hain afsaane sulag uthi dil ki lagi jalte hain parwaane ik aandhi aisi bhi is dil par chhaai hai ik aandhi aisi bhi is dil par chhaai hai apnon kaa zikr hi kya jarche hain begaane sulag uthi dil ki lagi jalte hain parwaane shaam bhi hai jazbe bhi dil bhi hai masti bhi shaam bhi hai jazbe bhi dil bhi hai masti bhi aa bhi jaa teri raah takte hain veeraane sulag uthi dil ki lagi jalte hain parwaane roti hain taqdeeren hanste hain afsaane sulag uthi dil ki lagi jalte hain parwaane
teri tasveer bhi tujh jaisi haseen hai lekin iss pe qurbaan meri jaan e hazin hai lekin ye meri zakhmin umangon ka madaawaa to nahin haal e dil iss bute kaafir ko sunaaun kaise iske rukhsaaron ke shaadaabi ko chhedun kyun kar iss ke honthon ke tabasuum ko jagaaun kaise teri tasveer bhi tujh jaisi haseen hai lekin zabt kitaab naa kehne ka salikaa mujhko uss pe ye zulm ke khaamosh hai tasveer teri ghutt ke marr jaaun magar iss ko khabar tak bhi naa ho kaisi chattaan se takraayi hai taqdeer meri ye hi tasveer tasavvur mein utar jaane par chaand ki kirnon se go bad ke nikhar jaati hai dard palkon se lipat jaata hai aansoo ban kar mere ehsaas ke duniyaa hi bikhar jaati hai isliye tere tasavvur se nahin khud tujh se iltezaa karta hoon bas itna bata de mujhko kya mere dil ki tadap ka tujhe ehsaas bhi hai kya mere dil ki tadap ka tujhe ehsaaaaaas bhi hai warna phir meri hi vehshat mein sula de mujhko teri tasveer bhi tujh jaisi haseen hai lekin iss pe qurbaan meri jaan e
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Achanak Toot Gaye Kyun Kinare Kinare (1963) 03:34 40627
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Duration : 03:34   Song Number : 40627   

Chale Ja Rahe Hain Kinare Kinare Kinare Kinare (1963) 03:34 35844
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jaidev
Singer- 
Manna Deyy
On Screen Actors- 
Dev Anand, Meena Kumari
Raag- 
Yaman
Duration : 03:34   Song Number : 35844   

Dekh Li Teri Khudai Kinare Kinare (1963) 03:32 15537
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Talat Mahmood
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 03:32   Song Number : 15537   

Har Aas Ashq Baar Hai Kinare Kinare (1963) 03:41 15614
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Meena Kumari
Raag- 
Bilawal
Duration : 03:41   Song Number : 15614   

Jab Gham E Ishq Kinare Kinare (1963) 03:30 13551
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Dev Anand, Meena Kumari, Chetan Anand
Duration : 03:30   Song Number : 13551   

Sulag Uthi Dil Ki Lagi Jalte Hain Parwaane Kinare Kinare (1963) 03:08 40628
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:08   Song Number : 40628   

Teri Tasveer Bhi Tujh Jaisi Haseen Kinare Kinare (1963) 04:18 16263
 
Poster of Kinare Kinare (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Nyay Sharma
Music Director- 
Jai Dev
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dev Anand
Duration : 04:18   Song Number : 16263