Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLaila (1984)
HomeLaila (1984)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil dekhiye rooth kar yaar jaane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga bewaafai haseenon ka dastoor hai tod kar mera dil kitne magroor hain oooo ye jo badle to hum bhi badal jayenge chahne wale humko bhi mil jayenge inke harjai pan ka chalan dekh kar dushmanon pe hamein pyaar aane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga kal talak to wafa ki ye tasveer thee haye meri mohabbat ki takdeer thee hooo bewafai ki ab jinda tasveer hai julm karte hai zalim hai bepeer hain inke harjai pan ka chalan dekh kar dushmanon pe hamein pyaar aane laga doston ki haqeeqat jo hum pe khuli dushmanon pe hamein pyaar aane laga ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil ik zara sa hi sach keh gaya tha ye dil
geeton se sargam geeton se sargam kaliyon se shabnam door rahe to door rahe par tum na rehna door o sanam mar jaayenge hum apni kasam saawan se badli saawan se badli phulon se titli door rahe to door rahe par tum na rehna door o sanam mar jaayenge hum apni kasam saawan se badli phulon se titli door rahe to door rahe mehandi se hatheli door rahe to ohoho ohoho door rahe baagon se chameli door rahe to ohoho ohoho door rahe akhiyon se kajra zulfon se gajra door rahe to door rahe par tum na rehna door o sanam mar jaayenge hum apni kasam geeton se sargam kaliyon se shabnam door rahe to door rahe nadiya se kinaara door rahe to ohoho ohoho door rahe ambar se sitaara door rahe to ohoho ohoho door rahe chanda se chakori patang se dori door rahe to door rahe par tum na rehna door o sanam mar jaayenge hum apni kasam saawan se badli phulon se titli door rahe to door rahe seep se moti door rahe to ohoho ohoho door rahe deep se jyoti door rahe to ohoho ohoho door rahe kaanon se
ho gaye deewane ho gaye deewane tumko dekh kar is haal mein chaudhvin ka chaand ho tum chaudhave hi saal mein ho gaye deewane tumko dekh kar is haal mein chaudhvin ka chaand ho tum chaudhave hi saal mein ho gaye ehe ho gaye aaha ho gaye deewane ye machalti kamsini aur uspe chadhta ye shabaab ek naqli til lagaa lo gaal par apne janaab ye machalti kamsini aur uspe chadhta ye shabaab ek naqli til lagaa lo gaal par apne janaab bad nazar se bach ke pahunchoge pandharve saal mein ho gaye deewane tumko dekh kar is haal mein chaudhvin ka chaand ho tum chaudhave hi saal mein ho gaye ehe ho gaye aaha ho gaye deewane aa gayee tumko hayaa meri zara si baat par lijiye rakh lijiye dil mera apne haath par aa gayee tumko hayaa meri zara si baat par lijiye rakh lijiye dil mera apne haath par hum banaa lenge tumhe dulhan solhave saal mein ho gaye deewane tumko dekh kar is haal mein chaudhvin ka chaand ho tum chaudhave hi saal mein ho gaye aaha ho gaye ehe ho gaye deewane
saath jiyenge saath marenge saath jiyenge saath marenge hum tum donon laila marne se naiyo darna tan bhi tera mann bhi tera jaan bhi teri hai chhaila marne se naiyo darna hoo marne se naiyo darna marne se naiyo darna pyaar humaara amar rahega tan mit jaayenge tan mit jaayenge hooo jism badal jaayenge apne naam badal jaayenge naam badal jaayenge hooo naye janam mein hoga apna madhur milan phir laila marne se naiyo darna hooo marne se naiyo darna marne se naiyo darna rab se milenge to puchhenge kaisi hai teri khudayi kaisi hai teri khudayi pyaar ki kismat mein kyun likh di tune sirf judaayi tune sirf judaayi oooo rab ke likhe ko sach kar denge mar ke hum tum chhaila marne se naiyon darna saath jiyenge saath marenge hum tum donon laila marne se naiyo darna hooo marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna marne se naiyo darna
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Doston Ki Haqeeqat Laila (1984) 04:56 37343
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor
Duration : 04:56   Song Number : 37343   

Geeton Se Sargam Laila (1984) 06:13 40799
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 06:13   Song Number : 40799   

Ho Gaye Deewane Laila (1984) 05:48 16098
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Savan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 05:48   Song Number : 16098   

Saath Jiyenge Laila (1984) 05:07 14093
 
Poster of Laila (1984)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Saawan Kumar
Music Director- 
Usha Khanna
On Screen Actors- 
Anil Kapoor, Poonam Dhillon
Duration : 05:07   Song Number : 14093