Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeLibaas (1988)
HomeLibaas (1988)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


khamosh sa afsaana paani se likha hota khamosh sa afsaana paani se likha hota naa tumne kaha hota naa humne suna hota khamosh sa afsaana la la la la lala lala dil ki baat naa poochho dil to aata rahega dil ki baat naa poochho dil to aata rahega dil behkaata raha hai dil behkaata rahega dil ko tumne ho kuchh samjhaya hota khamosh sa afsaana paani se likha hota naa tumne kaha hota naa humne suna hota khamosh sa afsaana sehme se rehte hain jab ye din dhalta hai sehme se rehte hain jab ye din dhalta hai ek diya bhujhta hai ek diya jalta hai tumne koi ho deep jalaya hota khamosh sa afsaana paani se likha hota naa tumne kaha hota naa humne suna hota khamosh sa afsaana kitne saahil dhunde koi naa samne aaya kitne saahil dhunde koi naa samne aaya jab majdhar mein doobe saahil thamne aaya tumne saahil ho pehle bhi chhaya hota khamosh sa afsaana paani se likha hota naa tumne kaha hota naa humne suna hota khamosh sa afsaana
aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi raah ne paas bulaaya hoooo oooo oooo oooo phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya lab pe aata nahin tha naam unka lab pe aata nahin tha naam unka aaj aaya to baar baar aaya bewajah beqaraar rehte the bewajah aaj phir qaraar aaya hoooo oooo oooo oooo phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya hum to bhule huye the dil ko magar hum to bhule huye the dil ko magar dil ne kyun aaj humko yaad kiya kyun kuredaa puraana zakhm usne kyun kisi bhule ghum ko yaad kiya hoooo oooo oooo oooo phir kisi shakh ne phenki chhanv phir kisi shakh ne haath hilaaya phir kisi mod se uljhe paaun phir kisi raah ne paas bulaaya
sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya neeli nadi ke pare geela sa chaand khil gaya sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya tumse mili jo zindagi humne abhi boyi nahin tumse mili jo zindagi humne abhi boyi nahin tere siwaa koi na thaa tere siwaa koi nahin sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya ooooooooooo aaaaaaaaaaaa jaane kahan kaise shehar leke chala ye dil mujhe jaane kahan kaise shehar leke chala ye dil mujhe tere bageir din na jala tere bageir shabh na bhujhe sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya jitne bhi tay karte gaye badhte gaye ye faasalen jitne bhi tay karte gaye badhte gaye ye faasalen millon se din chhod aaye saalo se raat le ke chalen sili hawaa chhoo gayi sila badan chhil gaya neeli nadi ke pare geela sa chaand khil gaya la la la laaaa la la laaaaa la la la laaaa la la laaaaaaaa
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Khamosh Sa Afsaana Libaas (1988) 06:02 20759
 
Poster of Libaas (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Naseeruddin Shah
Duration : 06:02   Song Number : 20759   

Phir Kisi Shakh Ne Libaas (1988) 04:45 12372
 
Poster of Libaas (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi
Duration : 04:45   Song Number : 12372   

Sili Hawaa Chhoo Gayi Libaas (1988) 05:43 21241
 
Poster of Libaas (1988)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1988
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
R D Burman
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Naseeruddin Shah
Duration : 05:43   Song Number : 21241