Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMain Chup Rahungi (1962)
HomeMain Chup Rahungi (1962)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chaand jaane kahaan kho gaya chaand jaane kahaan kho gaya tumko chehre se parda hatana na tha chaandani ko yeh kya ho gaya chaandani ko yeh kya ho gaya tumko bhi iss tarah muskurana na tha chaand jaane kahaan kho gaya pyaar kitna jawaan raat kitni haseen aaj chalte huye tham gayi hai zameen tham gayi hai zameen aankh taare jhapakne lage aankh taare jhapakne lage aisi ulfat ka jaadoo jagana na tha chaand jaane kahaan kho gaya pyaar mein bekhabar hum kahaan aa gaye meri aankhon mein sapne se kyun chhaa gaye pyaar mein bekhabar hum kahaan aa gaye meri aankhon mein sapne se kyun chhaa gaye kyun chhaa gaye do dilon ki hai manzil yahaan do dilon ki hai manzil yahaan tum na aate to hum ko bhi aana na tha tumko bhi iss tarah muskurana na tha chaand jaane kahaan kho gaya chaand jaane kahaan kho gaya
khush raho ehle chaman hum to chaman chhod chale khush raho ehle chaman khaak pardes ki chhanege watan chhod chale khush raho ehle chaman bhool jaana humen hum yaad ke kaabil hi nahin bhool jaana humen hum yaad ke kaabil hi nahin kya pata de ke humari koi manzil hi nahin apni taqdeer ke dariyaa ka to saahil hi nahin khush raho ehle chaman koi bhoole se humen poochhe to samjha dena ek bhujhtaa hua deepak usse dikhlaa dena aankh jo uski chhalak jaaye to behlaa dena khush raho ehle chaman roz jab raat ke aanchal mein sitaaren honge ye samjh lena ke wo ashq humare honge aur kiss haal mein hum dard ke maare honge khush raho ehle chaman hum to chaman chhod chale khush raho ehle chaman
aaaaa aaaaa aaaaa hoooo oooo oooo koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai jaane raat ko aankhon se neend kahaan udd jaati hai apne ghar mein gair ko paa kar bechaari mudd jaati hai dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye dil par aisi kya guzari ghadi ghadi ye ghabraaye main to kisi ka ho baitha ye dhadak dhadak kar samjhaye koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan jab ho khalish si pehlu mein samjho pyaar ne kaam kiya aise pyaar ko kyaa kahiye ke jisne be aaraam kiya koi bata de dil hai jahaan kyun hota hai dard wahaan teer chala ke ye to na poochho dil hai kahaan aur dard kahaan
main kaun hoon main kahaan hoon mujhe ye hosh nahin main kaun hoon main kahaan hoon mujhe ye hosh nahin kidhar main aaj rawaan hoon mujhe ye hosh nahin main kaun hoon mujhe naa haath lagaao ke mar chukaa hoon main mujhe naa haath lagaao ke mar chukaa hoon main khud apne haath se ye khoon kar chuka hoon main phir aaj kaise yahaan hoon mujhe ye hosh nahin main kaun hoon main apni laash uthaye yahaan chalaa aayaa koi bas itnaa bata de kahaan chala aayaa ye kya jagah hai jahaan hoon mujhe ye hosh nahin main kaun hoon koi naa aaye yahaan ye majaar mera hai koi naa aaye yahaan ye majaar mera hai khada hoon kab se mujhe intezaar mera hai ye kya kahaa main yahaan hoon mujhe ye hosh nahin main kaun hoon
mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayega mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayega aha haa ha haa haan ha la la la la la la la lala laaa mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayegaa ae beqrar ab intezar kuchh rang la raha hai ae beqrar ab intezar kuchh rang la raha hai kahta hai pyaar tera raazdar tere pass aa raha haiiiii mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayega mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayegaa hogi haseen wo chand raat hum saath saath honge hogi haseen wo chand raat hum saath saath honge barsega noor khushiyon mein choor haathon mein haath honge mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayega mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayegaa badlega daur kuchh der aur tu ghum ka zehar pee le badlega daur kuchh der aur tu ghum ka zehar pee le hoga milap phir apne aap jaise bhi chahe jee le mere dil kabhi to koi aayega hum dam jo tera ban jayega aha haa ha haa haan ha la
tum hi ho mata pita tum hi ho tum hi ho bandhu sakha tum hi ho tum hi ho saathi tum hi sahaare koi naa apna sivaa tumhare tum hi ho saathi tum hi sahaare koi naa apna sivaa tumhare tum hi ho naiyya tum hi khiwaiyya tum hi ho bandhu sakha tum hi ho jo khil sake naa wo phool hum hain tumhare charnon ki dhool hum hain jo khil sake naa wo phool hum hain tumhare charnon ki dhool hum hain daya ki drishti sada hi rakhna tum hi ho bandhu sakha tum hi ho
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chaand Jaane Kahaan Main Chup Rahungi (1962) 02:53 11889
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 02:53   Song Number : 11889   

Khush Raho Main Chup Rahungi (1962) 03:00 13648
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Meena Kumari, Sunil Dutt
Duration : 03:00   Song Number : 13648   

Koi Bata De Dil Hai Main Chup Rahungi (1962) 03:08 13650
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
On Screen Actors- 
Sunil Dutt, Meena Kumari
Duration : 03:08   Song Number : 13650   

Main Kaun Hoon Main Chup Rahungi (1962) 03:36 13651
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Sunil Dutt
Duration : 03:36   Song Number : 13651   

Mere Dil Kabhi To Koi Main Chup Rahungi (1962) 03:54 32557
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Helen
Duration : 03:54   Song Number : 32557   

Tum Hi Ho Mata Pita Main Chup Rahungi (1962) 02:55 13649
 
Poster of Main Chup Rahungi (1962)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1962
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Chitragupt
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Bablu
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 02:55   Song Number : 13649