Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMausam (1975)
HomeMausam (1975)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi pairon ki bedi kabhi lage hathkadi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi seedhe seedhe raaston ko thoda sa mod de doooooooo seedhe seedhe raaston ko thoda sa mod de do bejod ruhon ko halka sa jod de do jod do naa toot jaaye saanson ki ladi jod do naa toot jaaye saanson ki ladi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi pairon ki bedi kabhi lage hathkadi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi dheere dheere chalna sapne neendon mein darr jaate hainnnnn hoooooo dheere dheere chalna sapne neendon mein darr jaate hain kehte hai sapne kabhi jaage to marr jaate hain neend se naa jaage koi khaabon ki ladi neend se naa jaage koi khaabon ki ladi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi chhadi re chhadi kaisi gale mein padi
ooooo ooooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo oooo ooooo oooo ooooo oooo ooooo oooo ooooo oooo oooo dil dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din dil dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din baithe rahen tassavur e jaana kiye huye dil dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din dil dhoondhta hai phir wohi jaadon ki narm dhoop aur aangan mein let kar jaadon ki narm dhoop aur aangan mein let kar aankhon pe keench kar tere daaman ke saaye ko aankhon pe keench kar tere daaman ke saaye ko aaundhe pade rahe kabhi karvat liye huye dil dhoondhta hai hooo dil dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din dil dhoondhta hai phir wohi yaa garmiyon ki raat jo purwaaiyaan chale yaa garmiyon ki raat jo purwaaiyaan chale thandi safed chaadron pe jaagen der tak thandi safed chaadron pe jaagen der tak taaron ko dekhte rahen chhat par pade huye dil dhoondhta hai hooo dil dhoondhta hai phir wohi fursat ke raat din dil dhoondhta hai phir wohi barfili sardiyon mein kisi bhi pahaad par
dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din baithe rahe tasavvure jaanaa kiye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din jaadon ki narm dhoop aur aangan mein leit kar jaadon ki narm dhoop aur aangan mein leit kar aankhon pe kheench kar tere aanchal ke saaye ko aundhe pade rahe kabhi karvat liye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din yaa garmiyon ki raat jo purvaaiyan chalein yaa garmiyon ki raat jo purvaaiyan chalein thandi safed chaadaron pe jaagein der tak taaron ko dekhte rahein chhat par pade hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din barfili sardiyon mein kisi bhi pahaad par barfili sardiyon mein kisi bhi pahaad par vaadi mein goonjti hui khaamoshiyan sunein aankhon mein bheege bheege se lamhe liye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din baithe rahe tasavvure jaanaa kiye hue dil dhoondta hai phir wahi fursat ke raat din
ruke ruke se kadam ruk ke baar baar chale ruke ruke se kadam ruk ke baar baar chale qaraar le ke tere dar se beqaraar chale ruke ruke se kadam ruk ke baar baar chale ruke ruke se kadam subah na aayi kayi baar neend se jaage subah na aayi kayi baar neend se jaage thi ek raat ki ye zindagi guzaar chale thi ek raat ki ye zindagi guzaar chale ruke ruke se kadam uthaye phirte the ehsaan dil ka seene par uthaye phirte the ehsaan dil ka seene par le tere kadmon mein ye karz bhi utaar chale le tere kadmon mein ye karz bhi utaar chale qaraar le ke tere dar se beqaraar chale ruke ruke se kadam ruk ke baar baar chale ruke ruke se kadam
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Chhadi Re Chhadi Mausam (1975) 04:57 13695
 
Poster of Mausam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Sanjeev, Sharmila Tagore
Duration : 04:57   Song Number : 13695   

Dil Dhoondhta Hai (Happy Version) Mausam (1975) 08:30 20352
 
Poster of Mausam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 08:30   Song Number : 20352   

Dil Dhoondhta Hai (Sad Version) Mausam (1975) 06:49 15728
 
Poster of Mausam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Madan Mohan
On Screen Actors- 
Sanjeev Kumar, Sharmila Tagore
Duration : 06:49   Song Number : 15728   

Ruke Ruke Se Kadam Mausam (1975) 03:45 12381
 
Poster of Mausam (1975)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1975
Lyricist
Gulzar
Music Director- 
Madan Mohan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sharmila Tagore
Duration : 03:45   Song Number : 12381