Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMere Mehboob (1963)
HomeMere Mehboob (1963)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ye pyaar ke nagme ye mohabbat ke taraane tujhko bade armaan se aaya hoon sunaane umeed mere dil ki kahin toot na jaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye saaz e dil e khamosh mein ek soz jaga de tu bhi meri awaaz mein awaaz mila de aaya hoon tere dar pe badi aas lagaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye ae shama tu aaja zara chilman se nikal ke hasrat hai ke reh jaaun teri aag mein jal ke parwaana wo kya tujhpe jo mit kar na dikhaaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye badle meri taqdeer jo tu hosh mein aaye ae husn zara jaag tujhe ishq jagaaye
muhabbat ko yahaan tak aaj ke insaan le aaye jahaan koi haseen dekha wahin imaan le aaye allah bachaaye naujawaanon se allah bachaaye naujawaanon se rang rangeele mastaanon se zaalim mila kar aankhen bharte hain thandi saansen dil ko lubhate hai bahaanon se allah bachaaye naujawaanon se firte hain galiyon galiyon ulfat ke nagmen gaate hooo oooo ooo oooo oooo oooo oooo karte hain dil ka sauda raste mein aate jaate ulfat hai inki sasti jhoothi hain inki masti tauba hai aise insaanon se allah bachaaye naujawaanon se pehle to ghul mil jaaye aankhon mein kaajal ban ke dam bhar mein phhir udd jaaye aawaara baadal ban ke jab chaahen rishta jode jab chaahen milna chhode baaz aaye hum to inn deewanon se allah bachaaye naujawaanon se soz e muhabbat kya hai itna naa jaane koi hoooo oooo oooo ooooo oooo jalne ki dhun hai sabko jalna naa jaane koi rota hai shamma ka dil ruswa hai rang e mehfil aise do rang e parwaanon se aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa aaaaaa aaaaaaa
jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le tere sadd ke idhar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le ye bahaaren ye chaman sab khushi se hai magan choome kadmon ko tere chaand ki pehli kiran aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa jaane jaan ruh e wafaa dil hai deewana tera chaahe apna naa samjh neechi nazaren to utha gair hi jaan kar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le aaaaaa aaaaaa aaaaa aaaaaa aaaa aaaaa jo bhi marzi hai teri hai wohi meri khushi meri jaanib se tujhe ho mubaaraq ye ghadi aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa zulf ki chhanv tale pyaar ka daur chale shaam e furqat mein agar koi jalta ho jale tu khushi ki sehar dekh le jaaneman ek nazar dekh le tere sadd ke idhar dekh le dekh le tere sadd ke idhar dekh le usne yusuf ki kasam dagmagaate hain kadam jee mein aata hai yahi chheen loon tera sanam aaaaa aaaaa aaaaa aaaaa aaaa lekin main mast e adaa maan
mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin wo to laakhon mein hai ek haseen wo to laakhon mein hai ek haseen ek haseen mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin bholi soorat adaa naazneen bholi soorat adaa naazneen naazneen mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin aaaaaa aaaaaa aaaaaa mera mehboob ek chaand hai husn apna nikhaare huye hoooo oooo ooooo aasmaan ka farishtaa hai wo roop insaan ka dhaare huye hoooo oooo ooooo rashq e jannat hai wo mehzabeen rashq e jannat hai wo mehzabeen mehzabeen mere mehboob mein kya nahin kya nahin aaaaa aaaaa aaaaaa aaaaa aaaaa aaaaa maa ho anjum ho yaa kenhkashaan sabse pyaara hai mera sanam aaaaaa aaaaa aaaaaaa uske jalwon mein hai wo asar hosh udd jaaye allah kasam aaaaaa aaaaa aaaaaaa dekh le gar use tu kahin dekh le gar use tu kahin tu kahin mere mehboob mein kya nahin kya nahin mere mehboob mein kya nahin mera mehboob hai jaaneman sarva kad maahroo
mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam phir mujhe nargisi aankhon kaa sahaaraa de de mera khoyaa hua rangeen nazaaraa de de mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam bhool saktii nahin aankhen wo suhanaa manzar jab teraa husn mere ishq se takraayaa thaa aur phir raah mein bikhre thei hazaaron nagmein main wo nagmein teri aawaaz ko de aayaa thaa saaze dil ko unhin geeton kaa sahaaraa de de mera khoyaa hua rangeen nazaaraa de de mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam yaad hai mujhko meri umr ki pehli wo ghadi teri aankhon se koi jaam piyaa thaa maine meri rag rag mein koi barq si leharai thi jab tere marmarii haathon ko chhuaa thaa maine aa mujhe phir unhin haathon kaa sahaaraa de de mera khoyaa hua rangeen nazaaraa de de mere mehboob tujhe meri muhabbat ki qasam maine ik baar teri ek jhalak dekhi hai meri hasrat hai ke main phir tera deedaar karun tere saaye ko samajh kar main haseen taaj mahal chaandani raat mein
mere mehboob tujhe meri muhabbat ki kasam mere mehboob tujhe meri muhabbat ki kasam phir mujhe nargisi aankhon ka sahaara de de mera khoya hua rangeen nazaara de de mere mehboob tujhe meri muhabbat ki kasam aye mere khaab ki taabeer meri jaane ghazal zindagi meri tujhe yaad kiye jaati hai raat din mujhko sataata hai tasavur tera dil ki dhadkan tujhe aawaaz diye jaati hai aa mujhe apni sadaaon ka sahaara de de mera khoya hua rangeen nazaara de de mere mehboob tujhe meri muhabbat ki kasam yaad hai mujhko meri umr ki pehli wo ghadi teri aankhon se koi jaam piya tha maine meri rag rag mein koi barq si lehraayi thi jab tere marmari haathon ko chhuaa tha maine aa mujhe phir unhin haathon ka sahaara de de mera khoya hua rangeen nazaara de de mere mehboob tujhe meri muhabbat ki kasam saamne aa ke zara parda utha de rukh se ek yahi mera ilaaz e ghum e tanhaayi hai teri furqat ne pareshaan kiya hai mujhko ab to mil jaa ke meri jaan pe ban aayi hai dil ko bhuli hui yaadon ka
paas rehte huye bhi tujhse bahot door hain hum kiss se dard sunaate hain ke majboor hain hum tere pyaar mein dildaar jo hai mera haal e zaar koi dekhe yaa naa dekhe allah dekh raha hai tere pyaar mein dildaar jo hai mera haal e zaar koi dekhe yaa naa dekhe allah dekh raha hai jab se teri yaad mere dil mein samaayi hai wallah kisi raat mujhe neend nahin aayi hai meetha meetha dard hai honton pe aahen sard hai chehraa bhi mera zard hai naa jaane kya rang dikhaaye tera intezaar naa jaane kya rang dikhaaye tera intezaar tere pyaar mein dildaar jo hai mera haal e zaar koi dekhe yaa naa dekhe allah dekh raha hai tu hi meri zindagi hai tu hi meri jaan hai mujhko tu mil jaaye mera yahi ek armaan hai tera mera saath ho kuchh dil se dil ki baat ho jee bhar ke mulaaqat ho nagmen gaayen pyaar ke mil kar chhede dil ke taar nagmen gaayen pyaar ke mil kar chhede dil ke taar tere pyaar mein dildaar jo hai mera haal e zaar koi dekhe yaa naa dekhe allah dekh raha hai sad ke tere
aaj phurkat ka khwaab toot gaya mil gaye tum hijaab toot gaya tumse izhaar e haal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe re tumse izhaar e haal kar baithe kho gaye husn ki bahaaron mein keh diya raaz e dil ishaaron mein kaam hum bemisal kar baithe kaam hum bemisal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe kitne majboor ho gaye dil se soche samjhe bagair kaatil se soche samjhe bagair kaatil se zindagi ka sawaal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe re tumse izhaar e haal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe ye adayein ye shokhiyan tauba bas khuda hi khuda hai us dil ka jo tumhaara khayaal kar baithe jo tumhaara khayaal kar baithe bekhudi mein kamaal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe tumse izhaar e haal kar baithe
yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag jalte hain jab se toone nigaah pheri hai din hai soona to raat andheri hai chaand bhi ab nazar nahin aata ab sitaare bhi kum nikalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain lut gayi wo bahaar ki mehfil chhut gayi hum se pyaar ki manzil zindagi ki udaas raahon mein teri yaadon ke saath chalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain tujh ko paa kar humein bahaar mili tujh se chhutkar magar ye baat khuli baagbaan bhi chaman ke phoolon ko apne pairon se khud masalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain kyaa kahein tujh se kyun huyi doori hum samajhte hain apni majboori tujh ko maaloom kyaa ke tere liye dil ke ghum aansuon mein dhalte hain yaad mein teri jaag jaag ke hum raat bhar karwatein badalte hain har ghadi dil mein teri ulfat ke dheeme dheeme charaag
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Husn Zara Jaag Mere Mehboob (1963) 03:48 13728
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Yaman-Kalyan
Duration : 03:48   Song Number : 13728   

Allah Bachaye Naujawanon Mere Mehboob (1963) 04:39 13729
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi, Sadhna
Duration : 04:39   Song Number : 13729   

Jaaneman Ek Nazar Mere Mehboob (1963) 03:37 13730
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi, Sadhna
Duration : 03:37   Song Number : 13730   

Mere Mehboob Mein Kya Mere Mehboob (1963) 04:19 13731
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Nimmi, Sadhna
Raag- 
Sarang
Duration : 04:19   Song Number : 13731   

Mere Mehboob Tujhe Mere Mehboob (1963) 06:58 13733
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Raag- 
Jhenjhuti
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 06:58   Song Number : 13733   

Mere Mehboob Tujhe (Female) Mere Mehboob (1963) 04:55 13732
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 04:55   Song Number : 13732   

Tere Pyaar Mein Dildaar Mere Mehboob (1963) 03:39 13734
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Sadhana
Raag- 
Bihag
Duration : 03:39   Song Number : 13734   

Tumse Izhaar E Haal Mere Mehboob (1963) 03:25 13735
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
Duration : 03:25   Song Number : 13735   

Yaad Mein Teri Mere Mehboob (1963) 04:34 12158
 
Poster of Mere Mehboob (1963)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1963
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Sadhana
Duration : 04:34   Song Number : 12158