Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeMome Ki Gudiya (1972)
HomeMome Ki Gudiya (1972)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


hooooooooooo hoooo ooooooo hoooo ooooooo baagon mein bahaar aayi honthon pe pukaar aayi aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa meri raani rutt beqaraar aayi rutt beqaraar aayi doli mein sawaar aayi aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa mere raaja baagon mein bahaar aayi honthon pe pukaar aayi aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa meri raani phoolon ki gali mein aayin bhanvwaron ki toliyaaaaan bhanwaron ki toliyaan diye se patanga khele aankhmicholiyaan bole aisi boliyaan ke pyaar jaaga jag so gaya rutt beqaraar aayi doli mein sawaar aayi aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa mere raaja baagon mein bahaar aayi sapna to sapnon ki baat hai pyaar meinnnn baat hai pyaar mein neend nahin aati saiyaan tere intezaar mein ho ke beqaraar tujhe dhundhun main tu kahaan kho gaya baagon mein bahaar aayi honthon pe pukaar aayi aa jaa aa jaa aa jaa aa jaa meri raani aa jaa mere raaja lambi lambi baaten chheden chhoti si raat meinnnnn chhoti si raat mein saari baaten kaisi hongi ik mulaaqat mein ek hi baat mein lo dekh lo
bandhan toote na saanwariyaa bandhan toote na saanwariyaa raam kare piya teri umar mein lag jaaye meri bhi umariyaa bandhan toote na saanwariyaa raam kare piya teri umar mein lag jaaye meri bhi umariyaa bandhan toote na laal basantiiiiiiiiiii laal basanti neele kaale kachche jagat ke rang hain saare maine to tere prem ke pakke rang mein rangli ye chunariyaa bandhan toote na saanwariyaa bandhan toote na meera krishan keeeeeeee meera krishan ke geet sunaaye mera jiya piya tere gun gaaye meera krishan ki prem pujaaran apne piya ki main baanwariyaa bandhan toote na saanwariyaa raam kare piya teri umar mein lag jaaye meri bhi umariyaa bandhan toote na
main dhund raha tha sapnon mein tumko anjaanon apnon mein main dhund raha tha sapnon mein tumko anjaanon apnon mein raste mein mujhe ik phool mila to maine kaha maine kaha aye phool tu kitna sundar hai lekin tu raakh hai mauj nahin jaa mujhko teri khoj nahin main dhund raha tha sapnon mein main deewana anjaane mein jaa pahuncha phir maikhaane mein raste mein mujhe ik jaam mila to maine kaha maine kaha aye jaam tu kitna dilkash hai lekin tu haar hai jeet nahin jaa teri meri preet nahin main dhund raha tha sapnon mein main badh kar apni hasti se guzraa taaron ki basti se raste mein mujhe phir chaand mila to maine kaha maine kaha aye chaand tu kitna roshan hai par dilbar tera naam nahin jaa tere bas ka kaam nahin deepak ki tarah jalte jalte jeevan path par chalte chalte raste mein mujhe sansaar mila to maine kaha maine kaha sansaar tu kitna achchhaa hai lekin zanjeer hai dor nahin jaa tu mera chitchor nahin main dhund raha tha sapnon mein kuchh aur chala main banjaara
ladki punjaab di mauj chanaab di le ke angdaayiaan pankhadi gulaab di oye teer kamaan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi hoye teer kamaan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi ladki punjaab di mauj chanaab di le ke angdaayiaan pankhadi gulaab di oye teer kamaan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi hoye teer kamaan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi ho rabb jhooth naa bulaaye haaye jhooth naa bulaaye pehle to hans hans ke milti thi sabse jab se bahaar aayi baaghon mein tab se guzre wo door se dare mulaaqat se baaton hi baaton mein chhoti si baat se wo ik daastan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi hoye teer kamaan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi ho rabb jhooth naa bulaaye tauba jhooth naa bulaaye nikali thi ghar se jaane kis kaam se kisi ne pukaar liya raste mein naam se mil gayi aankh jo kisi manmeet se gusse mein rooth ke maahiye ke geet se oye thumari ki taan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi hoye teer kamaan ho gayi reshmaa jawaan ho gayi ho rabb jhooth naa bulaaye kadi jhooth naa bulaaye ye
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Baagon Mein Bahaar Aayi Mome Ki Gudiya (1972) 05:05 13768
 
Poster of Mome Ki Gudiya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
On Screen Actors- 
Ratan Chopra, Tanuja
Duration : 05:05   Song Number : 13768   

Bandhan Toote Na Mome Ki Gudiya (1972) 04:19 13769
 
Poster of Mome Ki Gudiya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 04:19   Song Number : 13769   

Main Dhund Raha Tha Mome Ki Gudiya (1972) 08:54 13770
 
Poster of Mome Ki Gudiya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Anand Bakshi
On Screen Actors- 
Ratan Chopra, Tanuja
Duration : 08:54   Song Number : 13770   

Reshma Jawan Ho Gayi Mome Ki Gudiya (1972) 04:38 12399
 
Poster of Mome Ki Gudiya (1972)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1972
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant-Pyarelal
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Ratan Chopra
Duration : 04:38   Song Number : 12399