Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNai Roshni (1967)
HomeNai Roshni (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi paseena paseena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya sardi paseena paseena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena jo paida huye bhookh dar pe khadi thi gareebi ki paanv mein bedi padi thi jo paida huye bhookh dar pe khadi thi gareebi ki paanv mein bedi padi thi tha shaayad wo ramjaan ka hi maheenaaa tha shaayad wo ramjaan ka hi maheena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena mere saath kab se sadak chal rahi hai bekhabo khatar bedhadak chal rahi hai mere saath kab se sadak chal rahi hai bekhabo khatar bedhadak chal rahi hai hai donon ki kismat mein patthar ka seenaaa hai donon ki kismat mein patthar ka seena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena mukaddar ka likha kiye ja rahe hain is ummeed par hum jiye ja rahe hain mukaddar ka likha kiye ja rahe hain is ummeed par hum jiye ja rahe hain milegi kabhi maut ki bhi haseenaaa milegi kabhi maut ki bhi haseena gareebon ka jeena bhi hai koyi jeena ho garmi ya
jitni likhi thi muqaddar mein hum utni pee chuke jitni likhi thi muqaddar mein hum utni pee chuke ab to din marne ke hain jeena tha jitna jee chuke jitni likhi thi muqaddar mein hum utni pee chuke aye zamaane ab naa aana humko samjhaane kabhi aye zamaane ab naa aana humko samjhaane kabhi apni keh li sab ki sun li honth ab to see chuke apni keh li sab ki sun li honth ab to see chuke ab to din marne ke hain jeena tha jitna jee chuke jitni likhi thi muqaddar mein hum utni pee chuke ab humari khushkh aankhon mein naa kuchh dhundhe koi ab humari khushkh aankhon mein naa kuchh dhundhe koi ashq jitne inmein the hum pee chuke hum pee chuke ashq jitne inmein the hum pee chuke hum pee chuke ab to din marne ke hain jeena tha jitna jee chuke jitni likhi thi muqaddar mein hum utni pee chuke zindagi aur maut dono ek hai apne liye zindagi aur maut dono ek hai apne liye ab kisi ko kya bataayen mar chuke yaa jee chuke ab kisi ko kya bataayen mar chuke yaa jee chuke ab to din marne
kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro humko bhi jeene ka andaaz seekha do yaaro kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro pyaar lete hain kahaan se ye zamaane waale pyaar lete hain kahaan se ye zamaane waale unn gali koochon ka rastaa to dikha do yaaro unn gali koochon ka rastaa to dikha do yaaro humko bhi jeene ka andaaz seekha do yaaro kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro dard ke naam se waakif naa jahan ho koi dard ke naam se waakif naa jahan ho koi aisi mehfil mein humen bhi to bitha do yaaro aisi mehfil mein humen bhi to bitha do yaaro humko bhi jeene ka andaaz seekha do yaaro kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro saath dena hai to khud peene ki aadat daalo saath dena hai to khud peene ki aadat daalo warnaa maikhaane ka dar humse chhuda do yaaro warnaa maikhaane ka dar humse chhuda do yaaro humko bhi jeene ka andaaz seekha do yaaro kiss tarah jeete hain ye log bata do yaaro kiss tarah jeete hain ye log
main gunehgaar hoon jo chaahe saza do mujhko maine sapne mein tumhen chhed diya umr bhar qaid e mohabbat ki saza di tumko tumne sapne mein humein chhed diya pyaar se jisne giraftaar kiya dil mera usko dua deta hai humne dekha ye ajab deewaana qaid hoke bhi maza leta hai main gunehgaar hoon jo chaahe saza do mujhko maine sapne mein tumhen chhed diya umr bhar kaid e mohabbat ki saza di tumko tumne sapne mein humein chhed diya sakhtiyaan qaid ki tum kya jaano chaahte ho to rihaayi le lo ab kapas hi mein pada rehne do chaahe badle mein khudaayi le lo umr bhar kaid e mohabbat ki saza di tumko tumne sapne mein humein chhed diya main gunehgaar hoon jo chaahe saza do mujhko maine sapne mein tumhen chhed diya maine khwabon ka sahaara leke do ghadi tumse mohabbat ki hai tum ise laakh mohabbat kehlo hum to samjhenge shararat ki hai main gunehgaar hoon jo chaahe saza do mujhko maine sapne mein tumhen chhed diya umr bhar kaid e mohabbat ki saza di tumko tumne sapne mein humein
sapne hain sapne kab huye apne aankh khuli aur toot gaye sapne hain sapne kab huye apne aankh khuli aur toot gaye andhiyaare ke the ye moti bhor bhayi aur phoot gaye sapne hain sapne kab huye apne bhor ki dori se baandhi hai jaane kisne raat ki choli bhor ki dori se baandhi hai jaane kisne raat ki choli jeevan ke aangan mein dukh sukh nis din khele aankh micholi nis din khele aankh micholi sapne hain sapne kab huye apne aankh khuli aur toot gaye sapne hain sapne kab huye apne din dooba to shaam hasegi shaam gayi to raat hasegi din dooba to shaam hasegi shaam gayi to raat hasegi rok le aankh se behata aansu beh nikala barsaat hasegi beh nikala barsaat hasegi sapne hain sapne kab huye apne aankh khuli aur toot gaye andhiyaare ke the ye moti bhor bhayi aur phoot gaye sapne hain sapne kab huye apne
teri aankh ka jo ishaara naa hota teri aankh ka jo ishaara naa hota to bismil kabhi dil humara naa hota teri aankh ka jo ishaara naa hota to bismil kabhi dil humara naa hota teri aankh ka agar phool teri hansi naa churaate to bechaare baagon ke dil toot jaate agar phool teri hansi naa churaate to bechaare baagon ke dil toot jaate chaman ki ye mehfil naa aabaad hoti chaman ki ye mehfil naa aabaad hoti bahaaron ka aisa nazaara naa hota teri aankh ka jo ishaara naa hota to bismil kabhi dil humara naa hota teri aankh ka naa hote agar gesuon ke ye saaye kahaan jaate hum chot dil ki dabaaye naa hote agar gesuon ke ye saaye kahaan jaate hum chot dil ki dabaaye muhabbat kaa raahi bhataktaa hi rehtaa muhabbat kaa raahi bhataktaa hi rehtaa teri zulf kaa jo sahaara naa hota teri aankh ka jo ishaara naa hota to bismil kabhi dil humara naa hota teri aankh ka tera saath hai to safar hai suhaana teri hi badaulat haseen hai zamaana tera saath hai to safar hai suhaana teri hi
aaa aaaa aaaa aaaa aaa aaaa aaaa aaaa ye tohfa tumhare pyaar ka dil se pyara jaan se pyara ye tohfa tumhare pyaar ka dil se pyara jaan se pyara ungali mein meri anguthi tumhari chamka meri kismat ka tara ye tohfa tumhare pyaar ka dil se pyara jaan se pyara duniya mein meri tum aa gaye ho aankhon mein meri tum chha gaye ho duniya mein meri tum aa gaye ho aankhon mein meri tum chha gaye ho meri ummidon ki duniya ko tumne kya kya nikhara kya kya sanvara ye tohfa tumhare pyaar ka dil se pyara jaan se pyara kaisa jagaya mohabbat ka jaadu dil pe bhi apne nahin ab to kaabu kaisa jagaya mohabbat ka jaadu dil pe bhi apne nahin ab to kaabu kaisi ajab hai mohabbat ki baazi dil tha hamara ab hai tumhara ye tohfa tumhare pyaar ka dil se pyara jaan se pyara nazaron se paigaam dete hi rehna iss dil ko aaram dete hi rehna nazaron se paigaam dete hi rehna iss dil ko aaram dete hi rehna meri khushi ka chaman maangta hai tabassum tumhara ishaara tumhara ye tohfa tumhare pyaar ka dil
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Gareebon Ka Jeena Bhi Hai Koi Jeena Nai Roshni (1967) 04:02 38764
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Anwar Husain
Duration : 04:02   Song Number : 38764   

Jitni Likhi Thi Nai Roshni (1967) 06:15 13820
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 06:15   Song Number : 13820   

Kiss Tarah Jeete Hain Nai Roshni (1967) 04:53 13821
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Raj Kumar
Duration : 04:53   Song Number : 13821   

Main Gunehgar Hoon Nai Roshni (1967) 05:39 13069
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra
Music Director- 
Ravi
On Screen Actors- 
Biswajit Chatterjee, Mala Sinha
Duration : 05:39   Song Number : 13069   

Sapne Hain Sapne Nai Roshni (1967) 04:05 12407
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Mala Sinha
Duration : 04:05   Song Number : 12407   

Teri Aankh Ka Jo Nai Roshni (1967) 05:42 13819
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shailesh Kumar
Duration : 05:42   Song Number : 13819   

Ye Tohfa Tumhare Pyaar Nai Roshni (1967) 04:13 13822
 
Poster of Nai Roshni (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Rajendra Krishna
Music Director- 
Ravi
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Tanuja
Duration : 04:13   Song Number : 13822