Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePalki (1967)
HomePalki (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ae shahar e lucknow tujhe mera salaam hai ae shahar e lucknow tujhe mera salaam hai tera hi naam doosra jannat ka naam hai ae shahar e lucknow mere liye bahaar bhi tu gulbadan bhi tu parwana aur shamma bhi tu anjuman bhi tu zulfon ki tarah mehki huyi teri shaam hai ae shahar e lucknow kaisa nikhar tujh mein hai kya kya hai bankpan ghazalen gali gali hain to nagmen chaman chaman shayar ke dil se poochh tera kya makaam hai ae shahar e lucknow tujhe mera salaam hai tera hi naam doosara jannat ka naam hai ae shahar e lucknow tu wo hai log shahere nikara kahen jise phirdon ke husn e rush ke bahara kaahe jise teri har ek aada mein wafa ka payam hai ae shahar e lucknow tujhe mera salaam hai tera hi naam doosra jannat ka naam hai ae shahar e lucknow
sadkaaa utaariye ke lageeee naa kahin nazarrrrrrr sehre mein aaj phool saa mukhdaa hai jalwaagar chehre se apne aaj to parda uthaaiye chehre se apne aaj to parda uthaaiye lillaah mujhko chaand si soorat dikhaaiye jannat hai ye maqaam dar e yaar hai ye ghar jannat hai ye maqaam dar e yaar hai ye ghar dil keh raha hai aaj yahin sir jhukaayie chehre se apne aaj to parda uthaaiye uthiye khuda ke waaste uthiye khuda ke waaste lag jaaiye gale rasmon riwaaz sharm o hayaa sab hataaiye chehre se apne aaj to parda uthaaiye lillaah mujhko chaand si soorat dikhaaiye ye kya ke hum hi badhte rahen aap ki taraf thodi si door aap bhi tashreef laaiye thodi si door aap bhi tashreef laaiye chehre se apne aaj to parda uthaaiye
dil e betaab ko seene se lagaana hoga aaj parda hai to kal saamne aana hoga aapko pyaar ka dastoor nibhana hoga dil jhukaaya hai to sir ko bhi jhukana hoga dil e betaab ko seene se lagaana hoga apni soorat ko tu aye jaane wafaa yun naa chhupaa garmi e husn se jal jaaye naa aanchal tera lag gayi aag to mujhko hi bhujhana hoga dil jhukaaya hai to sir ko bhi jhukana hoga dil e betaab ko seene se lagaana hoga aaj aalam hai jo dil kaa wo bataaye na bane paas aaye na bane door bhi jaaye na bane main hoon madhosh mujhe hosh mein laana hoga aaj parda hai to kal saamne aana hoga aapko pyaar ka dastoor nibhana hoga aap to itne kareeb aa gaye allaah tauba kya kare aap se takraa gaye tauba tauba ishq inn baaton se ruswaa e zamaana hoga dil e betaab ko seene se lagaana hoga
mushkil mein agar mere maula ek tera sahaara mil jaaye badhti huyi maujen ruk jaayen kashti ko kinaara mil jaaye eee ee dil ki kashti bhanwar mein aayi hai kamli waale teri duhayi hai dil ki kashti bhanwar mein aayi hai ya nabi meri ilteza sun le tu agar sun le to khuda sun le maine tujh hi se lau lagaayi hai dil ki kashti bhanwar mein aayi hai uljhanon mein hai aaj dil mera kya kahun khauf hai zamaane ka chup rahun main to bewafaayi hai dil ki kashti bhanwar mein aayi hai kamli waale teri duhayi hai hai do raahe pe kaafila dil ka tujh pe chhoda hai faisla dil ka tere aage jabeen jhukayi hai dil ki kashti bhanwar mein aayi hai kamli waale teri duhayi hai
Jane Wale Tera Khuda
kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi lab thartharaa rahe the magar baat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi ik husn saamne tha qayaamat ke roop mein ik khawaab jalwaagar tha haqeeqat ke roop mein chehra wohi gulaab ki rangat liye huye nazren wohi payaam e muhabbat liye huye zulfen wohi ke jaise dhundhal kaa ho shaam kaa aankhen wohi jin aankhon pe dhokha ho jaam ka kuchh der ko tasaali e jazbaat ho gayi lab thartharaa rahe the magar baat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi dekha use to daaman e rukhsaar nam bhi tha wallah uske dil ko kuchh ehsaas e ghum bhi tha the uski hasraton ke khazaane lute huye lab par tadap rahe the phasaane ghute huye kaanten chubhe huye the sisakti umang mein doobi huyi thi phir bhi wafaaon ke rang mein dam bhar ko khatam gardish e haalat ho gayi lab thartharaa rahe the magar baat ho gayi kal raat zindagi se mulaaqaat ho gayi aye meri rooh e ishq meri jaan e shaayari dil maanta
mere ghar se pyaar ki paalki chali gayi mere ghar se pyaar ki paalki chali gayi ghar mera ujad gaya zindagi chali gayi mere ghar se pyaar ki paalki chali gayi aashiya mera jala aur main dekhta raha uske yaad ke siwa mere pass kya raha kya raha deke mujhko ranj o ghum har khushi chali gayi mere ghar se pyaar ki paalki chali gayi ghar mera ujad gaya zindagi chali gayi ek khaab ban gaya aaj tum mere liye chha gayi udasiyan charsu mere liye bujh gaya chraag e dil roshni chali gayi mere ghar se pyaar ki paalki chali gayi dil mera ujad gaya zindagi chali gayi pyaar jab jawaan hua maut meharban huyi dil ka jab chaman khila khatam daastan huyi daastan huyi dil to rah gaya magar dilkashi chali gayi mere ghar se pyaar ki paalki chali gayi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Ae Shahar E Lucknow Palki (1967) 03:22 36058
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Back Ground Song
Duration : 03:22   Song Number : 36058   

Chehre Se Apne Palki (1967) 03:47 13905
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 03:47   Song Number : 13905   

Dil E Betaab Ko Palki (1967) 04:08 13906
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Wahida
Raag- 
Yaman-Kalyan
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 04:08   Song Number : 13906   

Dil Ki Kashti Bhanwar Palki (1967) 04:09 39236
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 04:09   Song Number : 39236   

Jaane Waale Tera Khuda Palki (1967) 04:32 37920
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 04:32   Song Number : 37920   

Kal Raat Zindagi Se Palki (1967) 06:09 13904
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Rajendra Kumar
Duration : 06:09   Song Number : 13904   

Mere Ghar Se Pyaar Palki (1967) 04:03 37775
 
Poster of Palki (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad Ali
Duration : 04:03   Song Number : 37775