Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomePreet Na Jane Reet (1966)
HomePreet Na Jane Reet (1966)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


are o kaanha bairi zamaana marega tana apna bana ke kahin chhod na jaana are o kaanha bairi zamaana marega tana apna banake kahin chhod na jaana are o kaanha hum milte the saanjh sakaare dekh chuke jamuna ke kinare madhuban ke phoolon ne dekha hum mein jo hote the ishare kaanha kaanha jaao na are o kaanha bairi zamaana marega tana apna bana ke kahin chhod na jaana are o kaanha toone aisi bansi baja di duniya ki har baat bhula di toone aisi bansi baja di duniya ki har baat bhula di panghat par bhi ji jalta hai toone kaisi aag laga di are o kaanha bairi zamaana marega tana apna bana ke kahin chhod na jaana are o kaanha gokul ki galiyaan tarsengi madhuban ki kaliyaan tarsengi jin akhiyon ko tumne saraha tum bin wo akhiyaan barsengi kaanha kaanha jaao na are o kaanha bairi zamaana marega tana apna bana ke kahin chhod na jaana are o kaanha bairi zamaana marega tana apna bana ke kahin chhod na jaana are o kaanha
main bewafaa nahin hoon tere pyaar ki kasam main bewafaa nahin hoon tere pyaar ki kasam iqraar jo kiya ussi iqraar ki kasam iqraar jo kiya ussi iqraar ki kasam main bewafaa nahin hoon tere pyaar ki kasam maana humare pyaar ka aalam badal gayaa maana humare pyaar ka aalam badal gayaa apne hi dil ki aag se kaashana jal gaya dil phir bhi hai wohi tere deedar ki kasam main bewafaa nahin hoon tere pyaar ki kasam ulfat ke phool gir gaye kismat ki dhool mein ulfat ke phool gir gaye kismat ki dhool mein khushboo hai tere saans ki har ek phool mein iss pyaar ke loote huye gulzaar ki kasam main bewafaa nahin hoon tere pyaar ki kasam iqraar jo kiya ussi iqraar ki kasam main bewafaa nahin hoon tere pyaar ki kasam
o janewale sun zara ye dil ka maajra o janewale sun zara ye dil ka maajra tumhi se humein pyaar tha tumhi se humein pyaar hai jao ji maine sun liya ye dil ka maajra na tumhein kabhi pyaar tha na tumhein ab pyaar hai o janewale sun zara aa bhi ja zindgi ka jaam le kar meri jaan na sata ilzaam de kar hum to jeete hain tera naam le kar tum to jeete ho mera naam le kar aaye ho pyaar ka paigaam le kar jaoge tum dil e nakaam le kar jaoge tum dil e nakaam le kar o janewale sun zara ye dil ka maajra tumhi se humein pyaar tha tumhi se humein pyaar hai jao ji maine sun liya ye dil ka maajra na tumhein kabhi pyaar tha na tumhein ab pyaar hai o janewale sun zara ja re ja dekh liya pyaar tera ye gila shikwa hai bekaar tera sar basar jhootha hai iqraar tera masiha main to hoon bimaar tera karke main jaunga deedaar tera banke dikhlaunga dildaar tera banke dikhlaunga dildaar tera jao ji maine sun liya ye dil ka maajra na tumhe kabhi pyaar tha na tumhe ab pyaar hai o janewale sun
o maine maana mere meet mere nahin tere geet par nikle na dil se preet deewane preet na jaane reet deewane preet na jaane reet o maine maana mere meet mere nahin tere geet par nikle na dil se preet deewane preet na jaane reet deewane preet na jaane reet jag kya jaane dil ki kasmein dil kya jaane jag ki rasmein jag kya jaane dil ki kasmein dil kya jaane jag ki rasmein ye tode rasmein par chhode na preet deewane preet na jaane reet deewane preet na jaane reet o maine maana mere meet mere nahin tere geet par nikle na dil se preet deewane preet na jaane reet deewane preet na jaane reet kaash tu karta mujhse jafayen yaad na aati teri wafayen kaash tu karta mujhse jafayen yaad na aati teri wafayen main kaise bhoolun tujhe man ke meet deewane preet na jaane reet deewane preet na jaane reet o maine maana mere meet mere nahin tere geet par nikle na dil se preet deewane preet na jaane reet deewane preet na jaane reet
teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan kahin ye pyaar hi naa ho kahin ye pyaar hi naa ho naseeb e dushmanaa teri zulfen pareshaan labon par naa hai magar sambhal aye jaane jigar badi qaafir cheez hai jise kehte hain nazar jise kehte hain nazar ye logo se naa keh de haan ye logo se naa keh de haan naseeb e dushmanaa teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan teri zulfen pareshaan kadam rakhti ho kahin magar padte hain kahin sabab kuchh to hai sanam ye haalat yun hi nahin ye haalat yun hi nahin koi dil mein na ho mehmaan koi dil mein na ho mehmaan naseeb e dushmanaa teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan teri zulfen pareshaan nazar qaatil ho naa ye jigar bismil ho naa ye jhuki palkon mein hai kya humara dil ho naa ye humara dil ho naa ye huye naa ho humin qurbaan huye naa ho humin qurbaan naseeb e dushmanaa teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan teri zulfen pareshaan teri nazren pashemaan kahin ye pyaar hi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Are O Kaanha Bairi Zamaana Preet Na Jane Reet (1966) 05:05 38245
 
Poster of Preet Na Jane Reet (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
B Saroja Devi, Shammi Kapoor
Duration : 05:05   Song Number : 38245   

Main Bewafa Nahin Hoon Preet Na Jane Reet (1966) 03:36 13977
 
Poster of Preet Na Jane Reet (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 03:36   Song Number : 13977   

O Janewale Sun Zara Preet Na Jane Reet (1966) 04:29 36569
 
Poster of Preet Na Jane Reet (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 04:29   Song Number : 36569   

Preet Na Jaane Reet Preet Na Jane Reet (1966) 03:42 38244
 
Poster of Preet Na Jane Reet (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
B Saroja Devi
Duration : 03:42   Song Number : 38244   

Teri Zulfen Pareshan Preet Na Jane Reet (1966) 05:01 13978
 
Poster of Preet Na Jane Reet (1966)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1966
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Shammi Kapoor
Duration : 05:01   Song Number : 13978