Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRaaste Pyar Ke (1982)
HomeRaaste Pyar Ke (1982)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


gokul ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala gore se ho gaya kaala gokul ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala gore se ho gaya kaala kaale ne sab ko ang laga ke kaale rang mein rang dala gokul ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala gore se ho gaya kaala lo chandan ka teeka lagaa do lo chandan ka teeka lagaa do mohan ko man mohan bana do mor mukut is ko pahna do haathon mein murli pakda do murli bana loon munh se lagaa loon aa tohe o brij baala gokul ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala gore se ho gaya kaala jamuna kinare apna thikana jamuna kinare apna thikana paniya bharan tu panghat pe aana ghunghat mein phir ye mukhdha chhupana chhedega tujhko saara zamaana dhamki deta hai bilkul deta hai dhamki tod ke matki makhan churane wala gokul ki galiyon ka gwala natkhat bada nand lala gore se ho gaya kaala pakda gaya chhaliya sab dekhen bhagega kaise ye ab dekhen ho pakda gaya chhaliya sab dekhen bhagega kaise ye ab dekhen mera dhang mera dhab dekhen
are bhai log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye haan log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye o dekho o kidhar o udhar wo wahan haye haye haye are log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye kahe gussa unhe aa gaya haan ham ko maza aa gaya ho ho gussa unhen aa gaya ho ham ko maza aa gaya yun dagmagaaye kadam jaise nasha chhaa gaya is dil ke sare arma nikal gaye are bhai log jal gaye jaane kya baat huyi sathi chhati pe teer chal gaye log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye nafrat ke mehlon se galiyan bhali pyaar ki daulat ke kanton se kaliyan bhali pyaar ki ho nafrat ke mehlon se galiyan bhali pyaar ki dekho hamaare raste badal gaye are bhai log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye log jal gaye jaane kya baat huyi saathi chhati pe teer chal gaye dhanwaan dekhe zara haan ye khel
ye waqt na kho jaaye bus aaj ye ho jaaye main tum mein samaaaaa jaaun tum mujh mein sama jaao main tum mein sama jaaun tum mujh mein sama jaao ye waqt na kho jaaye bus aaj ye ho jaaye main tum mein samaaaaa jaaun tum mujh mein sama jaao main tum mein sama jaaun tum mujh mein sama jaao bechaini ki dheemi dheemi is aag mein dil jal jaayega aa aa bechaini ki dheemi dheemi is aag mein dil jal jaayega aaaaa saawan ka rasta na dekho saawan jaane kab aayega saawan ka rasta na dekho saawan jaane kab aayega ban jaao tum mmmm baadal mausam par chha jao main tum mein sama jaaun tum mujh mein sama jaao meri aankhon mein vaade hain tere honthon pe kasmein hain meri aankhon mein vaade hain tere honthon pe kasmein hain in vaadon se in kasmon se pehle duniya ki rasmein hai duniya ki rasmon oo oo oo ko tum tod ke aa jao main tum mein sama jaaun tum mujh mein sama jaao zulfon ke reshmi saaye mein sapnon ki sej sajane do zulfon ke reshmi saaye mein sapnon ki sej sajane do chhodo
saara din sataate ho raaton ko jagaate ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho tum yaaaaad bahut aate ho tum yaad bahut aate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho tum yaad bahut aate ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho baatein karta hoon main kuchh naadaanon si ab to meri haalat hai bas deewaanon si baatein karta hoon main kuchh naadaanon si ab to meri haalat hai bas diwaanon si deewane ho tum sab ko deewaana banaate ho o thodi der ko aate ho chale jaate ho ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho mausam dil ki dhadkan jaisa lagta hai is koyal ki kook se kaisa lagta hai mausam dil ki dhadkan jaisa lagta hai is koyal ki kook se kaisa lagta hai mujhko aisa lagta hai jaise tum bulaate ho ho saara din sataate ho raaton ko jagaate ho thodi der ko aate ho chale jaate ho kab din dhalta hai kab chaand nikalta hai kab din dhalta hai kab chaand nikalta hai haaye chakori ka man ye jaise
mit gayin hazaaron jawaniyaan mit gayin hazaaron jawaniyaan deni padin jinhen qurbaaniyaan jinhen qurbaaniyaan yaad aati hain unki kahaaniyaan kahaaniyaan zindagi ne jinhen chhoda maar ke maar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke kya pata kaun kab kahaan baith jaaye thak haar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke zakhmon ke nishan silte nahin silte nahin zakhmon ke nishan silte nahin yaadon ke chaman khilte nahin bichhade to phir kahin milte nahin do panchhi kabhi ik daar ke ik daar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke faisla ye humein manzoor hai faisla ye humein manzoor hai faasla ye humein manzoor hai apni manzil bahut hi door hai bahut hi door hai ruk gaye hum kisi ko pukaar ke pukaar ke tedhe medhe oonche neeche lambe lambe raaste pyaar ke raaste pyaar ke iss muhabbat ke kaabil hum
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Gokul Ki Galiyon Ka Raaste Pyar Ke (1982) 05:25 38122
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Duration : 05:25   Song Number : 38122   

Log Jal Gaye Raaste Pyar Ke (1982) 05:30 38121
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Rekha, Jeetendra
Duration : 05:30   Song Number : 38121   

Main Tum Main Sama Jaaun Raaste Pyar Ke (1982) 07:39 37086
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jeetendra, Rekha
Duration : 07:39   Song Number : 37086   

Saara Din Sataate Ho Raaste Pyar Ke (1982) 05:01 38120
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
On Screen Actors- 
Jitendra, Rekha
Duration : 05:01   Song Number : 38120   

Tedhe Medhe Oonche Raaste Pyar Ke (1982) 04:50 38786
 
Poster of Raaste Pyar Ke (1982)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1982
Lyricist
Anand Bakshi
Music Director- 
Laxmikant Pyarelal
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Shabana Azmi, Rekha
Duration : 04:50   Song Number : 38786