Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeRam Aur Shyam (1967)
HomeRam Aur Shyam (1967)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ye raat jaise dulhan ban gayee charaagon se karoonga aur ujala main dil ke daagon se aaj ki raat mere dil ki salami le le dil ki salami le le kal teri bazm se deewana chala jaayega shamma reh jayegi parwana chala jaayega aaj ki raat mere dil ki salami le le dil ki salami le le teri mehfil tere jalwe hon mubaarak tujhko teri ulfat se nahin aaj bhi inkaar mujhe tera mai khaana salaamat rahe aye jaane wafa muskura kar tu zara dekh le ik baar mujhe phir tere pyaar ka mastana chala jaayega kal teri bazm se deewana chala jaayega shamma reh jayegi parwana chala jaayega aaj ki raat mere dil ki salami le le dil ki salami le le maine chaaha ke bata doon main haqeeqat apni toone lekin na mera raaz e muhabbat samjha meri uljhan mere haalaat yahaan tak pahunche teri aankhon ne mere pyaar ko nafrat samjha ab teri raah se begaana chala jaayega kal teri bazm se deewana chala jaayega shamma reh jayegi parwana chala jaayega aaj ki raat mere dil ki salami le le dil ki salami le le tu
aayi hai bahaaren mite zulm o sitam pyaar ka zamaana aaya door huye ghum raam ki lila rang laayi shaam ne bansi bajaayi aayi hai bahaaren mite zulm o sitam pyaar ka zamaana aaya door huye ghum raam ki lila rang laayi shaam ne bansi bajaayi chamaka hai insaaf ka sooraj faila hai ujaala nayi umange sang laayega har din aane wala hoo munna geet sunaayega chunna dhol bajaayega sang sang meri chhoti munni naachegi chham chham raam ki lila rang laayi shaam ne bansi bajaayi ab na honge majboori ke is ghar mein afsaane pyaar ke rang mein rang jaayenge sab apne begaane ho ho ho sab ke din phir jaayenge manzil apni paayenge jeewan ke taraane mil ke gaayenge har dum raam ki lila rang laayi shaam ne bansi bajaayi ab na koi bhuka hoga aur na koi pyaasa ab na koi naukar hoga aur na koi aaka hooo apne ghar ke raja tum chedo mann ka baaja tum aa jaayegi sur mein dekho jeevan ki sargam hoo aayi hai bahaaren mite zulm o sitam pyaar ka zamaana aaya door huye ghum raam ki lila rang
iss nagri ki reet hai ulti koi samjh na paaye are sachche ko dukh dard mile aur jhoota mauj udaaye dheere dheere bol koi sun lega sajnaaaaa dheere dheere bol aise bol koi sun lega re koi jo sun paaye koi baanka sipahiyaa tohe baandhega aur mohe rakh lega sajnaaaaaa haaye kya batlaaun haal main tujhko iss nagri ka gori are gali gali mein seenajori pal pal daaka chori haaye preet ki sundar basti mein hoon main rakhwala tera dagar dagar na dol akeli tham le baiyaan mori hooooo kaahe ko jiya tera bekal hai aaj raahon mein badi hulchal hai jo sun paaye koi chor uchakka saiyaan tori anguthi mori nath lega sajnaaaaa zara dheere dheere bol re zara hole hole bol are dhanwaanon ki iss duniyaan ke rang hai saare jhoote haaye koi kisi ko dukh paunchaaye koi kisi ko loote aaaaaaaa kaisi sachchi baat kahi hai ek kavi ne bhaiyaa rishwat le ke phans jaaye to rishwat de ke chhoote hooooo baaton mein tohe maza aata hai mera to jiya ghabraata hai jo sun paaye koi munshi daroga tose
main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi tune aankhon se peelayi wo nasha hai ke duhaayi har taraf dil ke chaman mein phool bikhre hain gulaabi gulaabi gulaabi main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi main hoon saaki tu hai sharaabi sharaabi ishq mein jeena sambhal ke dil ka paimaana naa chhalke behki behki teri nazren khaab dikhlaati hain kal ke khaab dikhlaati hain kal ke teri mehfil mein o saaki hum chale aaye nashe mein ab to bas ye hai tamanna umr kat jaaye nashe mein umr kat jaaye nashe mein ishq hai tera sawaaliiiii ishq hai tera sawaali husn hai mera jawaabi jawaabi jawaabi tu hai saaki main hoon sharaabi sharaabi tu hai saaki main hoon sharaabi sharaabi main teri duniyaa mein aa ke reh gaya khud ko bhula ke kya ho anjaam naa jaaneee hosh ulfat mein ganwaa ke bekhudi ke ye taraane yun hi gaaye jaa deewane ishq rang laayega apnaaa aa gaye ab wo zamaane teri mastaani ye baaten aaaaa aaaa aaaa aaaa aaaaa aaaaa teri
maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha mere khaabon ko na hone diya pura tumne pyaar ke geet ko chhoda hai adhura tumne nagma e dil na mujhe tumne sunaaya hota pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha laa ke mazdhaar mein kashti ko dubone waale zindagi de ke mujhe mere na hone waale dil ki duniya ko banaa ke na mitaaya hota pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo maine kab tumse kaha tha kaun hai kisne mohabbat mein khushi paayi hai mujhko dekho ki meri jaan pe ban aayi hai kaash tumne mujhe apna na banaaya hota pyaar jab tumne kiya tha to nibhaaya hota maine kab tumse kaha tha ke mujhe pyaar karo
hoo baalam tere pyaar ki thandi aag mein jalte jalte baalam tere pyaar ki thandi aag mein jalte jalte main to haar gayi re main to haar gayi re main to haar gayi re main to haar gayi re hoo loot liya dil tune meraa raah mein chalte chalte loot liya dil tune meraa raah mein chalte chalte naina maar gayi re naina maar gayi re ho naina maar gayi re naina maar gayi re main hun bawariya teri sanwariya main hun bawariya teri sanwariya dil se jaanaa na aaj mili ho jaise akeli kal bhi chali aana chanda aur suraj ki tarhaa roz nikalte dhalte main to haar gayi re main to haar gayi re ho naina maar gayi re naina maar gayi re hoo baalam tere pyaar ki thandi aag mein jalte jalte loot liya dil tune meraa raah mein chalte chalte naina maar gayi re naina maar gayi re daal ke jaadu roop kaa tune daal ke jaadu roop kaa tune dil mera chheena preetam tune preet jaga di chhed ke mann binaa nainon mein bhar ke pyaar ka kajra ankhiyaan malte malte naina maar gayi re naina maar gayi re
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Aaj Ki Raat Mere Dil Ki Salami Le Le Ram Aur Shyam (1967) 05:34 31007
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dilip Kumar, Waheeda Rehman
Raag- 
Pahadi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 05:34   Song Number : 31007   

Aayi Hai Bahaaren Ram Aur Shyam (1967) 04:51 14058
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Dileep Kumar
Duration : 04:51   Song Number : 14058   

Dheere Dheere Bol Ram Aur Shyam (1967) 05:36 14060
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Kanhaiya Laal, Leela Mishra
Duration : 05:36   Song Number : 14060   

Main Hoon Saaki Ram Aur Shyam (1967) 03:45 14061
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Waheeda Rehman
Duration : 03:45   Song Number : 14061   

Maine Kab Tumse Kaha Ram Aur Shyam (1967) 03:42 14062
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakeel Badayuni
Music Director- 
Naushad
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Waheeda Rehman, Dileep Kumar
Duration : 03:42   Song Number : 14062   

O Baalam Tere Pyaar Ki Ram Aur Shyam (1967) 04:12 14059
 
Poster of Ram Aur Shyam (1967)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1967
Lyricist
Shakil Badayuni
Music Director- 
Naushad
On Screen Actors- 
Dileep Kumar, Mumtaj
Duration : 04:12   Song Number : 14059