Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSachaa Jhutha (1970)
HomeSachaa Jhutha (1970)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


dil ko dekho chehra na dekho dil ko dekho chehra na dekho chehron ne laakhon ko loota haan dil sachaa aur chehra jhutha dil sachaa aur chehra jhutha dil ko dekho chehra na dekho dil ko dekho chehra na dekho chehron ne laakhon ko loota haan dil sachaa aur chehra jhutha dil sachaa aur chehra jhutha jo apni sachi soorat dikha dein aise nahin duniya waale sab ne hi apne chehron ke aage jhuth ke parde hain daale meethi honthon pe baat dil mein rehti hai ghaat dil ka honthon se naata hi toota dil sachaa aur chehra jhutha dil sachaa aur chehra jhutha dil ko dekho chehra na dekho tann se to aazaad hum ho gaye hain mann se gayi na gulaami pardesi bhaasha aur bhesh ko hi dete hain ab tak salaami bhool kar apna rang seekhe auron ka dhang apnepan ka chalan hum se chhoota dil sachaa aur chehra jhutha dil sachaa aur chehra jhutha dil ko dekho chehra na dekho marzi tumhaari tum kuch bhi samjho jo hum hain wo hum hi jaane rang roop dekhe to dekhe zamaana hum pyaar ke hain deewane
duniyaa mein pyaar ki sab ko zaroorat hai duniyaa mein pyaar ki sab ko zaroorat hai dil de dil le yehi mohabbat hai karle pyaar karle aankhen chaar karle karle pyaar karle aankhen chaar karle duniyaa mein pyaar ki sab ko zaroorat hai dil de dil le yehi mohabbat hai karle pyaar karle aankhen chaar karle karle pyaar karle aankhen chaar karle meri nigaahon mein bas ek soorat hai badi khubsoorat hai dil jis pe aane laga yun to hain laakhon hi dilwaale matwaale sun o bhole bhale tu mujh pe chhaane laga mujhko bhi pyaar ki ek zaroorat hai dil de dil le yehi mohabbat hai karle pyaar karle aankhen chaar karle karle pyaar karle aankhen chaar karle din ye jawaani ke yun na guzar jaayein kuchh aisa kar jaayein milti ho jis mein khushi mera to dil chaahe teri hi baahon mein teri nigaahon mein reh ke katte zindagi tujhko bhi pyaar ki dekh zaroorat hai dil de dil le yehi mohabbat hai karle pyaar karle aankhen chaar karle karle pyaar karle aankhen chaar karle honton pe honton ki
hoooo kehdo kehdo haan tum jo kehdo pyaar ki hum tamanna jawaan kar len tamanna tamanna jawaan kar len hooo kehdo kehdo ho tum bhi kehdo pyaar ka hum tarannum jawaan kar len tarannum tarannum jawaan kar len hoooo kehdo kehdo ho tum jo kehdo tum ho shola badan tum bhi kuchh kam nahin tum ho shola badan tum bhi kuchh kam nahin tum ho gul main chaman ab koi ghum nahin isse pehle ki bijli gire pyaar par isse pehle ki bijli gire pyaar par pyaar ka hum mukaddar jawaan kar len mukaddar mukaddar jawaan kar len hoooo kehdo kehdo ho tum jo kehdo paas aaye ho kyun teri aawaaz pe paas aaye ho kyun teri aawaaz pe dil diya humko kyun tere andaaz pe ye adaayen ye shokhi sharaarat bhari ye adaayen ye shokhi sharaarat bhari pyaar ki hum sharaarat jawaan kar len sharaarat sharaarat jawaan kar len hoooo kehdo kehdo ho tum jo kehdo kaun hain hum tere dil ke mehmaan ho kaun hain hum tere dil ke mehmaan ho nahin kaabil tere phir bhi armaan ho ab to tere bina jeena mushkil hua ab to tere
meri pyaari behaniya banegi dulhaniyaa meri pyaari behaniya banegi dulhaniyaa sajke aayenge dulhe raaja bhaiya raaja bajaayega baaja bhaiya raaja bajaayega baaja meri pyaari behaniya banegi dulhaniyaa solah singaar meri behna karegi solah singaar meri behna karegi teeka chadhega aur haldi lagegi behna ke honthon pe jhoolegi nathaniyaa aur jhoomenge dulhe raaja bhaiya raaja bajaayega baaja bhaiya raaja bajaayega baaja meri pyaari behaniya banegi dulhaniyaa sej pe baithegi to doli pe chalegi sej pe baithegi to doli pe chalegi dharti pe behna raani paanw na dharegi palkon ki paalki pe behna ko bitha ke le jaayenge dulhe raaja bhaiya raaja bajaayega baaja bhaiya raaja bajaayega baaja meri pyaari behaniya banegi dulhaniyaa sajna ke ghar chali jaayegi jo behna sajna ke ghar chali jaayegi jo behna honth hansenge mere royenge ye naina rakhiya ke roz raani behna ko bulaaunga le ke aayenge dulhe raaja bhaiya raaja bajaayega baaja bhaiya raaja bajaayega baaja meri pyaari
yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho roz aati ho tum khayalon mein roz aati ho tum khayalon mein zindagi mein bhi meri aa jaao beet jaaye na ye sawalon mein iss jawani pe kuch taras khao haale dil samjho sanam haale dil samjho sanam kahenge munh se na hum humari bhi koi maryada hai adaayen dil ki jaanta hi nahin mera humdum bhi kitna saada hai yuhin tum mujh se baat karti ho bholepan mein hai wafaa ki khushboo bholepan mein hai wafaa ki khushboo tujh pe sab kuch na kyun lootaun main mera betaab dil ye kehta hai tere saaye se lipat jaaoon main mujhse ye mail tera mujhse ye mail tera na ho ik khel tera ye karam mujh pe kuch zyaada hai yuhin tum mujh se baat karti ho ya koi pyaar ka iradaa hai adaayen dil ki jaanta hi nahin ban gayi ho meri sada ke liye ban
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Dil Sachaa Aur Chehra Jhutha Sachaa Jhutha (1970) 04:22 18033
 
Poster of Sachaa Jhutha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj
Duration : 04:22   Song Number : 18033   

Karle Pyar Karle Aankhen Char Sachaa Jhutha (1970) 04:42 18034
 
Poster of Sachaa Jhutha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Gulshan Bavara
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Asha Bhosle
On Screen Actors- 
Mumtaz
Duration : 04:42   Song Number : 18034   

Kehdo Kehdo Sachaa Jhutha (1970) 04:49 32285
 
Poster of Sachaa Jhutha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Qamar Jalalabadi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Mumtaz, Rajesh Khanna
Duration : 04:49   Song Number : 32285   

Meri Pyari Bahaniya Sachaa Jhutha (1970) 04:41 18035
 
Poster of Sachaa Jhutha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna
Duration : 04:41   Song Number : 18035   

Yuhin Tum Mujh Se Baat Sachaa Jhutha (1970) 04:21 18036
 
Poster of Sachaa Jhutha (1970)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1970
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Rajesh Khanna, Mumtaj, Vinod Khanna
Duration : 04:21   Song Number : 18036