Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSaheli (1965)
HomeSaheli (1965)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


shabbaas baadshaho bahane kyon karti ho hampe tum bhi marti ho bahane kyon karti ho hampe tum bhi marti ho abhi to naya saath hai aaj hansi to kal bhi hansogi pyar kisi din karne lagogi thode dinon ki baat hai bahane kyon karti hoo sabse tum juda sahi husn ke khuda sahi ada hi ada sahi hum bhi bure to nahi nazar maikada sahi zulfein ek ghata sahi tum pe sab fida sahi hum bhi bure to nahi kahan tak tadpaogi raah par aa jaogi kahan tak tadpaogi raah par aa jaogi abhi to naya saath hai aaj mili to kal bhi milogi aah kisi din bharne lagogi thode dinon ki baat hai bahane kyun karti hooo rang ke nikhaar par roop ki bahaar par anokhe shringar par tum ko agar naaz hai gham e intezaar par dil e beqaraar par hamein apne pyar par tum se bada naaz hai aji ye gussa chhodo abhi se dil na todo aji ye gussa chhodo abhi se dil na todo abhi to naya saath hai aankh jhuki to dil bhi jhukega ab yeh milan to ho ke rahega thode dinon ki baat hai bahane kyon karti ho hampe tum bhi marti
itna to keh do humse tumse hi pyaar hai tumse hi pyaar hai itna to keh do humse tumse hi pyaar hai tumse hi pyaar hai meri khaamoshi sajna mera ikraar hai mera ikraar hai baalon main taak doon agar main dil ke phool ko kar dogi maaf kyaa tum meri is bhool ko teri har bhool se bhi tujhse bhi pyaar hai tere kadmon mein saiyaan mera sansaar hai mera sansaar hai itna to keh do humse tumse hi pyaar hai tumse hi pyaar hai meri khaamoshi sajna mera ikraar hai mera ikraar hai jitnaa betaab hai dil utnaa majboor hai tum se mangaa hai tumko bolo manzoor hai de di hai umr tumko dil bhi tumko diyaa ab meraa apnaa kyaa hai kyaa doon tumko piyaa kyaa doon tumko piyaa itna to keh do humse tumse hi pyaar hai tumse hi pyaar hai meri khaamoshi sajna mera ikraar hai mera ikraar hai
jis dil mein basa tha pyaar tera us dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basa tha pyaar tera tu auron ka koi aur tera duniyaan mein hum kyun zinda hain tu auron ka koi aur tera duniyaan mein hum kyun zinda hain hum ban kar kyun deewaar rahen ye soch ke hum sharminda hain ye soch ke hum sharminda hain dar koi aur khule na khule teri raah ko humne chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basa tha pyaar tera hum pyaar mein the nadaan bahut kuchh karna tha kuchh kar baithe hum pyaar mein the nadaan bahut kuchh karna tha kuchh kar baithe wo phool tha aur ke joode ka hum jis se daaman bhar baithe hum jis se daaman bhar baithe humne khud apni bahaaron ka veeraan se rishta jod diya haaye jod diya jis dil mein basa tha pyaar tera us dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basa tha pyaar tera
jis dil mein basaa tha pyaar tera uss dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera jab yaad kabhi tum aaoge samjhenge tumhen chaha hi nahin rahon mein agar mil jaaoge sochenge tumhen dekha hi nahin sochenge tumhen dekha hi nahin jo darr pe tumhare jaati thi unn raahon ko humne mod diya haaye mod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera hum kaun kisi ke hoten hain koi hum ko yaad karega kyun apne do aansu bhi hum par koi barbaad karega kyun koi barbaad karega kyun uss maajhi ko hi gila humse majdhaar mein jisne chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera uss dil ko kabhi ka tod diya haaye tod diya badnaam na hone denge tujhe tera naam hi lena chhod diya haaye chhod diya jis dil mein basaa tha pyaar tera
khushi bhi aayi to kuchh aisi ada se aayi khushi bhi aayi to kuchh aisi ada se aayi khushi ke saath zamaane pe muskura baithe nazaara dekh liya wo ajeeb nazron ne ke zindagi ke fasaane pe muskura baithe khushi bhi aayi to zubaan ko rok liya nazar se baat chali zubaan ko rok liya nazar se baat chali naye andaaz se ab unse mulakaat huyi hai nigaahen pher ke yun nigaahen pher ke yun humse door baithe hain ke unke paas na aane pe muskura baithe khushi bhi aayi to kuch aisi ada se aayi khushi ke saath zamaane pe muskura baithe khushi bhi aayi to teri hansi ke liye jalaaye humne diye teri hansi ke liye jalaaye humne diye bade armaan bhare dil se ye dete hain duaayen jahaan mishad rahe jahaan mishad rahe tu jahaan jahaan bhi rahe tere naseeb suhaane pe muskura baithe khushi bhi aayi to kuchh aisi ada se aayi khushi ke saath zamaane pe muskura baithe nazaara dekh liya wo ajeeb nazron ne ke zindagi ke fasaane pe muskura baithe khushi bhi aayi to
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bahane Kyon Karti Ho Saheli (1965) 03:44 14115
 
Poster of Saheli (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mohammed Rafi
On Screen Actors- 
Pradeep Kumar
Duration : 03:44   Song Number : 14115   

Itna To Kah Do Humse Saheli (1965) 03:20 14114
 
Poster of Saheli (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
On Screen Actors- 
Kalpana, Pradeep Kumar
Duration : 03:20   Song Number : 14114   

Jis Dil Mein Basa Tha Pyaar (Female) Saheli (1965) 03:55 14041
 
Poster of Saheli (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Kalpana
Duration : 03:55   Song Number : 14041   

Jis Dil Mein Basa Tha Pyaar (Male) Saheli (1965) 03:53 11991
 
Poster of Saheli (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
Indeevar
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Mukesh
On Screen Actors- 
Kalpana
Raag- 
Bhairavi
Taal- 
Kaherava Tal
Duration : 03:53   Song Number : 11991   

Khushi Bhi Aai To Saheli (1965) 03:32 19848
 
Poster of Saheli (1965)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1965
Lyricist
K L Pardeshi
Music Director- 
Kalyanji Anandji
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 03:32   Song Number : 19848