Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeSalaami (1994)
HomeSalaami (1994)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein i love you keh de tu mujhe aaj iss mehfil mein bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein i love you keh de tu mujhe aaj iss mehfil mein bas ek tamanna hai meri muhabbat mein hoga asar to main tujhe jeet lunga dard e judaai ki bebasi ab main kabhi na sahunga meri muhabbat mein hoga asar to main tujhe jeet lunga dard e judaai ki bebasi ab main kabhi na sahunga teri muhabbat mein jaan e wafa main jaan bhi apni dunga milne ki khaayi hai maine kasam ab door main na rahunga bas ek tamanna hai dilbar mere dil mein i love you keh de tu mujhe aaj iss mehfil mein bas ek tamanna hai tere mere darmiyaan dilruba ye kaisi deewaar aayi mil ke bhi tujhse main sahata raha kitne dinon tak judaai tere mere darmiyaan dilruba ye kaisi deewaar aayi mil ke bhi tujhse main sahata raha kitne dinon tak judaai chalti nahin hai kisi ki yahaan rasmen muhabbat ke aage haara zamaana meri jaan e man dil ki bagaavat ke
chehra kya dekhte ho dil mein utar kar dekho na dil mein utar kar dekho na chehra kya dekhte ho dil mein utar kar dekho na dil mein utar kar dekho na mausam pal mein badal jaayega patthar dil bhi pighal jaayega meri muhabbat mein hai kitna asar dekho na kitna asar dekho na chehra kya dekhte ho dil mein utar kar dekho na dil mein utar kar dekho na mausam pal mein badal jaayega patthar dil bhi pighal jaayega meri muhabbat mein hai kitna asar dekho na kitna asar dekho na thode kareeb aao aise na itraao mujhse sanam door baithe ho kya thode kareeb aao aise na itraao mujhse sanam door baithe ho kya bechain kar doonga itna tumhein aake lipat jaaogi dilruba aise kya sochti ho aake idhar dekho na aake idhar dekho na chehra kya dekhte ho dil mein utar kar dekho na dil mein utar kar dekho na main to tumhaari hoon tum pe dil haari hoon phir kisliye hain ye betaabiyaan main to tumhaari hoon tum pe dil haari hoon phir kisliye hain ye betaabiyaan aake galle se laga lo mujhe ab
dil jab se toot gaya dil jab se toot gaya kaise kahen kaise jeete hain dil jab se toot gaya kaise kahen kaise jeete hain kabhi zyada kabhi kam peete hain kabhi zyada kabhi kam peete hain jaan e wafa jaane na tu jaan e wafa jaane na tu zakhmon ko hum kaise seete hain kaise tere bina hum jeete hain kaise tere bina hum jeete hain jaam ka hai sahaara warna kya hai humaara jaam ka hai sahaara warna kya hai humaara ye dava jo na peete hum bhala kaise jeete dekhen mudke jahaan hai wahaan bebasi bekhudi ban gayi ab meri zindagi saath tera chhoot gaya kaise kahen kaise jeete hain kabhi zyada kabhi kam peete hain kabhi zyada kabhi kam peete hain tujhpe karke bharosa humne khaya hai dhokha tujhpe karke bharosa humne khaya hai dhokha pehle jo jaan jaate tujhse dil na lagaate apni har aarzu aansuon mein dhali dard ki aag mein har tamanna jali kisko pata kisko khabar zakhmon ko hum kaise seete hain kaise tere bina hum jeete hain kaise tere bina hum jeete hain dil jab se toot
jab haal e dil tumse kehne ko main milne aati hoon par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hoon jab haal e dil jab haal e dil tumse kehne ko main milne aati hoon par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hoon jab haal e dil dil to deewaana hai maine jaana hai isliye to tumhen dilbar maana hai yun dil ko kisi ke tarsaana achchhi baat nahin sachche premi ko tadpaana achchhi baat nahin main na dekhun jab talak tujhko na chain paati hoon par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hoon jab haal e dil ye ishq nahin aasaan bas itna samajh leeje ek aag ka dariya hai aur doob ke jaana hai ishq waale kisi aag se na daren pyaar ki raah mein mar ke bhi woh chalen chahe kuchh bhi ab ho jaaye tere pyaar mein hai pyaar bina rakha bhi kya is sansaar mein tu yaad aaye jis ghadi mujhko main daudi aati hoon par dekh tera deewanapan main soch mein pad jaati hoon jab haal e dil jab haal e dil tumse kehne ko main milne aati hoon par dekh tera deewanapan main
mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna sahe hans ke tumhare ghum sahe hans ke tumhare ghum mere saajan duaa karna mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna ulfat ke nashe mann mein kisne ye ghum ki aag lagayi hai ulfat ke nashe mann mein kisne ye ghum ki aag lagayi hai mud kar jo humne dekha to bas chaaron taraf tanhaayi hai bas chaaron taraf tanhaayi hai aaye pyaar kaa phir mausam mere saajan duaa karna aaye pyaar kaa phir mausam mere saajan duaa karna sahe hans ke tumhare ghum sahe hans ke tumhare ghum mere saajan duaa karna mile tum se bichhad ke hum mere saajan duaa karna yaadon ki sulagti raat mein hum dil thaam ke roya karte hain yaadon ki sulagti raat mein hum dil thaam ke roya karte hain badi hasrat se tasveer teri ashqon se bhigoya karte hain ashqon se bhigoya karte hain ulfat ki ho nazar e karam meri jaanam duaa karna ulfat ki ho nazar e karam meri jaanam duaa karna sahe hans ke tumhare
tumhen chhede hawa chanchal shararat tumse seekhi hai wo baitha phool pe bhanwra mohabbat tumse seekhi hai mere gulfaam sun lo tum deewane dil ka kehna hai kiya hai faisla maine tumhaare bin na rehna hai tumhen chhede hawa chanchal shararat tumse seekhi hai kare deewangi mausam sanam tumhaari in adaaon se gazab lagti ho tum rab ki kasam bharosa ho na jo mera to poochho in fizaaon se tumhen chhede hawa chanchal shararat tumse seekhi hai wo baitha phool pe bhanwra mohabbat tumse seekhi hai banaya aashiyaan maine sanam tumhaari hi nigaahon mein naa jaaun door main tumse kabhi bita doon umr main saari sanam teri hi baahon mein tumhen chhede hawa chanchal shararat tumse seekhi hai wo baitha phool pe bhanwra mohabbat tumse seekhi hai bani hai surmayi dekho ghataa teri aankhon ke kaajal se churaati hai jawaan khushboo hawa lipat ke meri jaaneman tere ye reshmi aanchal se tumhen chhede hawa chanchal shararat tumse seekhi hai wo baitha phool pe bhanwra mohabbat tumse seekhi
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Bas Ek Tamanna Hai Salaami (1994) 07:51 32423
 
Poster of Salaami (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Ayub Khan, Kabeer Bedi, Others
Duration : 07:51   Song Number : 32423   

Chehra Kya Dekhte Ho Salaami (1994) 06:02 18624
 
Poster of Salaami (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Madan Pal
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Ayub Khan, Samjukta Singh
Duration : 06:02   Song Number : 18624   

Dil Jab Se Toot Gaya Salaami (1994) 05:36 39290
 
Poster of Salaami (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Ayub Khan, Roshni Jaffery
Duration : 05:36   Song Number : 39290   

Jab Haal e dil Tumse Kehne Ko Salaami (1994) 04:53 40046
 
Poster of Salaami (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
Singer- 
Alka Yagnik
On Screen Actors- 
Roshini Jaffery, Ayub Khan
Duration : 04:53   Song Number : 40046   

Mile Tumse Bichhad Ke Hum Salaami (1994) 06:57 37925
 
Poster of Salaami (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Anwar Sagar
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Samyukta Singh, Ayub Khan
Duration : 06:57   Song Number : 37925   

Tumhen Chhede Hawa Chanchal Salaami (1994) 06:56 38962
 
Poster of Salaami (1994)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1994
Lyricist
Sameer
Music Director- 
Nadeem - Shravan
On Screen Actors- 
Ayub Khan, Roshni Jaffery
Duration : 06:56   Song Number : 38962